- Choti se choti neki ko mamoli na samjho, Mumkin hai ke wahi ALLAH TAALA ki Razamandi ka sabab ban jaye…….
- Aaj ki achayi kal ki burai ko peche daal degi, aur aaj ki burayi kal ki achayi ko peche daal degi.
(Hazrath Yahiya bin Muaaz rahmatullah alaih) - khwahishaat Apni Marzi Se Uthaye Hue Booj Hain,
Agar Apni Parwaaz Buland Karna Chahte Ho Toh Booj Halka Rakhen..! - Mere sahaba ke bare me meri hifazat karo (unki izzat wo ehteraam karo ) (aur unlogaou ki izzat wo ehteraam karo )jo unke baad aane wale hai phir unlogaou ki jo unke baad aane wale hai
(Sunan e ibne maajah,hadith no:2363) - NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Duniya se be raghbati Dil aur Jism dono ko SUKOON bakhshti hai.
(shubul Imaan,hadith no:10536) - Khalis Touba ye hai ke jis gunah se ek martaba touba karchuka ho phir use hargis na kare.(Hazrath Imaam Hassan raziallahu taala anhu)
Related Links :
Allah ki rehmat har gunah say bari hey
salatul tauba ki dua
Assalamualaikum,
Shukriya, is information ke liye.
Keep sharing.