Tuesday-19-03-24


HAZRAT ALI KA KHAYBAAR FATEH KARNA

HAZRAT ALI KA KHAYBAAR FATEH KARNA Kuwwat E Haidari Ki Ek Jhalak Hazrat Ali ka wo makam hai k Aap Ko ASADULLAH bhi kaha jaata hai yaani ALLAH KA SHER – LION OF ALLAH ab jahir si baat hai jo ALLAH ka SHER Hai uski kuwwat ka andaza koi laga hi nahi sakta Akele PURA KHAYBAR UKHAD DAALA “Ghazwa E khaybar me Ek Yahudi Ne Aap Pe Waar Kiya Aur Aapki Dhaal Gir Gayi. To Aap Aage Badhke Kile K Darwaje Tak Pahuch gaye Aur Apne Haatho Se Kile Ka Fatak Ukhad Diya Aur Darwaje Ko Dhal Bana Liya Wo […]

Dua Can Change Our Fate

Dua bala ko taal deti hai

Neik logon ke saath rehne wala kabhi nakaam wo namuraad nahi hota hai.(Hazrath sheik Shahaab uddin seharwardi rahmatullah alaih) Dua bala ko taal deti hai.(Al Jame Al Saghir) Hasad karne wale ke liye yahi saza kaafi hai ke jab tum khush hote ho to wo ghamgeen hojata hai. (Hazrath Ali raziallahu ta’la anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Khane aur pine par shukar adaa karne wale ka darja Roza rakh kar sabar karne wale ki tarah hai. (Sahih BUkhari) Tauba karne wal’on ki suhbat me baitho kyu ke wo sab se zyada narm dil hote hain. Jo […]

Hamare Imaam Husain raziallahu taala anhu

Hamare Imaam Husain raziallahu taala anhu

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne HASNAIN KARIMAIN raziallahu taala anhuma se mutaliq irshaad farmaya : Ye dono mere shehzade hain aur meri Shehzadi ke Shehzade hain , Aye ALLAH ! Main in dono se Mohabbat karta ho , To bhi in dono se Mohabbat farma , aur jo shakhs inse Mohabbat rakhe usko apna mahboob banale. (Jame Tirmizi ,Hadith no :4138) Jab jism mout ke liye hai to ALLAH ki raah me shaheed hona sab se behtar hai. (Hazrath Imaam Husain raziallahu taala anhu) Ab tak lakhou badhshah aaye aur qayamat tak aate rahinge likin jaisi dilou par […]

The martyrdom of the Prophet’s Family

The martyrdom of the Prophet’s Family

Martyrdom of Hazrath Zaid bin ‘Ali (May Allah be well pleased with him): Hadhrat Zaid bin ‘Ali sought permission to enter the battlefield. Hadhrat Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) said: You don’t sadden your mother. Except you, she doesn’t have any other child. The mother said: Imam! Permit my son. What will we do after you are gone? Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) embraced him and reluctantly granted permission. Hazrath Zaid bin ‘Ali (May Allah be well pleased with him) displayed his martial prowess and got martyred. Martyrdom of Hadhrat Ja’afar bin […]

Friendship – Whos, whats and whys

[On the occasion of Friendship Day, we present a beautiful writing of Hadhrat Muhaddith-e-Deccan Syed Abdullah Shah Naqshbandi Mujaddidi Qadri (May Allah shower His Mercy on him) on friendship. This article details the excellence of true friendship as described by Islam and precepts regarding friendship] Hadhrat Abu Sa’eed Thauri (May Allah shower His Mercy on him) says: When you desire brotherhood with any one, first upset that person. Then secretly appoint a person to ask him about your secrets. If that person speaks nicely of you and doesn’t reveal your secrets, then be friends with him. Hadhrat Abu Ja’afar Jeelani […]

Hazrat Ali ra Hadith

Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu Farmate Hai

Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu Se kisi ne pucha, Ya Ali apki zindagi mein koi aisi hasrat jo rehgayi ho, tab Hazrath Ali Allah Tala Anhu ne farmaya: Do hasrate rehgyi, 1) jitna mujhe Ilm tha utna kisi ne pucha nahi aur dusra jitna mai sakhi tha utna kisi ne manga nahi. Aap ne farmaya zindagi ke teen sunhre usool hamesha yaad rakho 1) ek ye, usse zarur maafi mango jise tum chate ho 2) Dusra, Usse mat chodo jo tumhe chata hai 3) aur teesra ye ke, Usse kuch na chupao jispe tum aitebaar karte ho Aap ne […]

