Ek din hazrat Izrail (Alaihissalam) se HUZOOR (sallalahu alaihi wasallam ) ne pucha…
Aey Izrail (Alahissalam ) tum jism se rooh kaise nikalte ho?
Izrail (alaihissalam) :-
jab kisi barik kapde ko kadak kaanto par daal kar khincha jae to jitni mushkil se wo
tadapte hue nikalta hai us se bhi zyada taklif se mai rooh nikaalta hu…
HUZOOR (sallallahu alaihi wasallam ) ne rote hue farmaya k Izrail tum sari jaano ki
taklif muje de do magar meri ummat ki taklif dur kar dena.
Aise pyare NABI (sallallahu alaihi wasallam ) par behisab darood bheje aur is sms ko zarur send kare, Taki huzur (sallallahu alaihi wasallam ) ke ummati ko ummati hone ka fakhr ho or aap (sallallahu alaihi wasallam ) ki sunnato par amal kare….
Jb Hzoor sallallahu alaihi wasallam ka duniya se parda hoone ka waqt qareeb raaya to Aap sallallahu alaihi wasallam ne Hazrat Izrail (alaihissalam ) se pucha k “Kya meri ummat ko B mout ki itni takleef bardasht krni padhegi” to farishte ne kaha “HA” to Aapki Aankh mubarak se Aansu jaari ho gaye to Allah ne farmaya “Ay MOHAMMAD sallallahu alaihi wasallam Aapki ummat agr har namaz k foran baad AYATUL-KURSI padhegi tu mout k waqt uska 1 paon dunya Me hoga or 1 jannat Me”
If possible please share.
AGR kisi 1 ne B amal kr liya to Apke Liye SADQA-e-jariya hoga, In Sha Allah.
SUBAN ALLAH JAB WAQT KAREEB AYE TU KALMA PARNA HUM SAB S.A.W K WASILY SE NASEEB HO SUMA AMIN