Hazrat Anas (Radiallahu Anhu) Se Riwayat Hai: “Jab NABI KAREEM (Sallallaho Ta’ala Alaihi Wasallam)
fajr ki namaz se farig hote to Madine ke log bartano me pani lekar aate or HUZOR (Sallallaho Ta’ala Alaihi
Wasallam) barkat ke liye un me apna haath mubarak dalte”.
(Sahi Al-Muslim, Jild#2, Page#256)