Imam Hussain (radiyallahu 'anhu)

Incidents after the martyrdom of Imam Hussain Razi Allah Tala Anhu

Some incidents after the martyrdom of Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) The sky became red Translation: Hadhrat ‘Ali bin Mashar narrates on the authority of his grandmother who said: In the era of Imam Hussain (رضي الله عنه), I was a young girl. In that time, the sky become like congealed blood for many days. (Dalaail Un Nubuwwah, Hadith No. 2812) Allah’s displeasure and anger was expressed in many ways. That the sky became blood-red is also mentioned. Similarly, it is established through many Traditions that the sky became red. When human beings get angry their […]

Imam Hussain razi allah tala anhu

Ya Hussain Razi Allah Tala Anhu!

Yom E Shahadat Hazrat Imam Hussain Razi ALLAH Tala Anhu Imam Hussain Razi ALLAHU Anhu Tarsi Hui Nigahon se Apni Madad Karne walon ko nahi dhund rahe the’ wo Apne Nana Ka Kalma padhne waali Us Ummat ko Dekh Rahe the Jo Aaj Unhi Ka Katal Karne aaye the’ Mere Hussain To Us Waqt be Unhe Bachana Chahte the, wo Unka Haale Mehshar dekh rahe the’ Islye Unhe Tarsi hui Nighahon se dekh rahe the.. Or Yazidi Foj To Khud Dari Hui Thi Imam Hussain Se’ wo Log Jante The Imam Hussain Ki Taqat ko, bewakuf nai the jo 72 ke Samne […]

friends hadith hazrath ali RA

Dosti Aur Saccha Dost – Hazrat ALI Razi Allah Tala Anhu

*Dosti Aur Saccha Dost* *Hazrat ALI* _Dosti kerna itna aasan hai jaise mitti se mitti per mitti likhna,_ _Lekin dosti nibhana itna mushkil hai jaise pani se pani per pani likhna._ *Hazrat ALI* _Jo zara si baat per dost na rahe wo dost tha hi nahi._ *Hazrat ALI* _Jis ko aise dost ki talaash ho jis me koi khami na ho use kabhi bhi dost nahi milta._ *Hazrat ALI* _Mujhe wo dost pasand hai, jo mehfil me meri galtiyaan chupaye aur tanhai me mujhe meri galtiyaan bataye_ *Hazrat ALI* _Kabhi apne dost ki sacchai ka imtehaan na lo, Kya pata […]

Roza aur Quraan

Roza aur Quraan Qayamat ke din Shafa’at karenge

Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu ne farmaya:Main Quraan ki har aayat ke bare me janta ho ke wo kiske baare me kis jagah aur kis par nazil hui, Beshak mere rab ne mujhe bahot zyada samjh wala dil aur fasih zabaan ataa farmayi hai. (Hilyatul Aouliya, Vol:1, pg:68) HUZOOR(ﷺ) ne irshaad farmaya:  Koi Munafiq Hazrath Ali (raziallahu taala anhu ) se Mohabbat nahi karsakta aur koi Momin Aap se Bugz nahi rakh sakta. (Jame Tirmizi,hadith no:3717) Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu Farmate hai: Logon se ussi tarah maaf karo, jaise tum Allah Ta’la se umeed rakhte ho ke […]

Ya Rasool Allah salla alayhi wasallam

The love of the Holy Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam)

It is apparent from the Hadees which is in Sahi Bukhari that once the Holy Prophet Mohammed (صلى الله عليه و سلم) was holding the hands of Hazrath ‘Umar (raziallahu taala anhu) when Hadhrat ‘Umar (May Allah be well pleased with him) spoke up out of love:  O Prophet of Allah (Sallallahu alaihi wa sallam), by Allah!  Excepting my own self, I love you more than everything else. The Prophet Mohammed (صلى الله عليه و سلم) said:  Unless and until my love is more than the love of one’s own self, that person has no faith. Hazrath ‘Umar (raziallahu taala anhu) rejoined:  By […]

Hazrath Ali raziAllahu ta’ala anhu farmate hain

Hazrath Ali razi Allahu ta’ala anhu farmate hain

Hazrath Ali raziAllahu ta’ala anhu farmate hain :Khuda ki qasam! HUZOOR E AKRAM sallallahu alaihi wa sallam se hame apne maal, aulaad aur walidain se bhi ziyada muhabbat hai,Koi pyasa jitna thande paani ko chahta hai is se bhi badhkar hum Aap sallallahu alaihi wa sallam ko chahte hain.’ (Al Shifa, 2/568,Muwahib Ladunya, 6/290) koi musalman kisi muslaman ko kamtar na jane kyun ke Musalman ALLAH ke nazdeek badi shaan wala hai.(Hazrath Abu Bakar Siddiq raziallahu taala anhu) Har wo kaam acha hai jo aakhirat ki bhalayi ke liye kiya jaye.(Hazrath Usman e ghani raziallahu taala anhu) HUZOOR Sallallahu alaihi […]

Quotes of Hazrat Ali R.A

Best Quotes of Hazrat Ali (R.A.)

