Friday-19-04-24


Surah Kahaf ke Fazael

Surah Kahaf ke Fazael Surah Al Ka’haf ki tilawat ke waqt Sakina ka nuzool Hazrath Barra Azeb Razi Allahu Taala Anha se rivayat hai, farmaya ke Ek Shaqs Surah Al Ka’haf pad raha tha aur us ke paas do rassiyau main ek ghoda bandha hua tha, pus us shaqs ko baadal ne dhaanph diya pas woh us ke qareeb tar hogaya. Pas uska ghooda badhakne laga, pas jab subah ki toh Huzoor ﷺ ke paas ae aur yeh waqya zikar kiya, pus Huzoor ﷺ ne Irshaad farmaya ke woh Sakina tha jo Qur’aan ki tilawat ke ba-aas nazil hua (Bukhari […]

Todays Date
1st Ramadan