Roza aur Quraan Qayamat ke din Shafa’at karenge

Roza aur Quraan
    • Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu ne farmaya:Main Quraan ki har aayat ke bare me janta ho ke wo kiske baare me kis jagah aur kis par nazil hui, Beshak mere rab ne mujhe bahot zyada samjh wala dil aur fasih zabaan ataa farmayi hai. (Hilyatul Aouliya, Vol:1, pg:68)
    • HUZOOR(ﷺ) ne irshaad farmaya: 

      Koi Munafiq Hazrath Ali (raziallahu taala anhu ) se Mohabbat nahi karsakta aur koi Momin Aap se Bugz nahi rakh sakta.
      (Jame Tirmizi,hadith no:3717)

  • Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu Farmate hai:
    Logon se ussi tarah maaf karo, jaise tum Allah Ta’la se umeed rakhte ho ke wo tumhe maaf karega.
  • NABI E KAREEM (ﷺ) ne irshaad farmaya:Roza aur Quraan Qayamat ke din banda e momin ke liye Shafa’at karenge,

    Roza Arz karega:

    AYE ALLAH! Din ek waqt main ne usko khane aur khaheshaat se roke rakha pas iske haq me Meri shafa’at qubool farma,

    Aur Quraan arz karega main ne Raat ko ise jagaye rakha pas iske haq me Meri Shafa’at Qubool farma,

    pas dono ki shafa’at Qubool karlijayegi.

    (Shubul Imaan,Hadith No:1994)

    Subhanallah

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *