Quran e Kareem ki tilawat

Quran e Kareem ki tilawat
    • Mohammed Mustafa Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Aadmi unhi logon ke saath hoga jinke saath mohabbat karega agarche un jaise amal na bhi kare.(Musnad Imaam Ahmed,hadith no:13829)
    • Mohammed Mustafa Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab tum me se koi ghar se wuzu karke aaye, to ghar lautne tak use namaz ka sawaab milta rahega.(Mustadrak,Hadith no:744)
    • Aye Logo! Apne Rab ki Ibadat karo jisne tumhe paida kiya aur un logon ko jo tum se pehle the taake tum parehezgaar banjao.(Surah Al Baqarah:21)

  • Hazrath Abdullah bin atik radiallahuanhu ke pair ki haddi todh gayi NABI E KAREEM Sallallahu alaihiwasallam apna dast e mubarak phairte hi unku yun mahsoos hua ke kabhi dard hua hi na tha.(Sahih Bukhari,vol:2,pg:577)
  • 3 cheezien mohabbat badhane ka zarya hai.Salaam karna
    Dusron ko majlis me jagah dena
    muqatab ko behtar naam se pukarna.

    (Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu)

     

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *