Thursday-25-04-24


Ali-RTAH-BirthDay-Wishes

Haider E Karrar Hazrath Ali Razi Allahu Taala Anhu BirthDay – 13 Rajjab

Dil Mai Wafadari, Haatho Mai Saqawat Ho Mazloom Se Ulfat, Zaalim Se Adawat Ho Taareeq Ke Panno Mai Koi To Aisa Mile Jiski Kaabe Mai Wiladat Aur Masjid Mai Shahadat Ho! Ameer-Ul-Momineen, Awwal Ul Muslimeen, Syed Ul Wasileen, Imaam Ul Muttaqeen, Khalifa-E-Rashid, Nafs-E-Rasool, Zoaj-E-Batool, Noore Nazare Syedna Abu Talib, Jigar Goasha-E-Syedatina Fatima Binte Asad, Aqi-E-Jafar E Tay’yaar, Abul Hasnain, Baab Ul Ilm, Mazhar Ul Ajaeib Wal Gharaeib, Imaam Ul Mashariq Wal Magharib, Abu Turaab, Shah-E-Mardaa’n, Shair-E-Yazdaa’n, Tajdar-E-Najaf, Asadullah, Yadullah, Wajihullah, Kareem Ibne Kareem, Saqi Ibne Saqi, Mohsin Ibne Mohsin, Sarchashme Wilayat, Imaam Ul Auliya, Kulle Imaan,Faateh-E-Khaibar,Sahib-E-Zulfeqar, Hyder-E-Kar’rar, Sher-E-Khuda, Moulood-E-Ka’aba, Mushkil […]

Kisi ne Hazrath Ali se pucha

Kisi ne Hazrath Ali se pucha ki jinki Maa Nahi Hoti Unke Baccho Ko Dua Kaun Deta Hai Aapne Farmaya Ki Koi Jheel agar Sookh Bhi Jaye to Mitti se Nami Nahi Jati Isi Tarah Maa ke Inteqal ke baad bhi apni Aulad Ko Dua Deti Rehti Hai SubhanAllah Maa — Maa to jannat ka phool hai, Pyar karna us ka usool hai, Duniya ki m0habbat fazool hai, Maa ki har dua qabool hai, Maa ko naraz karna insan teri bhool hai, Maa k qadmon ki mitti jannat ki dhool hai…

Todays Date
1st Ramadan