Hazrat Ali (R.A.) nay farmaya mujhe 3 cheezein buhat pasand hain:1: Mehmaan ki Khidmat. 2: Garmi ka Roza. 3: Dushman par Talwar.   Hazrat Ali R.A :JAB TUMHAIN KHUSYAN MILNY LAGAIN TOU 3 CHEZON KO NA BHOOLO:1)ALLAH KO. 2)USKI MAKHLOOQ KO. 3)APNI ASSLIAT KO! Hazrat Ali R.A :”Koi aaina insaan ki itni sachi tasveer nahi paish kar sakta jitni ki uski guftagoo paish karti hai.” Hazrat Ali R.A:Gareeb par ehsan karo kyun ke gareeb hone main waqt nahi lagta. Hazrat Ali R.a :Bura dost koiley ki tarah hota hai, jab garam hota hai to haath jala deta hai aur jab […]

hadith

The best deed of A Great Man is to Forgive and Forget

Eat and drink but do not waste by excess for Allah does not Love the Wasters.”(Surah Al Araf:31) Whoever leaves something for the sake of ALLAH, ALLAH will replace it with something better… The best deed of A Great Man is to Forgive and Forget.(Hazrath Ali raziallahu taala anhu) Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam said that: The person who recites Subhanallah 33 times, Alhamdulillah 33 times, Allahu Akbar 34 times after every Namaaz will never be at risk. (Sahih Muslim,hadith no:1349) Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam said that: The person who shall recite 6 rakaat Salah after Magrib and does not talk any […]

sabar

Sabar ek aisi sawari hai jo kabhi thokar nahi khati

Jab Insaan dard me hota hai tab wo sab se zyada apne Rab ke Qareeb hota hai… Aur ALLAH ki raah me kharch karo aur apne hi haton se khud ko halakat me na daalo, aur neki ikhteyaar karo, beshak ALLAH neik logon se Mohabbat farmata hai, (Surah Al Baqarah:195) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Ahle Jannat ke sar par aise Taj honge jinka chote se chota moti bhi Mashriq wo maghrib ke darmiyan ki chizou ko roushan kardega.  (Jame Tirmizi,Hadith no:2562) Sabar ek aisi sawari hai jo kabhi thokar nahi khati. (Hazrath Ali raziallahu taala […]

Hazrat Ali (R.A) Quotes

Beautiful Hadees ~ Hazrat ALI (r.a.)

Bewqoof aurat Apne husband ko apna Ghulam banati hai aur khud Ghulam ki Biwi ban jati hai.. Jab ke aqalmiand aurat apne husband ko Badshah banati hai aur khud Badshah ki Mallika banjati hai.. ~ Hazrat ALI (r.a.) __________________________________ Zindagi ke har mod par sulaah karna seekho. Kyun ke jhukta wohi hai jis me jaan hoti hai. Akadna to murday ki pehchaan hoti hai… Hazrat ALI (r.a.) __________________________________ Dua mangte raho kyun ke mumkin aur na mumkin to sirf hamari soch me hai, ALLAH ke liye to kuch bhi na mumkin nahi… Hazrat ALI (r.a.) __________________________________ Apni ghaltiyon se taqdeer […]

Hazrath Syeduna Ali Murtaza Raziallahu Taala Anhu

SUBHANALLAH SUBHANALLAH HUZOOR E AKRAM sallallahu alaihi wasallam ko Aourton me sab se zyada mahboob hai to wo hain Lakht e jigar Syeda e Kayenat khatoon e jaanat hazrath Fatima zehra raziallahu taala anha hai aur Mardon me koi mahboob hai to wo Haidare karraar babul ilm Hazrath Syeduna Ali murtaza raziallahu taala anhu hai… Subhanallah Shaan wale Hastiyou pe laakhou salaam. Salaamullahi alaihima HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Duniya ko durust rakho, aakhirat ke liye amal karo, istarah se ke kal marjouge. (Kanzul Ummal,pg:546) Musalman banda jo kuch khata pita hai Qayamat ke din uska […]

Etiquette of Dua

Azaan aur Iqamat ke darmiyan jo dua bhi maangi jaye wo rad nahi hoti

Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu ne Dua farmayi: AYE ALLAH ! to mujhe apni rah me shahadat naseeb farma, aur apne Habeeb ke shaher e Muqaddas me mujhe Wisaal ataa farma. (Sahih Bukhari,Hadith no:1890) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs aisi namaz padhta hai ke jisme Mujh par aur Meri Aal par Durood na padhe uski namaz qubool nahi ki jati. (Sunan e Dar e Qutni,Hadith no:1359) Hasad karne wale ke liye yahi saza kaafi hai ke jab tum khush hote ho to wo ghamgeen hojata hai. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) NABI […]

Hadith

Hazrath Ali Raziallahu ta’la anhu Said

To fight against one’s desires is the greatest of all fight. ~Hazrat Ali r.a The wise man relies upon his labour : The ignorant trusts illusions.” Hazrat Ali (R.A) when words come from the heart of anyone, they find a place in the heart of another.(Hazrath Ali Raziallahu ta’la anhu) Hazrath ALI Raziallahu taala anhu ne farmaya :Mujhe 2 cheezen bahut mahboob hain : 1) Sardi me Fajar ki namaz 2) Saqt garmi ke Roze Logon ko usi tarah maaf karo, Jaise tum Allah Ta’la se umeed rakhte ho ke wo tumhe Maaf karega … Hazrath ALI Raziallahu taala anhu Apka […]

Hazrat Ali (R.A) Quote

Golden Words of Hazrat ALI R.A Aqwal

Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre ‘Hazrat Ali (R.A) 1-Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye”. ( Hazrat ALI R.A ) ———– 2 -Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha: “Dost aur bhai main kya farq hai?” Aap ne farmaya: “Bhai sona hai aur dost heera hai.” Us aadmi ne kaha: “Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di? “To aap ne farmaya: […]

Hazrat Ali(R.A)

Hazrath ALI raziallahu taala anhu Ne farmaya

Hazrath ALI raziallahu taala anhu Ne farmaya:Mujhe 3 chezen mahboob hain 1) Mehmaan ki qidmat karna 2) Mousam e garma me roze rakhna 3) Dushman par talwar chalana HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALI (raziallahu taala anhu ) ka zikr karna bhi Ibadat hai. (Dailami,hadith no:1351) Jis shaqs ko Gussa ziyada aata hai, wo shaqs pyaar bhi utna hi karta hai, aur utni hi saaf Dil rakhta hai!!Hazrath Ali (Raziallahu Ta’la anhu) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Koi Munafiq Hazrath Ali (raziallahu taala anhu ) se Mohabbat nahi karsakta aur koi Momin Aap se Bugz nahi […]

Hadith

KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA raziallahu taala anha

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasllam jab safar ka iraada farmate to apne ahlo ayaal me sab ke baad jis se guftugu farma kar safar par tashreef lejate wo KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA raziallahu taala anha hoti, aur Safar se wapasi par sab se pehle jiske paas tashreef laate wo bhi KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA raziallahu taala anha hoti. (Sunan e Abu Dawood,Hadith no:4213) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath SYEDA FATIMA raziallahu taala anha se irshaad farmaya : Beshak ALLAH TAALA tumhari Naraazgi par Naraaz hota hai aur Tumhari Raza par Razi […]

Patience

ALLAH Sabar karne walon ko pasand farmata hai

Sabar karne wale dono jahan ki Izzat ke saath kamiyaab hue, kyun ke Unho ne ALLAH TAALA ki khushnoudi hasil ki,    Pas ALLAH TAALA Sabar karne walonke saath hai. (Hazrath Abu Ali Rahmatullah alaih) ALLAH TAALA Sabar karne walon ko be shumaar aur be hisaab Ajar o Sawaab Ataa farmata hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader Jilaani raziallahu taala anhu) ALLAH Sabar karne walon ko pasand farmata hai

Teen logon ki DUA ALLAH TAALA kabhi rad nahi farmata

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 3 logon ki DUA ALLAH TAALA kabhi rad nahi farmata; 1) ALLAH ka kasrat se zikr karne walou ki Dua 2) Mazloom ki Dua 3) Aadil Imaam ki Dua.. (Baihaqi ,Shubul Imaan,Hadith No:6973) Yaqeen rakho! Beshak jo ALLAH ka hojata hai , ALLAH uska hojata hai. HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya :ALI (raziallahu taala anhu ) ka zikr bhi Ibadat hai. (Dailami,hadith no:1351) ALLAH TAALA Sabar karne walon ko be shumaar aur be hisaab Ajar o Sawaab Ataa farmata hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader Jilaani raziallahu taala […]

ALLAH TAALA se Faida mand ilm ka sawaal karo

Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain: Koi kasturi kabhi koi atar aisa nahi sungha jo HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke Pasine mubarak se zyada khushboo daar ho. (Shamail e Tirmizi) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Apne musalman bhai ki musibat par khushi ka izhaar na karo, warna ALLAH TAALA us par Reham farmayega aur tumhe usme mubtala kardega. (Jame Tirmizi,hadith no:402) ALLAH TAALA se Faida mand ilm ka sawaal karo, aur befaida ilm se ALLAH ki panah mango. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:3843) Quraan e majid ki tilawat se afzal koi ibadat […]

The Destruction of Namrood

Namrood’s destruction was at hand. Allah Ta’ala had given him enough time to reform. But he imagined he had himself to thank for the respite he had been granted. He had become more and more cruel and unjust. His despotism knew no bounds. He summoned Hazrat Ibrahim (Alaihis Salaam) and said to him, “Tell your Allah that I neither fear Him nor need Him! Go tell Him that the whole world is in awe of me. All people are obedient to my command. If He is the God of heaven, I am God of the earth. Where are His armies? […]

Speak good or be silent hadith

Khamoshi Gusse Ka Behtareen Ilaj Hai

Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai… Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. – Hazrat e Imaam Gazali (Rehmatullah Alaih) Apni Zarooraten Kum Karoge To Rahat Hasil Hogi. – Hazrat e Imam Shafai (Radi Allahu Anhu) Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai. – Hazrat e Suleman (Alaihis Salam) Agar Tum Logon Ke Kasoor Muaf Karoge Tou Allah Ta’ala Tumhare Kasoor Muaf Karega. – Hazrat e Idrees (Alaihis Salam) Khamoshi Gusse Ka Behtareen Ilaj Hai. – Hazrate Usman-e-Ghani (Radi Allahu Anhu) Kisi Per […]

THE QUBA MOSQUE OF MEDINA

Masjid Quba

THE QUBA MOSQUE OF MADINA Never stand you therein. Verily, the mosque whose foundation was laid from the first day on piety is more worthy that you stand therein (to pray). In it are men who love to clean and purify themselves. Allah loves those who make themselves clean and pure (i.e. who clean their private parts with dust (which has the properties of soap) and water from urine and stools, after answering the call of nature.)

Subhan Allah! Subhan Allah!

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mere paas ek farishte ne aakar arz kiya: Aye paikare Hamd o Sana! ALLAH TAALA ne AAP par Salaam bhejha hai aur farmaya hai: Main ne aapki sehzadi FATIMA ka Nikah Mala e Aala me ALI bin abi Talib se kardiya hai, pas AAP Zameen par bhi FATIMA (Raziallahu taala anha) ka Nikah ALI (Raziallahu taala anhu) se karden. (Zakhair e uqba fi manaqibi zawil qurba,vol:1,pg:73)

Hazart Ali(RA)

Jis shakhs ne ALLAH TAALA ki Mohabbat ko

Aye Insaan! Agar tumhe yeh maloom hojaye ke sajde ke daouran tum par kitni rehmaten nazil hoti hai to tum kabhi sajde se sar uthayouge hi nahi. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne ALLAH TAALA ki Mohabbat ko apne nafs ki Mohabbat par tarjehdi (yane aage rakha), ALLAH TAALA use logou ki taklifou se mahfooz farmayega. (Kanzul Ummal,hadith no:43127) Yaqinan ALLAH TAALA ne Imaan walou par bada Ehsaan farmaya ke unke darmiyan unhi me se ek azmath wale RASOOL ko bhaijha ,Jo un par uski Aayaten Tilawat farmate hain […]

Hazrat ali ra quotes

Hazrat Ali R.A Se Kisi Ne Poocha

Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu Se Kisi Ne Poocha ” ILM Kya Hai ? ” Too Aap R.A Ne Farmaya…. “Agar Koi Tum Pe Zulm Kare Tou Usey Mua’af Kar Do, Agar Ta’aluq Torey Tou Jod Lo, Agar Koi Tumhai’n Mehroom Karey Tou Usey Nawaz Do, Agar Kisi Se Intiqam Lena Ho To Dar-guzar Kardo, Ghussey Main Aisi Baat Na Karo K Baad Main Nadamat Ho ” Ye “ILM” Hai …  

