Tuesday-19-03-24


Hazrath Abdullah Bin Umar Razi Allahu Taala Anha

Hazrath Abdullah Bin Umar Razi Allahu Taala Anha se kisi ne halat ahram main makkhi marne ke baare main poocha, Hazrath Ibn Umar Razi Allahu Taala Anha ne farmaya ahle Iraq Makkhi marne ka hukm poochte hain aur Inhone Rasool Allah Sallallahu Alaihu Sallam ﷺ ke nawase ko shaheed kardiya tha halan-ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihu Sallam ﷺ ne farmaya hai ke duniya main yeh mere do phool hai. — Bukhari Shareef

How to pray in final days of Ramadan, get a treasure in Jannah

If you’re feeling inadequate because you’re not able to pray in these final days of Ramadan, try these: 1. Get a treasure in Jannah. Say: لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللَّهِ The Prophet (s) said, “Be frequent in saying ‘There is no might or power except by Allah, (Lā ḥawla wa lā quwwata illā billāh)’ For verily, it is a treasure from the treasures of Paradise.’” [سنن الترمذی :3601]

Importance of husband and mother

What is the importance of a husband and mother as per hadees

Hazrath Ayesha RaziAllahuanha ne Rasool Allah Sallallahu alaihu Sallam se poocha ke aurat par tamam logau main se kisi ka haq zyada hai? toh Rasool Allah Sallallahu alaihu Sallam ne farmaya “Aurat par sub se zyada haq uske shauhar (husband) ka hai” Phir Hazrath Ayesha RaziAllahuanha ne poocha mard par sub se zyada haq kiska hai? Toh, Rasool Allah Sallallahu alaihu Sallam ne farmaya “Mard par subse zyada haq uski maa(mother) ka hai. note: ref mentioned in post image. JazakAllah Qair

Quran gareebi Ko Door Karta Hai

Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne farmaya ke JIS SHAKS KE DILME QURAN KA KOI HISSA MAHFUZ NA HO (matlab usko agar yaad na ho) to Vo VIRAAN GHAR KI TARAH HAI. * Quran padhne Wale Ko Na Qabar Me Mitti Khayegi Na Kide * Quran Jannat Ka Raasta Hai * Quran Ki BarkAt Se Maal (property) Badhta Hai *  Quran gareebi Ko Door Karta Hai *  QURAN padhne Wala Qayamat Ke Din hazrat Muhammad (salllahu alyhiwasallam) Ke Sab Se Ziyada Qareeb Ho Ga * Quran padhne Wala maut Se Pehle jannat Me Apna Ghar Dekh Lega * Quran padhne Wale Ki Duwa Qabool […]

Whoever kills a person [unjustly], except as a punishment

Whoever kills a person [unjustly], except as a punishment for murder or [as a perscribed punishment for spreading] disorder in the land, it is as if he killed all of humanity. [Qur’an 5:32] Saying of the Prophet ﷺ Abu Bakra Razi Allahu Taala Ahnu reported that the Prophet ﷺ said, ‘Indeed, your blood and your property and your honour are inviolable, like the inviolability of this day of yours and this month of yours and this land of your until the day you meet your Lord’. [al-Bukhari and Muslim]

Bahar E Shari’at, Jild 4, Safah 48 – Hadees

*Kanzul Imaan Group * _Bahar e Shari’at #_ *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله *ﷺ* Huzoor e Akram ﷺ irshad farmate haiñ jo Namaz bhool jaaye ya usse so jaaye (Gaafil rahe aur Qaza kar de) to usse padhe jabh yaad aaye us ka koi kaffara nahi magar wahi. *#Muslim Shareef* *Masla* ~ Qaza e Umri ki niyat se *Shab e Qadr* ya *Akheer jumu’ah e ramzan* (Alwida jummah) mein jama’at se parhte hai aur yeh samajhte hai ke umr bhar ki qazaein ussi ek namaz se ada ho gayi, yeh baatil mahaz hai. *#Bahar E Shari’at, […]

In a hadith that is classified as authentic in Saheeh Al-Jami, the Prophet Muhammad said

