Tuesday-23-04-24


Benefits of Dates

Health Benefits Of Dates

Prophet Muhammad (PBUH) is reported to have said: “if anyone of you is fasting, let him break his fast with dates. In case he does not have them, then with water. Verily water is a purifier.” Health benefits of dates fruit are uncountable. Intestinal Disorders: The nicotine content that is present in the dates is said to be beneficial for curing any kinds of intestinal disorders. Continuous intake of dates helps to maintain a check on the growth of the neurotic living beings and thus, helps in the rise of amicable bacteria in the intestines. Constipation: Date is termed to be […]

RAMZAN UL MUBARAK

RAMZAN UL MUBARAK KO KALAAM E ILAAHI SE KHAAS MUNASABAT HAI… Hazrath IBRAHIM alaihissallaam par pehli RAMZAN UL MUBARAK ko SAHIFA Nazil hua , Hazrath MOSA Alaihissalaam ko 6 RAMZAN UL MUBARAK ko TOUREET Nazil hua , Hazrath DAWOOD Alaihissalaam ko 12 RAMZAN UL MUBARAK ko ZABOOR Nazil hua , Hazrath EISA Alaihissalaam par 18 RAMZAN UL MUBARAK ko INJEEL Nazil hua , Aur SYEDUL AMBIYA HAZRATH MOHAMMED MUSTAFA AHMADE MUJTABA Sallallahu alaihi wasallam ko 27 RAMZAN UL MUBARAK ko QURAAN E KAREEM Nazil hua… (Fazail e Ramzan :pg:39)

Holy Ramadhan

Assalamu’alaikum. Hadith of the day..!! Hazath Ka’ab raziallahu taala anhu ne farmaya: HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Member ke paas jama hojou to hum member shareef ke paas hazir hogaye , Jab HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam Member ki ek Sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya , Jab Dusri sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya , Aur Jab Tesri sidhi par Qadam e Mubarak rakhe to Ameen farmaya , Jab HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam Member shareef se Niche Tashreef laaye to hum ne Arz kiya : YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi […]

Todays Date
1st Ramadan