ZAIN UL ABEDEN Laqab ki wajeh Tasmiya

ZAIN UL ABEDEN Laqab

ZAIN UL ABEDEN Laqab ki wajeh Tasmiya:

Aapke Laqab e mubarak ke mutalliq ” sawahed ” me hai ke ek raat Aap Namaz e Tahajjud me Masroof the ke shaitan azdahe ki surat me aaya taake aapko namaz se roke aur paou mubarak ko kaat liya,

Hazrath Zain ul Abeden raziallahu taala anhu ne us janib tawajjeh na farmayi aur namaz waise hi jaari rakhi,

Us waqt kehne wale ko dekha gaya ke 3 baar usne kaha:

“انت زين العابدين”

Aap Zain ul Abeden ( Ibadat Guzarou ki zinat hai).

Pas us waqt se Aapko us laqab e paak se pukara jane laga.

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *