Tuesday-19-03-24


bismillahir rahmanir rahim

What are the benefits of Saying ‘Bismillah’ بِسْمِ اللهِ

﷽ Saying ‘Bismillah’ بِسْمِ اللهِ Ibn Abbas (radiAllahu anhu) said, concerning ‘Bismillah’, Allah evolved it for you, and never had He evolved it unto any community before you. The Prophet (salAllahu alayhi wasalam) said that it is one of the names of Allah the distance between it and Allah’s greatest name, is but like the distance between the black and white of the eye seen from a close angle. [Hakim & Dhahabi in The Book of Excellence of the Qur’an 1/552]

99 Names of Allah with English Meanings

Arabic English Translation 1 Allah ( ﺍﻟﻠﻪ) The Greatest Name 2 Ar-Rahman (ﺍﻟﺮﺣﻤﻦ) The All-Compassionate 3 Ar-Rahim (ﺍﻟﺮﺣﻴﻢ) The All-Merciful 4 Al-Malik (ﺍﻟﻤﻠﻚ) The Absolute Ruler 5 Al-Quddus (ﺍﻟﻘﺪﻭﺱ) The Pure One 6 As-Salam (ﺍﻟﺴﻼﻡ) The Source of Peace 7 Al-Mu’min (ﺍﻟﻤﺆﻣﻦ) The Inspirer of Faith 8 Al-Muhaymin (ﺍﻟﻤﻬﻴﻤﻦ) The Guardian 9 Al-Aziz (ﺍﻟﻌﺰﻳﺰ) The Victorious 10 Al-Jabbar (ﺍﻟﺠﺒﺎﺭ) The Compeller 11 Al-Mutakabbir (ﺍﻟﻤﺘﻜﺒﺮ) The Greatest 12 Al-Khaliq (ﺍﻟﺨﺎﻟﻖ) The Creator 13 Al-Bari’(ﺍﻟﺒﺎﺭﺉ) The Maker of Order 14 Al-Musawwir (ﺍﻟﻤﺼﻮﺭ) The Shaper of Beauty 15 Al-Ghaffar (ﺍﻟﻐﻔﺎﺭ) The Forgiving 16 Al-Qahhar (ﺍﻟﻘﻬﺎﺭ) The Subduer 17 Al-Wahhab (ﺍﻟﻮﻫﺎﺏ) The Giver of […]

THE LETTER OF HADRAT HAATIB BIN ABU BALTA’A – (Makkah Conquest)

THE LETTER OF HADRAT HAATIB BIN ABU BALTA’A At this time, a very respected Sahaabi, Hadrat Haatib bin Abu Balta’a (Radiyallahu Anhu)” wrote a letter to the Quraish stating that RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) was preparing for war and that they should be aware fo this; then giving it to a woman to take to Makkah. Allah (Subhan Wa Taala) has blessed his beloved Prophet with Ilm-e-ghaib (the knowledge of the unseen), through which he knew of Hadrat Haatib bin Balta’a’s (Radiyallahu Anhu), letter, and hence, ordered Hadrat Ali, Zubair and Miqdaad (Radiyallahu Anhuma), to proceed to a place called […]

Whoever kills a person [unjustly], except as a punishment

Whoever kills a person [unjustly], except as a punishment for murder or [as a perscribed punishment for spreading] disorder in the land, it is as if he killed all of humanity. [Qur’an 5:32] Saying of the Prophet ﷺ Abu Bakra Razi Allahu Taala Ahnu reported that the Prophet ﷺ said, ‘Indeed, your blood and your property and your honour are inviolable, like the inviolability of this day of yours and this month of yours and this land of your until the day you meet your Lord’. [al-Bukhari and Muslim]

