Zaitoon ki khususiyaat :
Allah ke zaitoon ke darakht ko mubarak yani barkat wala kaha hai. Hazrat Mohammed S.A.W ne zaitoon ko beshtar beemarion ka ilaj diya hai. App S.A.W ne zaitoon ki tareef farmai. Hazrat Abu Hurera (R.A) se riwayat hai ke app S.A.W ne farmaya ” Zaitoon ka tel khao or ise lagao kiyun ke yeh pak saaf or mubarak hai.
Zaitoon ki fazilat Quran aur Hadees mai hai. Hazrat Ibrahim alaihissalam ne is darakht keliye barakat ki dua ki hai.
* Jo koi khwab ma dekhe keh zaitoon ka patte hath ma liye huye hai tou shariat ki rah per chalne wala hoga.
* Quran ma Allah na zaitoon ki qasam khai hai.
* Zaitoon khane sa quwat hasil hoti hai.
* Zaitoon ( Oil ) Mein 76 Bimariyo Ka Elaaz Hai
* Zaitoon ki guthli ka maghz charbi aur atey ma mila ker jism per lagane sa korh ki bimari door hojati hai.
* Jis namak pani mai Zaitoon rekha jata hai us pani se kulli kerne sa danton ki jarhen mazbut hoti hain.
* Zaitoon ka tail balon ko siyah kerta hai.aur bichu ke kate per lagane sa faidah kerta hai.
* Zaitoon ko sirkey mai achar bana ker khane sa maede ko taqat milti hai aur bhook mai izafah hota hai.
* Quran mein is darakht ko Mubarek keha gaya hai.
Hadees mai hai keh Zaitoon khao aur iska tail jism per malo kiunkeh yeh barakat wale darakht ka tail hai.
Related Link :
Zaitoon Oil Ke Faide
Zaitoon Ke Tel Ke Fayde
Zaitoon K tel ko badan par laganese motapa kam hu sakta hai Kay?
InshaAllah zaroor kam hoga.
JazakAllah