Surah Mulk ki Fazilat

Surah Mulk ki Fazilat

Tilawat Surah Mulk :

* Tabarakalladhi Biyadihil Mulk – padha karo apne ghar valo ko,sare baccho ko, aur padhosiyo ku sikhao, ye surat najaat dene vali hai.Apne rab se padhne valo ke liye jhagdha karegi aur Allah rabbulizzat se mutaalba karegi ke use azabe jahannam se bachaye us ki vajay se padhne vala azab khabar se najaat payega.

SURAH MULK ki Fazilat
SURAH MULK ki Fazilat

* Abu Hurairah Radiyallahu ‘anhu  se rivayat hai ke “Mohammed (Sallallahu Alaiyhi Wasalam)  ne farmaya hai, ” Quran majeed ki ek surat 30 ayato wali hai us ne meri ummat ke ek shaks ki sifarish ki aur Allah ne us ki maghfirat faramadi ye surat Tabarak (mulk) hai”.

* Hazrat ibne Abbas (r.a) ne ek shaks se farmaya- “kya mai tum ko aisi hadees thofa maine du jis se tum khush hojao”,

Jab HUZOOR MUHAMMED S.A.W Ke Visaal Ka Waqt Qareeb Aya, Toh Aap S.A.W Ne Hazart Izraeel (A.S) Se Poocha Ke “Kya Meri Ummat Ko Bhi Mout Ki Itni Takleef Bardasht Karni Pare Gi” Tu Hazart Izraeel (A.S) Ne Farmaya “JEE”, Toh Aap S.A.W Ki Aankh Mubarak Se Aansu Jaari Ho Gaye, To ALLAH PAK Ne Farmaya “AE MUHAMMED S.A.W Aap Ki Ummat Agar Har Namaz Ke Foran Baad AYATUL-KURSI Pare Ge Tu Mout Kay Waqat Uska ek Paoon Duniya Main Hoga Aur ek JANNAT mein.

Related Links:
ISLAM: SURAH AL MULK
The Virtues of Reciting Surah Al Mulk

 

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *