Pas ALLAH TAALA Sabar karne Walou Ke Saath Hai

islam and life
  • Saadatmandi hasil karne ka Asaan tariqa ye hai ke waliden ke saath Husne sulook kare aur unhe hamesha raazi rakhne ki kosish kare…

    Sabr in islamALLAH TAALA ka irshaad hai:(Mahboob sallallahu alaihi wasallam)! Hum ne Aapka Zikar Aapke liye Baland kardiya.

    (Al Inshirah:4)

    Sabar karne wale dono jahan ki Izzat ke saath kamiyaab hue, kyun ke Unho ne ALLAH TAALA ki khushnoudi hasil ki,

    Pas ALLAH TAALA Sabar karne walou ke saath hai.

    (Hazrath Abu Ali Rahmatullah alaih)

  • Hazrath Abdullah bin zaid raziallahu taala anhu ne arz kiya:

    Ya RASOOLALLAH !Sallallahu alaihi wasallam Aap Mujhe Jaan, maal, Aoulaad, aur Ghar walou se zyada Mahboob hain, agar main har roz Aapki ziyarat na karo to shayed meri Mout waqe hojaye…

    (Al Mawahib,vol:6,pg:292)

    allah and patience

  • (ولباس التقوى ذلك خير)

    Har khubsurti duniya me hi khatam hojayegi siwaye Taqwe ki khubsurti ke, wo sabar quotes in islam sab se behtar hai aur hamesha baaqi rehne wali hai.

  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath SYEDA FATIMA
    raziallahu taala anha se irshaad farmaya :

    Beshak ALLAH TAALA tumhari Naraazgi par Naraaz hota hai aur Tumhari Raza par Razi hota hai.

    (Al Moujamul kabeer ,hadith no:1001)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *