SALATUL TASBEEH KI FAZILAT O TARIQA

salatul tasbeeh namaz
Huma Jabri

December 8, 2015

16 thoughts on “SALATUL TASBEEH KI FAZILAT O TARIQA

    1. (السلام عليكم), sanaa pehli rakaat me padhna hai jaise ke ham 4 rakaat namaz pahda karte usi tarha Chaar rakaat salatul tasbeeh ki niyaat ek salaam se ada kare.

  1. Asalam o alikum,
    aghar tasbah me koi ghalti hu jay yeh bhol jaye tu sajda sehwa lazam hu jata hai yeh tasbah ko phir parna hai

    1. As salamu Alyekum,

      Sawal : Kisi ko namaz padhni nahi aati hogi to kya ye namaz do log sath mein padh sakte hain kya?

      Jawab: Salat ul Tasbeeh ke masaeel,
      1. Salat ul Tasbeeh do log ya do se ziyad ki jamaat kijasakti hai.
      2. Salat ul Tasbeeh namaaz me TASBEEH yani ( Kaleema Tamjeed Padhe jayegi , agar na padhi to namaz nahi hogi)
      3. Salat ul Tasbeeh namaaz me muqtadi ke liye lazim hai ke wo TASBEEH padhe.
      4. Salat ul Tasbeeh namaaz me agar galti ( mistake ) hojaye to namaaz dohrani padegi ( phir se padhi jayegi).
      5. Do log ki jamaat me IMAM sari namaz qirat se padhe or tasbeeh bhi awaaz se padhe ke isse muqtadi ko tasbeeh padhne me madaad miljayegi or usshe bhi sari naamaz ka sawab melega.

      Jazak Allahu Khair.
      Ahlesunnatuljamaat.com

  2. Allah ka shukaar hai mainey bahut martaba padliya allah paak sey dua karo ki mujh jaise gunahgar ko maaf karne key liye mere bhaiyo aur baheno…shukriya…..

    1. Assalaam aliakum,
      Sawab toh utna hi hai aapko, ya jamaat ke saath padhe ya phir aakele.

      JazakAllah
      Team Ahlesunnatuljamaat.com

Leave a Reply to Huma Jabri Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enter Captcha *