- Nabi Akram sallallahu alaihi wa sallam ne 15th Shabaan ki raat ko 14 rakaat namaaz ada farmaai, phir tashreef farma hokar 14 martaba Surah Fatiha, 14 martaba Surah Ikhlaas, 14 martaba Surah Falaq, 14 martaba Surah Naas aur 1 martaba Aayatul Kursi aur Surah Tauba ki aayat no. 128 (La Qad Jaa’akum Rasoolumโฆ) tilaawat farmaaiโฆ..aisa karne waale ko 20 maqbool hajj aur 20 saal ke maqbool rozon ka sawaab hai.
(Baihaqui Shuโabul Iman, Kitaab Us Saum, Hadith No. 3683)
- 15 wi Shaban ke 4 Naam hain :
1) Mubarak Raat
2) Bara’at Wali Raat
3) Rahmat Wali Raat
4) Inaam Wali Raat(Tafseer e Kabeer )