Surah Bakrah ki fazilat
- Jis Ghar mein surah bakrah ki tilawat ki jati hai shaitan us ghar mein dakhil nahi hota (Muslim : 1281)
- Jis ghar me surah Bakrah ki aakhri do aayatien padhien jai wahan teen din tak shaitaan nahi aata.
- Jo shakhs Surah Mulk ko har raat padha kare Allah Ta’la Use Qabar ke azaab se mahfooz rakhega. (Sunan e ibne mahaj)
- Jis ne juma ke din surah kahf tilawat ki us ke liye ayenda jume tak noor raushan kardiya jata hai.
- “Laa Haula Wa Laa Quwwata il-la-Bil-Laah” padha karo kiyun ke ye jannat ke khazanon mein se ek khazana hai (Sahi Muslim)