As-salaamu alaykum, If you have never heard of the following hadith or heard it but needed a reminder then make sure to make dua’a for me and the entire team who help send this information to you. Ask Allah to grant us the (Firdaws Al-‘alaa), the highest level in Jannah  for how amazing is the information you’re about to learn. In a hadith that is classified as authentic in Saheeh Al-Jami, the Prophet Muhammad said: “منْ قرأ آيةَ الكرسيِّ دُبرَ كلِّ صلاةٍ مكتوبةٍ” whoever recites ayatal-Kursi (Verse 255 from Surat Al-Baqarah Chapter 2) after every obligatory prayer… which is the […]

Once Moosa (AS) asked Allah Ta’ala

Once Moosa (AS) asked Allah Ta’ala: O Allah! You have granted me the honor and privilege of talking to you directly, Have you given this privilege to any other person? Allah Ta’ala replied, O!! Moosa during the last period I am going to send an ummat, who will be the Ummat of Mohammed (SAW) with dry lips, parched tongues, emaciated body with eyes sunken deep into their sockets, with livers dry and stomachs suffering the pangs of hunger- will call out to me (in dua) they will be much closer to me than you O Moosa! while you speak to […]

Hazrat Muhammed S.A.W.W. ne irshad famaya

Hazrat Muhammed S.A.W.W. ne irshad famaya : ” jo shaks subha utha or us ne ALLAH or is k Rasool ka zikr na kia or duniya k kamon me masroof ho gaya to is par ALLAH 4 Aafat nazil krta hy 1. Aisa gham jis se nijat nhi. 2. Aisi masroofiat jis say fursat nhi. 3. Aisi tangdasti jis se chutkara nhi. 4. Aisi umeed jis ki takmeel nhi.” subha aankh khulte hi kalma parhne ko apni aadat bana lein,,or hasb-e-tofeeq snd kr day ta ke ziada se ziada log is msg se faida utha sakei

Shab E Baraat 14 night of Shahban

Shab-e-Baraat is a vessel for Mercy, Blessing, Benefit, Pardon and Forgiveness that descends upon the people of the earth. On this great night, Allah Ta’ala descends to the first heaven and proclaims, “Is there anyone who seeks forgiveness so that I may forgive him? Is there anyone who seeks sustenance so that I may grant him sustenance? Is there anyone who seeks freedom from his problems so that I may remove his problems?” This announcement continues until the break of dawn. Allah Ta’ala states in the Holy Qur’an, “Therein all matters of wisdom are sorted out for Decree.” [Surah 44, […]

Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ke kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya

Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ke kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya, itne mein ek Baaz (Hawk) bhi doosri taraf Aa betha, Kabootar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) se bola YA RASOOL_ALLAH ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) yeh Baaz mujhe khana chahta hai mere chote chote bache hai, AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ne Baaz Ko dekha aur Farmaya isko chodh do, Baaz bola agar mein isko chodh donga tu mere bachay bhookay reh_Jaein ge, AAP ( SALALLAHU_ALAIH I_WASALLAM ) Ne Farmaya yeh baat hai tu, tum Mere Raan se Gosht Utaar_lo, woh dono bolay YA RASOOL_ALLAH ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Hum […]

Mention of Mawlid an Nabi in the Holy Quran

The Holy Quran is a book of principles and guidelines. The solution for every kind of problem is given in the Holy Quran in the form of principles and guidelines. The scholars and the Imams extract and deduce a particular ruling from it in light of the principles. Each and every issue has not been mentioned separately, but a thumb rule has been given in light of which the ruling of a particular issue can be deduced. For e.g., the issue of bearing the expenses of the delivery of the wife, hospital charges, etc. has not been mentioned explicitly in […]

Surah Kahaf ke Fazael

Surah Kahaf ke Fazael Surah Al Ka’haf ki tilawat ke waqt Sakina ka nuzool Hazrath Barra Azeb Razi Allahu Taala Anha se rivayat hai, farmaya ke Ek Shaqs Surah Al Ka’haf pad raha tha aur us ke paas do rassiyau main ek ghoda bandha hua tha, pus us shaqs ko baadal ne dhaanph diya pas woh us ke qareeb tar hogaya. Pas uska ghooda badhakne laga, pas jab subah ki toh Huzoor ﷺ ke paas ae aur yeh waqya zikar kiya, pus Huzoor ﷺ ne Irshaad farmaya ke woh Sakina tha jo Qur’aan ki tilawat ke ba-aas nazil hua (Bukhari […]