Once Moosa (AS) asked Allah Ta’ala

Once Moosa (AS) asked Allah Ta’ala: O Allah! You have granted me the honor and privilege of talking to you directly, Have you given this privilege to any other person? Allah Ta’ala replied, O!! Moosa during the last period I am going to send an ummat, who will be the Ummat of Mohammed (SAW) with dry lips, parched tongues, emaciated body with eyes sunken deep into their sockets, with livers dry and stomachs suffering the pangs of hunger- will call out to me (in dua) they will be much closer to me than you O Moosa! while you speak to […]

The distinct excellence of Prophet Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihu Sallam’s Bashariyyat

Every person knows that to lead his life, every human being requires some things. Food, clothing and housing are called the necessities of life on which life depends. These are inseverable needs. In the night of Meraj, Allah Ta’ala expressed the distinction of the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) that no human being can live without a house, no human being can travel the space without any mechanical device, but the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) traversed the cosmos and reached the La Makaan. This is a distinction of His Bashariyyat. Similarly, human beings cannot live without food, […]

Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ke kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya

Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ke kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya, itne mein ek Baaz (Hawk) bhi doosri taraf Aa betha, Kabootar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) se bola YA RASOOL_ALLAH ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) yeh Baaz mujhe khana chahta hai mere chote chote bache hai, AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ne Baaz Ko dekha aur Farmaya isko chodh do, Baaz bola agar mein isko chodh donga tu mere bachay bhookay reh_Jaein ge, AAP ( SALALLAHU_ALAIH I_WASALLAM ) Ne Farmaya yeh baat hai tu, tum Mere Raan se Gosht Utaar_lo, woh dono bolay YA RASOOL_ALLAH ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Hum […]

Mention of Mawlid an Nabi in the Holy Quran

The Holy Quran is a book of principles and guidelines. The solution for every kind of problem is given in the Holy Quran in the form of principles and guidelines. The scholars and the Imams extract and deduce a particular ruling from it in light of the principles. Each and every issue has not been mentioned separately, but a thumb rule has been given in light of which the ruling of a particular issue can be deduced. For e.g., the issue of bearing the expenses of the delivery of the wife, hospital charges, etc. has not been mentioned explicitly in […]

Have parents ever thought that sometimes they could be tarnishing a child’s fitra?

Have parents ever thought that sometimes they could be tarnishing a child’s fitra? For example, a child gets scared, so his mother tells him ‘don’t be scared, I’m with you’. And she keeps telling him this and that she’s by his side until the child grows up pushing away his fear because his mommy is ‘there’. Or the father tells his children, ‘don’t be scared as long as I’m working I will get you the bicycle you want and the candy you asked for’. Psychologists say from the time of a person’s childhood he has feelings of want, weakness, and […]

BELIEF IN THE DAY OF JUDGEMENT

BELIEF IN THE DAY OF JUDGEMENT (There are two periods of the hereafter world one from death to the doomsday and the second from the doomsday till eternity The first period is called ‘Alam-e-Barzaq’ and the second is called Hashar and Abad) There are following items under this heading: 1 Interrogation(That which happens in the grave. Grave means purgatory period (alam-e-Barzaq) because the day of judgement begins with the grave for the dead therefore this has been included under the heading. The day of judgement) by the ‘Munkir, Nakeer’ (angels). 2 The day of judgement (Doomsday). 3 Balance (Meezan). 4 […]

Surah Kahaf ke Fazael

Surah Kahaf ke Fazael Surah Al Ka’haf ki tilawat ke waqt Sakina ka nuzool Hazrath Barra Azeb Razi Allahu Taala Anha se rivayat hai, farmaya ke Ek Shaqs Surah Al Ka’haf pad raha tha aur us ke paas do rassiyau main ek ghoda bandha hua tha, pus us shaqs ko baadal ne dhaanph diya pas woh us ke qareeb tar hogaya. Pas uska ghooda badhakne laga, pas jab subah ki toh Huzoor ﷺ ke paas ae aur yeh waqya zikar kiya, pus Huzoor ﷺ ne Irshaad farmaya ke woh Sakina tha jo Qur’aan ki tilawat ke ba-aas nazil hua (Bukhari […]

