Tuesday-19-03-24


How to pray in final days of Ramadan, get a treasure in Jannah

If you’re feeling inadequate because you’re not able to pray in these final days of Ramadan, try these: 1. Get a treasure in Jannah. Say: لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللَّهِ The Prophet (s) said, “Be frequent in saying ‘There is no might or power except by Allah, (Lā ḥawla wa lā quwwata illā billāh)’ For verily, it is a treasure from the treasures of Paradise.’” [سنن الترمذی :3601]

Whoever kills a person [unjustly], except as a punishment

Whoever kills a person [unjustly], except as a punishment for murder or [as a perscribed punishment for spreading] disorder in the land, it is as if he killed all of humanity. [Qur’an 5:32] Saying of the Prophet ﷺ Abu Bakra Razi Allahu Taala Ahnu reported that the Prophet ﷺ said, ‘Indeed, your blood and your property and your honour are inviolable, like the inviolability of this day of yours and this month of yours and this land of your until the day you meet your Lord’. [al-Bukhari and Muslim]

Surah Kahaf ke Fazael

Surah Kahaf ke Fazael Surah Al Ka’haf ki tilawat ke waqt Sakina ka nuzool Hazrath Barra Azeb Razi Allahu Taala Anha se rivayat hai, farmaya ke Ek Shaqs Surah Al Ka’haf pad raha tha aur us ke paas do rassiyau main ek ghoda bandha hua tha, pus us shaqs ko baadal ne dhaanph diya pas woh us ke qareeb tar hogaya. Pas uska ghooda badhakne laga, pas jab subah ki toh Huzoor ﷺ ke paas ae aur yeh waqya zikar kiya, pus Huzoor ﷺ ne Irshaad farmaya ke woh Sakina tha jo Qur’aan ki tilawat ke ba-aas nazil hua (Bukhari […]

Sahih Muslim

Logaou ke Aamaal har hafte me do martaba peer (monday) aur jumerat (Thusday) ko paish kiye jate hain, aur har momin bande ko bakhsh diya jata hai siwaye us bande ke jiske darmiyan aur uske bhai ke darmiyan bugz ho to kaha jayega: un donou ko chodh do yaha tak ke wo donou baaz ajayen (yane apas me sulah karlen). (Sahih Muslim,Hadith No:2565)

Hajj kaba

Sahih Muslim

Huzoor NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne khutba irshaad farmaya: Aye logo! Tum par Haj farz kiya gaya hai, Ek shakhs ne arz kiya: YA RASOOLALLAH ! Sallallahu alaihi wasallam kya har saal Haj farz hai? Aap sallallahu alaihi wasallam khamosh rahe yaha tak ke 3 martaba usne yehi arz kiya, Uske baad HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Agar main haan kehdeta to (har saal ) farz hojata aur phir tum uski taqat na rakhte. (Sahih Muslim, Hadith no:1337)

Al Hadith- Sahih Muslim

The Messenger of Allah (Sallallahu ta’ala alayhi wa sallam) said: “Allah the Exalted said: Every deed of the son of Adam is for him except fasting, for it is done for My sake and I will reward it.” The Prophet added, “By Allah in whose Hand is the soul of Mohammed, the (bad) breath of a fasting person is sweeter to Allah than the fragrance of musk.” [‪#‎Sahih‬ ‪#‎Muslim‬ ‪#‎Hadith‬ No 1151] Sallallahu ta’ala alayhi wa sallam

Sahih Muslim Shareef

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tum me wo kaoun shakhs hai jis ne aaj miskeen ko khana khilaya ? Hazrath Abu Bakr Siddiq raziallahu taala anhu ne arz kiya:Main! HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tum me aaj kisne mariz ki iyadat ki? Hazrath Abu Bakr Siddiq raziallahu taala anhu ne arz kiya:Main! HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Ye khaslaten jis kisi me jama hojayen wo JANNAT me dakhil hoga. (Sahih Muslim,Hadith NO:6333)

Sahih Muslim

Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya: “Aaj tum mein se kaun Rozedar hai” ? Abu Bakr Radi-Allahu-Anhu ne kaha ” Main” Phir farmaya “Aaj ke din tum mein se kaun Janazey ke saath gaya”? Abu Bakr Radi-Allahu-Anhu ne kaha “Main” Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya” Aaj ke din tum me se kisne Miskeen ko khana khilaya” ? Toh Abu Bakr Radi-Allahu-Anhu ne kaha “Mainey” Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya “Aaj ke din kisne beemar ki ayadat ki” ? Abu bakr Radi-Allahu-Anhu ne kaha “mainey” Tou Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya: Jismein Ye Sab Baatein ( Ek Saath) Jama […]

وسیلہ سے متعلق ایک حدیث شریف کی تخریج

حضور اکرم صلی اللہ علیہ والہ وسلم کا وسیلہ لینا کتاب وسنت سے ثابت ہے،یہاں بطور نمونہ ایک روایت ذکر کی جاتی ہے: “سنن ابن ماجہ،جامع ترمذی،مستدرک علی الصحیحین،مسند امام احمد-سنن کبری نسائی،جامع الاحادیث،صحیح ابن خزیمہ،دلائل النبوۃ ،کنز العمال،تاریخ کبیر للبخاری،الخصائص الکبری،شفاشریف،سبل الہدی والرشاد اور البدایہ والنہایہ “میں حدیث شریف ہے: عَنْ عُثْمَانَ بْنِ حُنَيْفٍأَنَّ رَجُلًا ضَرِيرَ الْبَصَرِ أَتَى النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فَقَالَ ادْعُ اللَّهَ لِي أَنْ يُعَافِيَنِي فَقَالَ إِنْ شِئْتَ أَخَّرْتُ لَكَ وَهُوَ خَيْرٌ وَإِنْ شِئْتَ دَعَوْتُ فَقَالَ ادْعُهْ فَأَمَرَهُ أَنْ يَتَوَضَّأَ فَيُحْسِنَ وُضُوءَهُ وَيُصَلِّيَ رَكْعَتَيْنِ وَيَدْعُوَ بِهَذَا الدُّعَاءِ اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ وَأَتَوَجَّهُ إِلَيْكَ بِمُحَمَّدٍ نَبِيِّ الرَّحْمَةِ […]

Hadith Sahih Muslim

RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ne Jab shaitan par kankari maari aur Qurbani zabah farmayi, phir Halaq karwane ka iraada farmaya to Sar e Anwar ka Sidha janib Hajjam ke qareeb kiya, Hajjam ne Halaq kiya, HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne Hazrath ABU TALHA ANSARI radiallahu anhu ko talab farma kar sidhi janib ke tamaam Mue Mubarak Ata farmaye, phir bayan janib qareeb karke ishara farmaya Halaq karo, Hajjam ne Halaq kiya to ye Janib ke Mue Mubarak Bhi Hazrath ABU TALHA Raziallahu anhu ko Ata karke Farmaya: ” INKO LOGAOU ME TAQSEEM KARO ” (Sahih Muslim,Hadith No:2299-2300)

Todays Date
1st Ramadan