SEVENTY DOORS OF MERCY

Imam Sakhaawi ‘Alaihir Rahmah reports on the authority of Shaikh Majeeduddin Firozaabaadi with an authentic chain of narrators. Imam Samarqandi Rehmatullahe Ta’ala ‘Alaih reports that, “I heard from Khizr and Hazrat Ilyas ‘Alaihimus Salaam, they used to say that they heard Rasool Allah Sallallaho ‘Alaihi Wasallam say, ‘The person who recites ‘Sallallaho ‘Alaa Muhammad’, people will make that person their friend, even if they hate him. By Allah! People will not make that person their friend until Allah Ta’ala makes him His friend’ and we heard Rasool Allah Sallallaho ‘Alaihi Wasallam say on the pulpit, ‘The person who recites ‘Sallallaho […]

Belief (Imaan) and Surrender (Islam).

It is to be made clear that for the human beings – EMAAN

It is to be made clear that for the humanbeings, in this world, the greatest bounty of Almighty Allah is belief (Eimaan) and surrender (Islam) because due to it there is in this world prosperity, grace and benefit including welfare. In the hereafter also forgiveness and salvation culminating into happiness and eternal comfort. In other words there is welfare in this world and in the hereafter attached to Belief (Imaan) and Surrender (Islam). Hence it is compulsory for each matured and balanced man and woman to know the doctrine of Imaan and Islam, get acquainted with the principles and then […]

Dua Ibadat ka magz hai

Dua Ibadat ka magz hai

ALLAH TAALA ka irshaad hai:Tum Mujhe Yaad kiya karo Main tumhe yaad rakhonga aur Mera Shukar adaa kiya karo, aur Meri Na shukhri Na kiya karo! (Surah Al Baqarah:152) Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain:Meri walida mujh ko HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me lakar hazir hui, aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Ye Anas mera beta hai, Main aapke paas isko Aapki qidmat ke liye laayi ho, Aap ALLAH TAALA se iske liye Dua farmaye: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Aye ALLAH iske maal aur Aoulaad ko zyada farmade! Hazrath […]

Namaz

Zuhar ki 4 sunnaton ka sawaab aisa hi hai, Jaise Tahajjud ki 4 Rakaat ka

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Zuhar ki 4 sunnaton ka sawaab aisa hi hai, Jaise Tahajjud ki 4 Rakaat ka, Zuhar ke waqt ALLAH ki tamaam maqlooq uski Hamd o Sana Bayaan karti hai.(Jame Tirmizi) Apne amal par naaz wo bharosa hargis na karo, ALLAH ka FAZAL amal par mouqof nahi hai.(Hazrath Abul Hasan Noori rahmatullah alaih) Apni lambi lambi umidou ko kam karo aur hirs ko kam karo, isliye ke tumhe anqareeb marna hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader jilàni raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab log majlis e zikar me baith […]

Aur Sabar Aur Namaz Se Madad Hasil Karen

Aur Sabar Aur Namaz Se Madad Hasil Karen

Jis ne 5 namazon ki Hifazat ki usko ALLAH TA’LA 5 Batien ATAA farmayega: 1) MOUT ki saqti se NAJAAT 2) QABAR ke Azaab se REHAYI 3) HASHR ke din Naam e Aamaal ka DAHINE HAATH (yane right hand) me milna 4) PUL SIRAT par se bijli ki tarah GUZAR JANA 5) BILA HISAAB JANNAT me DAKHIL hona. (Mawaa’iz e Hasana ,vol:01,pg:353) Har cheez apne sahi waqt pe hi hasil hoti hai to chahye ke yaqeen aur sabar se kaam le, Beshak ALLAH Sabar karne walon ko pasand farmata hai… Namaz Ki Fazilat : “Aur Namaz Qaim Karen Meri Yaad […]

Qasam ALLAH ki

Duniya Aakhirat ke muqable me itni si hai tum me se koi apni ungli samandar me daale