DESCRIPTION OF BELIEF IN ANGELS – وملا ئکتھ

DESCRIPTION OF BELIEF IN ANGELS – وملا ئکتھ 1. The angels are the obedient creatures of the Almighty Allah 2. The Almighty Allah has created them from the divine light. 3. They are present(They are innumerable and unaccountable except Allah no one knows their numbers It has come in the Hadith that the entire creature is ten fold. Out of them nine parts comprise of angels and the remaining one comprises of the entire creature) (spread in the sky and earth) but they are invisible 4. They are innocent and no sins are committed by them. 5. They are free […]

Etiquettes of Du’ a

Etiquettes of Du’ a By: Muhyus Sunnah Hahrat Moulana Abrarul Haq Saahib (RA) To be clean, in the state of wudhu and to face the Qiblah. To keep both hands in front of the chest. To keep a slight gap between the hands. To make du’a silently (as in thana) with sincerity and focus. To have the conviction in the heart that, Insha Allah, my du’a will certainly be accepted. To praise Allah Ta’ala and to recite Durood Shareef in the beginning and end of the duas. To pass the hands over the face after the du’a.

Musibaton aur Taklifon ko bardash Karne

Musibaton aur Taklifon ko bardash Karne

Musibaton aur taklifon ko bardast karne par hi Taraqqi hasil hoti hai.(Hazrath Mujaddid e Alf e Saani rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Uhad wo pahadh hai jo humse mohabbat karta hai aur hum usse mohabbat karte hai. (Sahih Bukhari,Hadees No:4083) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab tak banda apne musalman bhai ki madad karta rehta hai ALLAH TAALA uski madad farmata hai. (Sahih Muslim,hadith no:2699) Jo shakhs mere kisi wali se dushmani kare to mai uske khilaaf jang ka elaan karta ho.(Sahih Bukhari,Hadith no:6502) HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Jab […]

Allah will still be there

Help others and Allah will help you

When all else fails, Allah will still be there, waiting to help you in your hour of need. Prophet Mohammed ﷺ (Sallallahu Alaihi Wassallam) said : Whoever helps his brother in his time of need,  Allah will be there in his time of need. (Saheeh Muslim) Allah will help a person as long as he is helping his brother. [Sahih Muslim] Ar Rahman (الرحمٰن) The Most Gracious Ar Raheem (الرحيم) The Most Merciful Al Malik (الملك) The King Al Quddus (القدوس) The Most Holy As Salam (السلام) The Ultimate Provider of Peace Al Mu’min (المؤمن) The Guarant Blessing Al Muhaymin […]

DESCRIPTION OF BELIEF

Bismilla Hir Rahman Nir Raheem Alhamdulillahi Rabbil Aalameen Wassalatu Wassalamu Ala SyedilMursaleen Wa Ala Aalihi Wa Ashabihi Ajmaeen. * * * * It is to be made clear that for the humanbeings, in this world, the greatest bounty of Almighty Allah is belief (Eimaan) and surrender (Islam) because due to it there is in this world prosperity, grace and benefit including welfare. In the hereafter also forgiveness and salvation culminating into happiness and eternal comfort. In other words there is welfare in this world and in the hereafter attached to Belief (Imaan) and Surrender (Islam). Hence it is compulsory for […]

How to purify things?

Allah Most High says in the Holy Quran: And keep your garments thoroughly clean and pure. Surah Mudassir (74:04) and also says: Did we not create you from a drop of abominable fluid? Surah Mursalaat (77:20) and also says: (Allah Most High created for you) from the wool and fur and hair of animals, household goods and goods of profit for an (appointed) time. Surah Nahl (16:80) It is narrated on the authority of Hadhrat Abu Hurairah (May Allah be well pleased with him), he said that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: When a dog puts its […]

heart which remembers Allah

Remember Allah And Allah will Remember You

The heart which remembers Allah Most High is protected It is mentioned in Hadith that Satan places its snout on the heart and casts its whispers into it. When the heart engages in worship of Almighty Allah, Satan draws away. This shows that Satan cannot dominate the heart which is engaged in remembrance of Almighty Allah. This is the reason the saints are safe from sins and the Prophets are inherently innocent, as their hearts are forever engaged in the remembrance of Allah Most High. Even while performing worldly tasks, they don’t become heedless. The Holy Prophet  Mohammed  (صلى الله […]

