HomeHadithSabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai Sabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai November 2, 2016November 2, 2016Huma Jabri Jo Shakhs kisi Nemat par ALLAH TAALA ka Shukar adaa nahi karta to wo us Nemat ke zawaal ko dawat deraha hota hai. (Hazrath Haris rahmatullah alaih) Sabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai.(Hazrath Ali raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Beshak ALLAH TAALA Musibat zada ki Madad karne ko pasand farmata hai.(Shubul Imaan,Hadith No:1664) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri SUNNAT ko us waqt Mazbooti se Thaame rakhne wale ke liye SHAHEED ke barabar sawaab hai.jabke Meri Ummat Fasaad me mubtala hogayi ho.(Al Moujamul Aousat,Hadith no:5414) Comments comments
Aye Ali ! Tum mujh se ho aur Main Tum se ho NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri ummat ke Rahem dil logon se apni muraden mango, aur…
Itikaf for Women Women can also do Itekaf : It has also been proved from hadith that women can also do aetekaf.The hadith highlighting…
Sunniyat kya hai? – Al Hadith Ya Rasool ALLAH We #Love You The #Prophet (Sallallahu ta’ala alayhi wa sallam) said, “I wish that I could meet…