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Qasam ALLAH ki! Duniya Aakhirat ke muqable me itni si hai tum me se koi apni ungli samandar me daale phir nikale aur dekhe ke us ungli par kitna paani laga hai.(Sahih Muslim,hadith no:7197) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Musalman ko bimari ki wajeh se ALLAH TA’LA uske gunah is tarah khatam kardeta hai jis tarah aagh sone aur chandi ke mail kucail ko khatam kardeti hai.(Sunan e Abu Dawood,hadith no:3092) Momin ki nishani ye hai ke aise logou ki suhbat me rahe jin se deen ki islah ho.(Hazrath […]

Muhammad sallallaahu alaihi wasallam

Jisne meri mohabbat ki khatir apne bacche ka naam MOHAMMED rakha

Aur NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki Mohabbat ki nishani Aapki Itteba aur Aapki Sunnat par amal karna hai.(Hazrath Urwatul Wusqa Rahmatullah Alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jisne meri mohabbat ki khatir aur mere ism se barkat hasil karne ki niyyat se apne bacche ka naam MOHAMMED rakha to wo aur baccha dono JANNAT me dakhil honge.(Ruhul Bayaan,Pg:184) Jis din Huzoor e Akram sallallaahu alaihi wasallam madine tayyaba jalwa afrooz hue us din madine tayyaba ka zarra zarra RAOSHAN WO MUNAWWAR hogaya.(Jame Tirmizi,vol:2,pg no:203)

Surah Al-Zalzalah

BENEFITS AND REWARDS OF RECITING Surah Al Zilzal

Surah Al-Zalzalah الزّلزَلة (The Earthquake) Surah zilzalah الزلزلۃ in Para Number 30 Quranic Surah No. 99 having 8 number of verses, meaning”The Shaking” Benefits of Reciting Surah zilzalah The Holy Prophet Mohammed ﷺ has greatly emphasized on reading this highly Blessed Interval of the Holy Quran because of its great status in terms of reminding one about the Occasion of Final Outcome. Narrated by Abdullah Ibn Abbas (R.A): “Whoever recites الزلزلۃ Surah Zalzalah (99th chapter of Quran) will get the reward of reciting half the Qur’an.” (Tirmidhi) Although this Chapter is short, yet it is highly comprehensive in its content and possesses great significance in lives of […]

Milad Un Nabi 2017

Milad Un Nabi 12 – ربيع الأوّل – 1439

Happy Milad Un Nabi 12 – ربيع الأوّل – 1439 May the Blessings of this Milad-Un-Nabi Celebration Bring lots of Happiness in Your Life. May You celebrate it with all your close friends & Family 7 may your Heart be filled with Love of Mohammed Sallalahu Alaihi Wassalam… Happy Milad-Un-Nabi! NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: “Jo shakhs mujh par Juma ke din aur Juma ki raat Durood Padhe ALLAH TAALA uski 100 Hajaten Pori farmata hai, 70 Aakhirat ki aur 30 Dunya ki, phir ALLAH TAALA uske liye ek farishta muqarrar kar deta hai jo […]

RASOOL ALLAH SALLALLAAHUALIHIWASALLAM se arz kiya gaya

RASOOL ALLAH SALLALLAAHUALIHIWASALLAM se arz kiya gaya:ya rasool allah sallallaahualaihiwasallam ! mushrikaoun ke khilaaf dua farmaye ,RASOOL E RAHMAT SALLALLAAHUALIHIWASALLAM NE farmaya: mujhe laanat karne waala banakar nahi bhaija gaya hai,haqiqat yahi hai ke mujhe ” RAHMAT ” banakar bhaijha gaya hai…. [sahih muslim: hadees no : 6778] Hazrath Farooq e Azam Raziallahu Anhu Farmate hain:HAZRATH RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wa sallam ke pasina e Mubarak ki KHUSHBOO Mushk ki Khushboo hai, Mere Maa Baap Aap par Fida ho ! Main ne AAP Jaisa na AAPSE pehle dekha aur na AAPKE baad.. (Subul ul Huda,vol:2,pg:85) NABE E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam […]