Imam Hussain (radiyallahu 'anhu)

Incidents after the martyrdom of Imam Hussain Razi Allah Tala Anhu

Some incidents after the martyrdom of Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) The sky became red Translation: Hadhrat ‘Ali bin Mashar narrates on the authority of his grandmother who said: In the era of Imam Hussain (رضي الله عنه), I was a young girl. In that time, the sky become like congealed blood for many days. (Dalaail Un Nubuwwah, Hadith No. 2812) Allah’s displeasure and anger was expressed in many ways. That the sky became blood-red is also mentioned. Similarly, it is established through many Traditions that the sky became red. When human beings get angry their […]

Imam Hussain razi allah tala anhu

Ya Hussain Razi Allah Tala Anhu!

Yom E Shahadat Hazrat Imam Hussain Razi ALLAH Tala Anhu Imam Hussain Razi ALLAHU Anhu Tarsi Hui Nigahon se Apni Madad Karne walon ko nahi dhund rahe the’ wo Apne Nana Ka Kalma padhne waali Us Ummat ko Dekh Rahe the Jo Aaj Unhi Ka Katal Karne aaye the’ Mere Hussain To Us Waqt be Unhe Bachana Chahte the, wo Unka Haale Mehshar dekh rahe the’ Islye Unhe Tarsi hui Nighahon se dekh rahe the.. Or Yazidi Foj To Khud Dari Hui Thi Imam Hussain Se’ wo Log Jante The Imam Hussain Ki Taqat ko, bewakuf nai the jo 72 ke Samne […]

Sabar Hadith

Aur ALLAH bahot bade FAZAL wala hai

Aur ALLAH bahot bade FAZAL wala hai.(Surah Al Juma:4) Jisne 10 martaba Surah e Ikhlaas padha, ALLAH TA’LA Jannat me uske liye ek mahel banata hai.(Musnad Imaam Ahmed) Apne aqlaq ko phool jaisa banalo, paas baithne wala kuch hasil na bhi kare to khushboo to hasil karle.(Hazrath Sheik Saadi rahmatullah alaih) Nemat ka milna bhi azmaish hai ke tum shukar adaa karoge ya nahi. Dunyadaari naam hai Allah se ghafil hone ka, Zaruriyaat e Zindagi aur baal bacchon ki parwarish karna dunyadari nahi hai.(Hazrath Sheik Saadi rahmatullh alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se Aouliya Allah ke bare me […]

Islamic

ISLAM –IMAN-IHSAN (KULL DEEN)

Tauheed- Risalat- Ahkirat and Islam-iman-ihsan “Bismillahir Rahmannir Raheem””Al-Hamdu Lillaahi Rabbil ‘Aalameen was Salaatu was- Salaamu ‘Alaa Sayidinaa Muhammadin wa Aalihi wa Asabihi Ajma ‘een (tauheed- risalat- ahkirat and islam-iman-ihsan) ISLAM –IMAN-IHSAN (KULL DEEN) Tasawuf(tazkia/purification) =islah e amaal (deeds) +islah e ahwal (condition) +islah e ahklaq(manners) Tasawuf =Islam is shariat +iman is tariqat +ihsan is haqiqat (complete /perfect/kamil deen) Tasawuf= Perfection of islam iman and ihsan kull deen =beginning islam+iman/faith+ihsan /prefection (kamal) Kull deen =  1.ibadate elahi 2.ghulamane mustafa 3.mohabbate ahle baith 4.azmate sahaba 5. Shobate awliya . Kull deen =Islam(muslim)-iman(momin)-ihsan(mohsin) Kull deen =aqidah(tenants of the faith) +amal(deeds for the pleasure […]

Aye Mere Rab! Ye NOOR kiska hai?

