Sabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai

 Jo Shakhs kisi Nemat par ALLAH TAALA ka Shukar adaa nahi karta to wo us Nemat ke zawaal ko dawat deraha hota hai.

(Hazrath Haris rahmatullah alaih)

  Sabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai.(Hazrath Ali raziallahu taala anhu)
  NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Beshak ALLAH TAALA Musibat zada ki Madad karne ko pasand farmata hai.(Shubul Imaan,Hadith No:1664)

  NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri SUNNAT ko us waqt Mazbooti se Thaame rakhne wale ke liye SHAHEED ke barabar sawaab hai.jabke Meri Ummat Fasaad me mubtala hogayi ho.(Al Moujamul Aousat,Hadith no:5414)


Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *