Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne farmaya ke
JIS SHAKS KE DILME QURAN KA KOI HISSA MAHFUZ NA HO (matlab usko agar yaad na ho) to Vo VIRAAN GHAR KI TARAH HAI.
* Quran padhne Wale Ko Na Qabar Me Mitti Khayegi Na Kide
* Quran Jannat Ka Raasta Hai
* Quran Ki BarkAt Se Maal (property) Badhta Hai
* Quran gareebi Ko Door Karta Hai
* QURAN padhne Wala Qayamat Ke Din hazrat Muhammad (salllahu alyhiwasallam) Ke Sab Se Ziyada Qareeb Ho Ga
* Quran padhne Wala maut Se Pehle jannat Me Apna Ghar Dekh Lega
* Quran padhne Wale Ki Duwa Qabool Hoti Hai
* Quran padhne wale ko har huruf par 10 neki milti hai jese ‘Alim Laam Meem’ Padha to 30 neki mil gayi
* Quran haafiz jab Allah ke saamne pesh hoga aur wo Allah ke exam mein pass ho jata hai to Allah usse kahega ki quran padhte jao aur jannat ki sidiya chadhte jao, haafiz aisa hi karega, quran padhta jaayega air jannat ke darjo par chadhta jaayega. Jab uska quran pura hoga to wo Jannatul Firdaus mein hoga.
Related Links:
Quran Shareef
QURAN-E-MAJEED