Ramzan ki Azmat

Ramadan
    • NABI E KAREEM صلی اللہ علیہ وسلم ne irshaad farmaya:Ramzaan me apna kharch badhado, kyun ke is mahine mein kharch karna ALLAH ki rah me kharch karne ki tarah hai.(Kanzul Ummal)
    • Rozdaar ke liye do khushiyan hain, ek iftaar ke waqt aur dusri apne rab se mulaqaat ke waqt..(Jame Tirmizi, Hadith no:745)
    • ALLAH TAALA KA IRSHAAD HAI:Aye Imaan walo ! Tum par Roze farz kiye gaye , Jaisa ke Tum se pehle logon par farz kiye gaye the, Taake Tum Parhezgaar banjao !(Surah Al Baqarah :183)

  • NABI E KAREEM صلی اللہ علیہ وسلم ne Apne Sahaba ko Khushkhabri sunate hue Irshaad farmaya:Tumhare paas MAHE RAMAZAN ki AAMAD AAMAD hai, ye ek Barkat wala mahina hai, ALLAH TAALA ne tum par iske roze farz kiye hain,
    Isme Jannat ke Darwaze khole jate hain, dozaq ke darwaze band kiye jate hain, shaitan ko qaid kiya jata hai, Is mahine me ek RAAT hai, Jo HAZAAR MAHINO se Behtar hai, jo shakhs us raat ki Bhalayi se Mahroom raha to Haqiqat me wo Mahroom Rehgaya..

    (Musnad Imaam Ahmed ,Hadith no :9227)

    Ramzan

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *