Jis Ghar me surah Baqarah ki aakhri do aayatien padhien jai wahan teen din tak shaitaan nahi aata.
The Prophet Muhammed S.A.W said: ‘Whoever recites the last two verses of Surah Al-Baqarah at night, those two verses shall be sufficient for him.’
Jo shakhs Surah-E-Baqarah ki aakhiri do ayatien raat me parhega WO use kifayat karengi (Bukhari J-3 P-405)
Wazahat: kifayat krne se murad he k ye ayaten raat k qayam k qaaim muqam ho jayengi ya us rat use shetan se mahfooz rakhengi ya us rat me nazil hone wali aafat se bachayengi ya use fazilat-o-swab k lye kafi hongi (Wallah-o-aalam)
Mashwara: in ayaton ko yad kar len or rat ko sone se qabl parhne ki aadat banayen
Related Link:
Benefits of the last two ayat in surah baqarah