Hazrat ANAS razi allah anhu se riwayat hai ki,AAQA sallalahu alaihi wasallam ne farmaya jo koi mujhe khoob(dream) mein dekha to wo mujhe he dekha kyu ki shaitaan mere shakal nahi bana sakta
SAHIH BUKHARI :BAB OF ‘Interpretation of Dreams’ H.no:123
Narrated Anas: The Prophet said, “Whoever has seen me in a dream, then no doubt, he has seen me, for Satan cannot imitate my shape.
Jo loog kehte hai ki hum khoob ki baat nahi maante aur khoob kuch nahi hote to wo loog pehle ALLAH Ta’ala pe ilzaam lagaya(mazalla) kyu ALLAH ta’ala ne khoobo ka zikr QURAN mein kiya hai sure YOUSUF mein aur YOUSUF (A.S) ko khoob ki tabeer ka ilm diya tha,aur IMAM bukhari pe ilzaam lagaye(mazalla) kyu unhone to pura ek baab khayam kiya hai khoobo k upar,aur wo loog jo kehte hai ki AAQA sallalahu alaihi wasallam sirf hamare jaise hai (mazalla) ye kehkar kya wo shaitaan k bade bhai banna chahte hai?kyu ki shaitaan ka paas itna power nahi ki wo AAQA sallalahu alaihi wasallam jaisa dekhe,kyu shaitaan khoob mein kis ke bhi surat bana kar aa sakta hai magar aaqa ki nahi bana sakta