Abu Sayeed Khudri Radhi Allahu Anhu se rivayat hai hi Nabi Kareem (ﷺ) ne farmaya Raaston par baithne se bacho, Sahaba ne arz hiya Ye Rasool Allah (ﷺ) hamari ye Majlis to bahot Zaruri hai hum wahan par roz hone wali guftgu (baatein) kiya harte hain Aap (ﷺ) ne farmaya, “achcha” , agar turn in Majlis mein baithna hi chahte ho to Raaste ka haq ada kiya karo sahaba ne arz kiya Raaste ka haq kya hai to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Nazar neechi rakhna, Raahgeeron (guzarne walon) ho na satana, Salam ho jawab dena, bhalaii ha hukm dena aur buraii se rokna.
Sahih Bukhari, vol 7,6229