Aqwal Hazrat Ali R.A

Aqwal Hazrat Ali R.A

* Agar Raasta Khubsurat Hai To Pata Karo ke Kis Manzil Ko Jata Hai, Lekin Agar Manzil Khubsurat Hai To Raste Ki Parwah Mat Karo. * Zindagi Ki Har Mod Par Sulah Karna Sikho Kyu Ke Jhukta Wohi Hai Jis Mein Jaan Hoti Hai Aur Akadna To Murde Ki Pehchaan Hoti Hai. * Jis Shaks Me Wafadari Na Ho Uske Saath Dosti Karne Ka Matlab Khud Ko Zaleel Karna Hai. Zindagi ko is Tarah jiyo jaise hamesha zinda rehna hai. Aur Aakhirat ki fikr aise karo jaise Agle hi Pal Marr Jana hai. * Zindagi Ko Zaruriyat Ki Taraf Le […]

Hazrat ALI R.A

Hazrat ALI R.A

*Hazrat ALI R.A farmate hai ke, “Jab meri DUA khubool ho tu mein khush hota hoon ke is main meri marzi hai aur Jub kubool na ho tu mein aur khush hota hoon ke ye ALLAh ki marzi hai” * IKHTIYAR, TAAQAT aur DAULAT aisi cheezain hain jin ke milney say loog badaltey nahin BAYNAQAB hotey hain( Hazrat ALI R.A )

Sayings Of Hazrat Ali RTAH

Sayings Of Hazrat ALI RTAH

1) Apni zubaan ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen bolna sikhaya ( Hazrat ALI R.A) 2 ) “Do cheezein saari zindegi kaam ayeengi, 1 : Ghussey ki halat mein koi faisla math karo! 2 : Khushi ki haalat mein koi wada math karo! ( Hazrat ALI R.A ) 3)Ek Shakhs Ne Hazrat ALI R.A Sey Poocha, Q: Qareeb Kya Hai? A: Qyamat Q: Or Qareeb Ter? A: Maut Q: Ajeeb Kya HAi? A: Duniya Q: Aur Ajeeb Tar? A: Talib-e-Duniya Q: Wajib Kya Hai? A; Touba Q: Or Wajib Tar? A: Gunah K Fauran Baad Touba Q: Mushkil […]

HAZRAT ALI R.T.A KA FARMAN

Hazrat Ali R.T.A Ka Farman

Hazrat Ali RTAH ne farmaya, ” Insan ka apne Dushman se inteqam ka sab se acha tariqa ye he ki wo apni khubiyon me izafa kare ‘Hazrat Ali (R.A) 1 – Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah ke nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye”. 2 – Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha: “Dost aur bhai main kya farq hai?” Aap ne farmaya: “Bhai sona hai aur dost heera hai.” Us aadmi ne kaha: “Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di? “To aap […]

Al Hadith about Hasnain Kareemain

RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Aasmaan ke ek farishte ne isse pehle meri ziyarat kabhi nahi ki thi , usne meri ziyarat ke liye ALLAH TAALA se ijazat talab ki aur Mujhe Khushkhabri sunayi ke HASAN AUR HUSAIN (raziallahu taala anhuma ) Tamaam Jannati jawanou ke Sardaar hain. (Sunan e Nasai , hadith no:8515)

Al Hadith

Labaik Ya Rasool Allah Shareh Bukhari Imam Ahmad Qistalaani radiAllahu anhu) states in his most distinguished work “Mustataab Mawahibul Laduniyah” that Hazrat Imam Zainul Aabideen(radi Allahu anhu) narrated from His father Hazrat Imam Hussain (radi Allahu anhu) who narrated from His father Hazrat Ali Mushkil Kusha (radi Allahu anhu) that the Beloved Prophet (SallAllaho Alaihi Wa Sallam) has stated,” 14000 years before the creation of Hazrat Adam (Alaihis Salaam) I was a Noor by my creator. ” Mawahibul Laduniyah pg 10 vol 1, Zirkaani Shareef pg 49 vol 1, Jawahirul Bihar page 774, Anwaarul Muhammadiya pg 9, Tafseer Roohul Bayaan […]

Todays Date
1st Ramadan