Hazrath ABDULLAH BIN ATEEK Radiallahu taala anhu

Hazrath ABDULLAH BIN ATEEK Radiallahu taala anhu

Hazrath ABDULLAH BIN ATEEK Radiallahu taala anhu ke pair ki haddi toth gayi ,NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Apna Dast e Mubarak phairte hi unko yu mehsoos hua ke kabhi dard hua hi na tha. (Sahih Bukhari,Hadith NO;4039) Hazrath ANAS Radiallahu Taala Anhu farmate hain ke NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hamare ghar ke kunwe me luaab e Dahan e Mubarak dale to Madine Munawwara me kisi Kunwe ka paani usse zyada shereen nahi tha. (Subul ul Huda,vol:2,pg:31)

70 ANGELS RECORD REWARDS FOR 1000 Day

قال الله تعالى: إِنَّ اللہَ وَمَلَائِكَتَهُ يُصَلُّونَ عَلَى النَّبِيِّ يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا صَلُّوا عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا تَسْلِيماً Undoubtedly, Allah and His angels send blessings on the prophet the Communicator of unseen news, O you who believe! Send upon him blessings and salute him fully well in abundance. Surah Al Ahzab -33, Aayat 56 If recited once, a person will gain as much deeds (sawab) as if 1000 angles write deeds for 70 days or if 70 angles write deeds for 1000 days, still won’t be able to write them all. (Hazrath Abdul Wahab Sherani – MIZAN)      

AYE ALLAH ! Madine ko hamara Mahboob banade jaisa ke

AYE ALLAH ! Madine ko hamara Mahboob banade jaisa ke

Hazrath umar e Farooq Raziallahu Taala Anhu Dua Farmate the: Aye ALLAH ! Mujh ko apni rah me shahadat ataa farma aur Apne Habeeb Sallallahu alaihi wasallam ke shaher e Mubarak me Mout Naseeb farma. (Sahih Bukhari,Hadith No:1890) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Dua farmayi : AYE ALLAH ! Madine ko hamara Mahboob banade jaisa ke to ne Makkah ko hamara mahboob shaher banaya hai balke madine ki mohabbat usse badh kar ataa farma.. (Sahih Bukhari,Hadith No:1889) NABI E KAREEM Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshaad farmaya: Aye Ayesha ! agar main chahu to sone (yane gold) ke pahaadh(mountain) […]

Hazrath Imaam Qastalani rahmatullah alaih farmate hain

Hazrath Anas Radiallahu anhu farmate hain:Main ne dekha:Hajjaam HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ke Sar e Mubarak ke baal kaat raha tha aur Aap sallallahu alaihiwasallam ke sahaba Aap Sallallahu alaihi wasallam ke Atraf ghoom rahe the aur unki koshish ye thi ke HUZOOR E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ka koi ek Mue Mubarak bhi zameen par girne na paaye balke unme se kisi na kisi ke haath me aajaye… (Sahih Muslim,Hadith No:2325) Hazrath Imaam Qastalani rahmatullah alaih farmate hain:Jab Juma ka din jisme Hazrath Syeduna Aadam Alaihissalaam ki taqleq hui ek aisi ghadi se khaas hua jisme jo […]

Masjid An Nabawi

Jo shakhs Meri is Masjid me is garz se aaye ke Neki karega

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Meri is Masjid me is garz se aaye ke Neki karega, Neki sikhega ya sikhayega, to uska martaba itna baland hoga jitna ke Raah e Khuda me jihaad karne wale ka martaba hota hai. (Sunan e Ibne Majah) Neik kaam karne se insaan ke dil ko 2 martaba Rahat milti hai. 1) Jab wo neik kaam kiya jata hai 2) Jab uska Ajar milta hai. HUZOOR NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main qayamat ke din bhi saari Aoulad e AAdam ka SARDAAR Rahonga ,aur main […]

Islam

Ambiya Ekram ka zikar karna Ibadat hai

Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain: Meri walida mujh ko HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me lakar hazir hui, aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Ye Anas mera beta hai, Main aapke paas isko Aapki qidmat ke liye laayi ho, Aap ALLAH TA’LA se iske liye Dua farmaye: Ambiya Ekram ka zikar karna Ibadat hai, aur Aouliya wo Salihen ka zikar karna gunahon ka kaffara hai. (Kanzul Ummal, hadith no:32247) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Aye ALLAH iske maal aur Aoulaad ko zyada farmade! Hazrath Anas raziallahu ta’la anhu bayan karte […]

