Zilhajj ke shuru ke 10 din

Zilhajj ke 10 din
  • Jo zilhajja ke shuru ke 10 din me kisi raat Ibadat kare goya wo Is saal Haj aur saal bhar Umra karne wale ke barabar ibadat karne wala qarar paayega,
    Aur jo shakhs in 10 dino me kisi din Roza rakhe to goya usne saal bhar ALLAH TA’LA ki Ibadat ki.

    (Al Ghunya lit Taalibi Tariqil Haqqi, vol:2,pg:25)

  • Ashra Zilhajja (yane zilhajja ke shuru ke 10 dino me) ka har din sawaab me ek hazaar din ke barabar hai aur Arfa ka din 10 hazaar dino ke barabar shaan wo Fazilat rakhta hai.(Shubul Imaan, Hadith no:3607)
  • NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jis ne Haj kiya phir Meri ziyarat ke iraade se meri masjid ko aaya to uske liye 2 maqbool haj likhe jate hain.
    (Kanzul Ummal,Hadith no:12370)

Comments

comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *