- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jisne ALLAH TA’LA ki raza ke liye raat me Surah Yaseen padha uski maghfirat kardijati hai.
(Sahih Ibne Hibban,Hadith no:2626)
- NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath Abdullah bin khabeeb raziallahu ta’la anhu se farmaya:
Tum rozana subah shaam 3 martaba surah ikhlaas aur surah falaq aur surah Naas padha karo, ye surten har nuqsaan dene wali cheez se tumhari hifazat ka zarya honge.
(Jame Tirmizi,hadith no:3575)
Surah Yaseen and surah Ikhlaas ki fazilat
