- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me arz kiya gaya:
Kis waqt ki dua jald qubool hoti hai?
HUZOOR sallallahu alaihi wasallan ne irshaad farmaya:
Raat ke aakhri hisse me ki gayi dua aur farz namaz ke baad ki jane wali dua jald qubool hoti hai.
(Jame Tirmizi,hadith no:3499) - Jo shakhs apne kisi musalman bhai ko musibat me tasalli deta hai to ALLAH TAALA qayamat ke din use izzat ka libaas pehnayega.
(Al Targheeb Wal Tarheeb,vol:4,pg:344)
Kis waqt ki dua jald qubool hoti hai?
