- Sadaqah in Islam :
NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
Sadqa Musibat ke 70 Darwaze band kardeta hai.
(Tabrani,hadith no:4276) - NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
Jo koi Makkah shareef aur Madine Shareef me Inteqaal kare ALLAH TAALA unhe Qayamat ke din Aman paane walou me uthayega.
(Baihaqi,Hadith no:3994) - NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
Jis shakhs me ye 3 chezen ho ALLAH TAALA usko apni rehmat me lelega,
1) Kamzoro ke saath narmi karna
2)Waliden ke saath meharbani karna
3) Gulamon ke saath ehsaan karna.
(Jame Tirmizi,hadith no:2494) - Jis ne RASOOLULLAH (sallallahu alaihi wasallam ) ki Ita’at ki Beshak usne ALLAH hi ki Ita’at ki.
(Surah Al Nisa:80)Related Links :
MAJOR SINS AND THE GRAVEST AMONG THESE
What is Sadaqah and Ways to Give Sadaqah
Sadaqah