Allah

Jis kisi ko ALLAH TA’LA se koi hajat ho

Hazrath Abu Mosa Asaari raziallahu taala anhu farmate hain:Jis kisi ko ALLAH TA’LA se koi hajat ho wo farz Namaz ke baad us se maange wo ataa farmayega(Kanzul ummal,vol:2,pg:109) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH apne us bande par bahut khush hota hai jo khane ka luqma khaye ya paani ghont piye to us par shukhar adaa kare.(Sahih Muslim) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH TA’LA irshaad farmata hai: Jo log meri Azmat aur jalaal ki wajeh se Apas me Mohabbat rakhte hain, Qayamat ke din unke liye Aise Noor ke member honge jin par Ambiya […]

NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez mangi gayi AAP ne ” NA ” nahi farmaya

NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez mangi gayi AAP ne ” NA ” nahi farmaya.(Sahih Muslim,Hadith No:2311) Jisne Rasool e Kareem sallallahu alaihiwasallam ki Ita’at ki to yaqinan usne Allah ki Ita’at ki.(Surah Al Nisa:80) Hazrath Anas Radiallahu anhu Farmate hain:Main HUZOOR-E-AKRAM SALLALLAAHU ALAIHI WASALLAM Ki khidmat me 10 Saal raha Aur HUZOOR (sallallaahualaihiwasallam) Ne Mujhe Kabhi uf Tak Nahi Farmaya… (Jame Tirmizi,Hadees no:2147)

Trials means Allah is forgiving our sins

Trials means Allah is forgiving our sins

Abu Hurairah narrated that the Messenger of Allah Prophet  Mohammed  ﷺ  (peace be upon him) said: “Trials will not cease afflicting the believing man and the believing woman in their self, children, and wealth, until they meet Allah without having any sin.” (Jami` at-Tirmidhi, Book 36, Hadith 97) Trials means Allah is forgiving our sins, if only we truly understood…. Narrated Jubair b. Mu’tim: The Messenger of Allah  Prophet  Mohammed  ﷺ (peace be upon him) as saying: There is no alliance in Islam, and Islam strengthened the alliance made during pre-Islamic days. (Sunan Abi Dawud, Book 19, Hadith 41) The believers are only […]

Dua

Beshak Allah Taala Har sadi ki ibteda me

Sab Aamaal se Mahboob taren wo amal hai jiski bunyaad Ikhlaas par ho, isliye ke amal ikhlaas hi ki wajeh se faidamand hota hai. (Hazrath Habeeb Ajami rahmatullah alaih) Beshak Allah Taala Har sadi ki ibteda me (ek hasti ko) is ummat ke liye bhejhta hai jo uske liye uske deen ki tajdeed karte hai. (sunan e Abu Dauood,Hadees No:4293)   NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mere parwardigaar ne Mujh se wada farmaya ke Meri Ummat ke 70 hazaar Afraad ko bagair Hisaab o Kitaab aur bagair Azaab ke Jannat me dakhil farmayega, Aur har Hazaar […]

Shariah rulings about babies

Miscellaneous Shariah rulings about babies

Seeing a baby as soon as it is born The baby can be seen before naming, but the baby should be named as soon as possible. Guidelines for naming children There is a Hadith in Zujaajatul Masabeeh on the authority of Sunan Abu Dawood: Translation: It is narrated on the authority of Hadhrat Abu Wahb (May Allah be well pleased with him) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: Keep names on the names of the Prophets and with Allah, ‘Abdullah and Abdul Rahmaan and “Harith” and “Hamaam” are those which come the most true and the worst […]

Hadith on Pride

The disease of pride

‘Truly, Allah likes not the proud.’ (16: 23) O patient of spiritual disease! If, in your heart, you consider yourself as good because of your knowledge, or your wealth or your lineage or your beauty and are under the impression that I am also something, then remember that this is a dangerous disease among the hidden diseases of your heart. The person afflicted by this disease does not think of his own sins, then how will he dispel them? The fear of Allah Most High is removed from the heart of such a person. This kind of person remains carefree […]

