What is Durud?
Durud :- Khuda ke hukm par amal karne vala amal hai.
Durud :- Nabi ki bargah ka tohfa-e-salaam hai.
Durud :- Gunah ke mafi ka zariya hai.
Durud :- Nabi ki qurbat ka sabab hai.
Durud :- Kayamat ke din ka noor hai.
Durud :- Qabr ki thandak hai.
Durud :- Shafa’at ka sabab hai.
Durud:- 100 hajate puri karne wala hai.
Durud :- Paak hooney ka sabab hai.
Durud :- Nabi tak pahonchane wali aawaz hai.
Durud :- Insan ke liye 1 sadka hai.
Durud :- Khuda ko razi karne wala wazifa hai.
Durud :- Gunaho ka kaffara hai
Durud :- Mohtaji dur karne wala amal hai.
Durud :- Gham aur har marz ko dur karne ki dawa hai.
Durud :- Dua ki kabuliyat ki nishani hai.
Durud :- Iman aur mohabbate Nabi ki nishani hai.
Durud :- Jannat ki chaavi hai.
Durud :- Khuda ki rehmat aur fazl hai.
Durud :- Khuda, farishte, sahabi, gaus, kutub, vali, Shajar, fajar aur insan ka vazifa hai”.
mominoo parte raho tum apne aaqa par Darood hai farishton ka bhi wazifa
Ek bar Durud par k share zaroor karen