Friday-29-03-24


Surah Kahaf ke Fazael

Surah Kahaf ke Fazael Surah Al Ka’haf ki tilawat ke waqt Sakina ka nuzool Hazrath Barra Azeb Razi Allahu Taala Anha se rivayat hai, farmaya ke Ek Shaqs Surah Al Ka’haf pad raha tha aur us ke paas do rassiyau main ek ghoda bandha hua tha, pus us shaqs ko baadal ne dhaanph diya pas woh us ke qareeb tar hogaya. Pas uska ghooda badhakne laga, pas jab subah ki toh Huzoor ﷺ ke paas ae aur yeh waqya zikar kiya, pus Huzoor ﷺ ne Irshaad farmaya ke woh Sakina tha jo Qur’aan ki tilawat ke ba-aas nazil hua (Bukhari […]

Jo banda (kisi ko) maaf kar deta hai

السلام عليكم ورحمة الله تعالى وبركاته وصلى الله على سيدنا محمد وعلى آله وأصحابه اللهم صل على سيدنا محمد وعلى آل سيدنا محمد وبارك وسلم Jo banda (kisi ko) maaf kar deta hai, Allah us ke badle us ki izzat badha deta hai. (Muslim : 6757) Apne fursat ke waqt ki qadr karo, mashgooli aane se pehle. (Mustadrak : 7846) Beshak Allah Ta’ala insaaf ka aur ehsaan karne ka aur rishtedaaron ko (un ke huqooq) dene ka hukm deta hai. (Sura-e-Nahl : 90) Jis shakhs ne naabeena (Andhe) ki 40 qadam tak rehbari ki to us ke liye Jannat waajib […]

Quran Revelation

Beautiful Facts about Quran revelation with Questions and Answers

1) What is the meaning of the word “Qur’an” ? A) That which is Read. 2) Where was the Qur’an revealed first ? A) In the cave of Hira (Makkah) 3) On which night was the Qur’an first revealed ? A) Lailatul-Qadr (Night of the Power) —————————- —————————- 4) Who revealed the Qur’an? A) Allah revealed the Qur’an 5) Through whom was the Qur’an revealed? A) Through Angel Jibraeel (Alaihis-Salaam) 6) To whom was the Qur’an revealed? A) To the last Prophet,  Muhammed (SallahuAlaihi Wasallam). 7) Who took the. responsibility of keeping the Qur’an safe? A) Allah himself. —————————- —————————- […]

Todays Date
1st Ramadan