ALLAH TAALA ne jab Hazrath Adam alaihissalaam ko paida farmaya

NABI E KAREEM (ﷺ)  ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ne jab Hazrath Adam alaihissalaam ko paida farmaya to unhe unki Aoulaad dikhayi, To unho ne ek ko dusre par saheb e karamat wo fazilat dekha, Phir unho ne unke darmiyan me ek chamakta NOOR dekha, uspar Aapne Arz kiya: Aye Mere Rab! Ye NOOR kiska hai? ALLAH TAALA ne irshaad farmaya: Ye Tumhare farzand e Jaleel Ahmad e Mujtaba MOHAMMED MUSTAFA (ﷺ)  hai, YEHI AWWAL HAI, YEHI AAKHIR HAI, AUR YEHI SAB SE PEHLE SHAFA’AT KARNE WALE HAI. (Baihaqi,khasaisul kubra,vol:1,pg101)

Jisne Subah (yane fajar ) ki namaz adaa ki wo ALLAH TAALA ki Hifazat me hai

Jo Quraan padhe aur apne rab taala ki tareef ki aur NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood padhe aur apne rab se maghfirat talab ki to usne khair ko uski jagah se talash karliya.(Baihaqi shubul Imaan) Acha insaan wo hai jo kisi ki di hui takleef ko bhul jaye magar kisi ki di hui mohabbat ko kabhi na bhule. Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain:Koi kasturi kabhi koi atar aisa nahi sungha jo HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke Pasine mubarak se zyada khushboo daar ho. (Shamail e Tirmizi) Yaqinan ! ALLAH ke Doston par […]

Paradise and Hell disputed together

Prophet Mohammed ﷺ said : “Paradise and Hell disputed together, And Hell-Fire said: ‘In me are the mighty and the haughty.’ Paradise said : ‘In me are the weak and the poor.’ So Allah judged between them, [saying]: ‘You are paradise, My mercy; through you I show mercy to those I wish. And you are Hell-fire, My Punishment; through you I punish those I wish, and it is incumbent upon Me that each of you shall have its fill.” Allah  subhanahu wa ta’ala said: ” I have prepared for My pious worshipers such things as no eye has ever seen, […]

AZAAN

Jab shaitan Azaan ki Awaaz sunta hai to wo bhaagh jata hai

ALLAH TAALA jo apne bande se 70 ma’on se zyada mohabbat karne wala hai, wo kaise apne bande ko pareshani me dekh sakta hai, hum use yaqeen aur sacche dil se pukaar kar to dekhe wo zaroor hamari madad farmayega. Jab insaan ALLAH TAALA par pura yaqeen rakhe to wo mayoos ho hi nahi sakta kyun ke ALLAH pareshani se nikalne ka raasta nikaal hi deta hai. ALLAH TAALA ke razi hone ki nishani ye hai ke banda uski taqdeer pe razi ho. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) Zaruratmand ki madad karne wala ALLAH ka dost hota hai. (Hazrath Khawaja […]

Hadith

ALLAH walon ka maqaam bahot buland hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se jab bhi koi cheez maangi jaati to Aap ne Kabhi “NA ” nahi farmaya. (Sahih Muslim,vol:1,pg:253) Aye Imaan walo! (kisi bhi mamle me ) ALLAH AUR USKE RASOOL (sallallahu alaihi wasallam) se aage na badha karo aur ALLAH se darte raho (ke kahi RASOOL sallallahu alaihi wasallam ki be adabi na hojaye). (Al Hujraat:49) ALLAH TAALA apne bandon ko unke Imaan ke mutabiq musibaton me daalta hai. (Hazrath Sheik Abdul Qader jilaani raziallahu taala anhu) ALLAH walon ka maqaam bahut buland hai, ye to farishton ko bhi hasil nahi. (Hazrath Khawja ghareeb nawaz […]

Sadqa

ALLAH TAALA ko bandon ki ye 3 cheezen pasand hai

NABI E KAREEM (صلی اللہ علیہ وسلم)  ne irshaad farmaya : Jisne Mujh se Mohabbat ki , uspar Lazim hai wo in dono (yane Hasan aur Husain raziallahu taala anhuma ) se bhi Mohabbat kare. (Sunan e Nasai , hadith no :8170) ALLAH TAALA ko bandon ki ye 3 cheezen pasand hai: 1) ALLAH TAALA ki rah me Taqat ka kharch karna,maal se ho ya jaan se 2) aur gunahon par Nadamat ke waqt rona 3) aur Faqe par sabar karna.

sadaqa

Sadqa ALLAH TAALA ke Gazab ko thanda karta hai

Hazrath Imaam e Shafai Rahmatullah alaih se Pucha gaya : ALLAH TAALA ke nazdeek halat e Ataa wo Khushhali pasandida hai ya Halat e Musibat wo Bala ? Aap ne farmaya : Musibat ke baad hi Ataa wo Khushhali milti hai. To Jo koi Musibat par Sabar karta hai to use Ataa wo Rahat ki Khushkhabri dijati hai. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Sadqa ALLAH TAALA ke Gazab ko thanda karta hai aur buri mout se Mahfooz rakhta hai. (Sahih Muslim,hadith no:263) Apne maamlat me un logon se mashwara lo jo ALLAH TAALA se Darte hai. […]

Apni Zuban ko Zikr o Shukr se Hamesha Taro Tazah rakhe

Apni Zuban ko Zikr o Shukr se Hamesha Taro Tazah rakhe, Allah ke Zikr mein Dil ka Sukoon hai Aur Allah ke Zikr se Apni Zuban ko Paak karte rahen Allah Tumhe Gunaho se paak kardega. Dil ki Zeenat Chaar Cheezen Hain ♥ Sabr ♥ Zikr ♥ Shukr ♥ Gour o Fikr. ✦……….♥ Allah Walon ki Majlis ke Fawayed ♥……….✦ ✿ Naik logon ki Sohbat mein baithne se Insan ✿ ◈➲ Shak se Yaqeen ◈➲ Riyakari se Ekhlaas ◈➲ Ghaflat se Bedari ◈➲ Dunya ki Mohabbat se Aakhirat ki Fikr ◈➲ Takabbur se Tawazeh o Inkisari ◈➲ Bad’diyanati se Khair […]

Aye logo! ALLAH ka zikar kiya karo kyun ke isme shifa hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri ummat me Mujh se beinteha Mohabbat rakhne wale aise log bhi honge jo mere baad aainge uni aarzo hogi ke kaash wo apna ghar bar aur maal wo aoulad sab kuch qurban karke kisi tarah mujhe dekhle. (Sahih Muslim, hadith no:7323) Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain:Koi kasturi kabhi koi atar aisa nahi sungha jo HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke Pasine mubarak se zyada khushboo daar ho. (Shamail e Tirmizi) Momin jis qadar umar rasida(bodha) hota hai uska Imaan usi qadar taqatwar hota hai.(Hazrath Sheik Abdul […]

mohammed salla alayhi wa sallam

Jisne HASAN AUR HUSAIN Raziallahu taala anhuma se Mohabbat ki , usne dar haqiqat mujh hi se Mohabbat ki

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se arź kiya gaya : Aapko apne Ahle Bait me se sab se zyada kaun mahboob hain ?HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya : HASAN AUR HUSAIN AUR Aap Sallallahu alaihi wasallam Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha se farmaya karte the : Mere Shehzadon ko bulao phir Aap sallallahu alaihi wasallam unhe chumte aur unhe apne saath lipta lete. (Jame Tirmizi , Hadith no :3772) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Jisne HASAN AUR HUSAIN Raziallahu taala anhuma se Mohabbat ki , usne dar haqiqat mujh hi se Mohabbat […]

Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain na wo ambiya hain aur na wo Shuhada , baroz qayamat ALLAH TAALA ke paas unke maqaam wo martabe ki wajeh se Ambiya wo shuhada unki tareef karenge. Sahaba ekraam raziallahuanhum ne arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam wo kaun Hazraath hain? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: wo log sirf ALLAH ki RAHMATH o inayat ki wajeh se apas me Mohabbat rakhte hain, na to apasi rishtedari ki wajeh se aur na maali leen deen ki wajeh se […]

i need you allah

Allah I Need You

لو تقدر تسعد احد ولو بكلمة..لا تقصر Never miss an opportunity to put a smile on someone’s face Eat and drink but do not waste by excess for Allah does not Love the Wasters.” (Surah Al Araf:31) Let your tongue never cease to be moist with the remembrance of Allah. [Jame Tirmidhi] فان الذكري تنفع المؤمنين. “Surely this advice or a sense of surrender shall benefit the believers”. (Surah Al Zariyat:55) Allah Says in Quran “REMEMBER ME I WILL REMEMBER YOU” (surah Baqrah|Verse 152) The Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam said : ” Remember Allah during times of ease and he […]

islamic hadees

Beautiful Hadith

Duniya ki khidmat ALLAH TAALA raza ke liye karo, Kyun ke duniya se tumhe kuch nahi milega. (Moulana Rumi rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Sab se behtarien sadqa ye hai ke ek muslaman Ilm sikh kar dusre musalman ko sikhaye. (Sunan e Ibne Majah,Hadith No:243) Sunnat ke khilaaf karke salamati hasil nahi hosakti, Aur ALLAH TAALA ko naraaz karke maqlooq ki raza hasil nahi ki jasakti. (Hazrath Umar bin abdul aziz rahmatullah alaih) Sabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) Jo Shakhs kisi […]

amal islam

Amal in Islam

Zindagi us waqt bahut zyada khubsurat hoti hai jab ke har cheez me ALLAH TAALA ka Shukar adaa kare, Jo cheez jaa chuki hai uspar bhi, Jo cheez ab hamare paas hai us par bhi, Aur Jo cheez milne wali hai us par bhi… Jo shakhs har amal e khair ko ALLAH TAALA ki taraf se jaanta hai aur ye samjhta hai ke us amal e khair ki toufeeq ALLAH TAALA ne Mujhe di hai, aur nafs ko usme dakhal nahi deta to wo khudpasandi aur takabbur se mahfooz rehta hai. (Hazrath Sheik Abdul Qadir Jilaani raziallahu taala anhu) NABI […]

ayat e karima benefits

Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain na wo ambiya hain aur na wo Shuhada , baroz qayamat ALLAH TAALA ke paas unke maqaam wo martabe ki wajeh se Ambiya wo shuhada unki tareef karenge. Sahaba ekraam raziallahuanhum ne arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam wo kaun Hazraath hain? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: wo log sirf ALLAH ki RAHMATH o inayat ki wajeh se apas me Mohabbat rakhte hain, na to apasi rishtedari ki wajeh se aur na maali leen deen ki wajeh se ! ALLAH KI […]

Prophet Mohammed

Mohammed ﷺ once asked Jibrail Alayhi Salam

Hazrat Abu Hurairah Radiallahu Anhu relates that Rasul Allah Sallallahu Alayhi Wasallam once asked Jibrail Alayhi Salam: “Oh Jibrail, how old are you?” He replied: “I do not know. But I know this much, that there was a star in the fourth heaven that used to shine after every 70, 000 years and I have seen that star 72, 000 times.” On hearing this Rasul Allah Sallallahu Alayhi Wasallam said: “By the honour of Allah the almighty, I am that star!” 70 000 x 72 000 = 5, 040, 000, 000 (five billion, forty million) years. That star that shone […]

What was created first by Allah?

What was created first by Allah?