Quran pak

Jisne Quraan padha aur apne rab ta’la ki tareef

Jisne Quraan padha aur apne rab ta’la ki tareef ki aur NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood padha aur apne rab se maghfirat talab ki to usne khair ko uski jagah se talash karliya. (Baihaqi shubul Imaan) Ummul Mominen Hazarth Ayesha Siddique R.A farmati hain ke: Ek Sahabi HUZOOR ﷺ, ki qidmat e aqdas me hazir hokar arz guzar hue: YA RASOOLALLAH ﷺ Aap Mujhe meri jaan, Ahlo Ayaal our Aoulaad se bhi zyada mahboob hain, Jab main apne ghar me hota ho to Aap ko hi yaad karta rehta ho our us waqt tak chain nahi aata […]

la ilaha ilallah

The first words you teach your children should be: La Ilaha Illallaah

Instruct your children in 3 things Islam has based faith on belief in oneness of Allah Most High and the Prophethood of the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam). Non-Muslims have their beliefs and they follow them as they want to, but as Muslims, instruction in the basic tenets of faith is highly essential. Without this, deeds become worthless. There is a Hadith narrated on the authority of Hadhrat ‘Abdullah bin ‘Abbas (May Allah be well pleased with them) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: Translation: The first words you teach your children should be: La Ilaha […]

sabar

Sabar karna ALLAH TALA se RAZI hona hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab log majlis e zikar me baith kar ALLAH TA’LA ka zikar karke uthte hain to unhe kaha jata hai: Khade hojao! ALLAH ne tumhare gunah baqsh diye hain, Tumhare gunah nekiyon me badal diye gaye hain. (Shubul Imaan,Hadith no:695) Har cheez ka ek husn hota hai aur Neki ka husn ye hai ke wo jald ki jaye.(Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu) Har cheez ka ek husn hota hai aur Neki ka husn ye hai ke wo jald ki jaye.(Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu […]

concept of begging

Is begging allowed in Islam

It is not permissible for the person who has 1 day’s worth of food to resort to begging. As given in Fatawa A’alamgiri, Vol. 5, Pg. No. 349. Begging is not Halal for the person who is affluent and/or whose body parts are all intact. However, if someone is extremely poor or really in debt, then that person may beg to the extent of his/her need. There is a Hadith in Mishkaat Ul Masabeeh, Pg. No. 163: It has been narrated on the authority of Hadhrat Habshi Bin Janadah (May Allah Ta’ala be well pleased with him) that it is […]

Allah ki raza

Jab ALLAH TA’LA Razi hone lagta hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jin logon ki zabanen Zikr e Ilaahi se hamesha tar rehti hai wo jannat me khush o khurram dakhil honge. (Musannaf ibne Abi shaiba,hadith no:34587) Jab ALLAH TA’LA Razi hone lagta hai to bande ko apne Aaibon ka pata chalna shuru hojata hai, aur yehi uski Rehmat ki pehli nishani hai…. Jo log gusse ko pijate hain aur dusron ke galtiyon ko maaf kardete hain aise log ALLAH TA’LA ko bahut PASAND hote hain… ALLAH TA’LA ka qurb wahi hasil karta hai jo maqlooq par shafaqqat karta hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader jilaani […]

Neik logon ke saath rehne wala

Neik logon ke saath rehne wala

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne HASSAN AUR HUSSAIN Raziallahu taala anhuma ke liye farmaya :Jisne inse Mohabbat ki usse Main ne Mohabbat ki , aur jis se Main Mohabbat karo usse ALLAH TAALA Mohabbat karta hai , aur jisko ALLAH TAALA Mahboob rakhta hai use Nematon wali Jannaton me Dakhil farmata hai.(Al Moujamul Kabeer , hadith no :2655) Koi shakhs aisa nahi hai ke Jisne buri cheez ko choda ho aur use Achi cheez na mili ho.(Hazrath Khawja Nizam Uddin Aowliya rahmatullah alaih) Neik logon ke saath rehne wala kabhi nakaam wo namuraad nahi hota hai.(Hazrath sheik Shahaab uddin seharwardi […]

Todays Date
1st Ramadan