‘Hazrat Ibn Abdullah Ansari Radiallahu Anhu narrates that he asked the Prophet Mohammed  ﷺ , “What was created first?” Rasul Allah  ﷺ  replied: “the first thing that Allah created was my Noor, with his own Noor, before anything else. The Noor was floating about and travelling wherever Allah wished. Then Allah wanted to create everything, so he split the Noor in to four parts. With the first He created the Pen, with the second he created the tablet of destiny, with the third he created the Arsh, and He split fourth in to another four. With the first of that He created the […]

durood shareef

Juma ki raat Durood Padhe ALLAH TAALA uski 100 Hajaten Pori farmata hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wa sallam ne irshaad farmaya: “Jo shakhs mujh par Juma ke din aur Juma ki raat Durood Padhe ALLAH TAALA uski 100 Hajaten Pori farmata hai, 70 Aakhirat ki aur 30 Dunya ki, phir ALLAH TAALA uske liye ek farishta muqarrar kar deta hai jo ke mere rouze me Durood istarah paish karta hai Jis tarah Tumhe Hadye paish kiye jate hain, wo Mujhe us shakhs ke naam wo nasab ki uske Khandaan ke saath khabar deta hai, pas Main Use Apne Paas Safaid Sahife me Sabt karleta ho.” (Shubul Imaan,hadith no:3035) Related Link: Darood […]

Naam e Mubarak zameen mein MOHAMMED ﷺ hai to Aasmano mein AHMED ﷺ

NABI E AKRAM صلى الله عليه وسلم  ka Naam e Mubarak zameen mein ” MOHAMMED ” (Bahut zyada tareef ki hui zaat) صلى الله عليه وسلم  hai to Aasmano mein “ AHMED ” (Bahut zyada tareef farmane wale) صلى الله عليه وسلم  hai. NABI E AKRAM صلى الله عليه وسلم  ke naam e mubarak me jumla 4 huroof hai aur ALLAH TAALA ke Isme paak ALLAH me bhi 4 huroof hai.     (Subul ul Huda war Rashaad,vol:1,pg:408)  

THE WATER OF HOUZ E KAUSAR

THE WATER OF HOUZ E KAUSAR

On the Day of Judgment, every Prophet will have a Houz (tank) and the Houz of our Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) is called Houz-e-Kauthar. Its length will be equal to a day’s march. Its soil will be musk, very fragrant. Its water will be whiter than milk and sweeter than honey, more fragrant than musk and cooler than ice. The vessels in which it is drunk will be shining like stars. The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) will give it to His followers with His own blessed hands. Whoever drinks once will not feel thirsty again. There […]

wuzu

Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain

Main ne NABI E PAAK Sallallahu alaihi wasallam ko dekha ke asar ka waqt hochuka tha, logou ne wuzu ke liye paani talaash kiya magar na mila, Phir NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me kuch paani laaya gaya, To HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne apna dast e mubarak us bartan me rakh diya aur logou ko us paani se wuzu karne ka hukum farmaya, Main ne dekha paani aapki mubarak ungliyou ke niche se nikal raha tha aur shuru se aakhir tak tamaam logou ne wuzu kiya, Hazrath Abu Hamza raziallahu taala anhu farmate hain: Us waqt […]

Allah ka Irshad Hai Ki

Allah ka Irshad Hai Ki

Allah Taa’la Ka irshad hai : Aur kisi momin mard aur momin aurat ke liye is baath ki gunjaesh nahi ki jab Allah Tallah aur unke Rasool sallallahu alaihi wasallam  kisi kaam ka hukm de dien to fir unko apne kaam mein koi akhtiyar baki rahe, yani iski gunjaesh nahi rehti ki wo kaam karien ya na kare, balki amal karna hi zaruri  hai aur jo shaks Allah Tallah aur unke Rasool  sallallahu alaihi wasallam ki nafarmani karega, To wo yakinan khuli hui GUMRAHI mein mubtala hoga. Allah Taa’la Ka irshad hai : Aur hamne har ek Rasool ko isi maksad ke […]

Todays Date
1st Ramadan