Tuesday-19-03-24


Hazrat Abdullah Bin Umar RA

Hazrat Abdullah Bin Umar RA

Hazrat Abdullah Bin Umar Radhiyallahu Anhu se riwayat hai ki Nabi Kareem ﷺ ne irshad farmaya : Qayamat ke din jab tum log jama hoge, to us waqt ailaan kiya jayega is ummat ke fukraa aur maskeen kahan hai ? (isi ailaan par) wo khade ho jayenge! Unse pucha jayega : Tumne kya A’maal kiye the? Wo kahenge: Hamare rab! aapne hamara imtehan liya humne sabr kiya! Aapne humare alawa dusre logon ko maal aur hukumrani di! Allah Ta’ala farmaynga : Tum sach kehte ho! Aap  ﷺne irshad farmaya : Wo log jannat mein aam logon se pehle dakhil ho jayenge aur hisab […]

Surah Rahman Verse 13

Ayat Surah Ar Rahman

Surah Rahman Verse 13  فَبِأَيِّ آلَاءِ رَبِّكُمَا تُكَذِّبَانِ which of the favors of your lord would you deny? Denying infers the several attitudes that the people adopt in respect of Allah Almighty’s blessings and manifestations of His might and His praiseworthy attributes (commendable qualities). (12 Blessings (the Holy Qur’an, creation of man, teaching speech, well measured calculation of time, creation of plants and all kinds of trees, creation of the heaven, predominance of rules, creation of the earth with its characteristics, creation of kinds of fruit, creation of date palm, creation of crops, creation of flowers and sweet scented plants) along […]

Qurani Ayaat

Qurani Ayaat|Allah Talah ka irshad

Allah Talah ka irshad hai : jis tarha (hamne KABA ko Kibla mukarar kar ke tum par apni nematien ko mukammal kiya, usi tarha) hamne tum logon mein ek (azeemoshaan) Rasool Bheja, jo paak karte hai, tumko quran kareem ki taleem dete hai, aur isi quran kareem ki murad aur apni sunnat aur tarike ki (bhi) taleem dete hai aur tumko aisi (mufeed) baton ki taleem dete hai, jin ki tumko khabar bhi na thi! * Allah Talah ka irshad hai : Aur ham ye misaalein logon ke liye bayan karte hai, (laikin)  akkal se kaam lene wale hi ilm wale […]

Hadith Nabi

Hadith Nabi

 Hadith : Hazrat Jabair R.A say riwayat hai ke Hazrat Rasool Allah sallallahu alehewasllam ne farmaya bukhar ku bura na kaho kyu ki bukhar se logo ke gunnah is tarha maf hojate hai jaise bhatti me lohe ka mail or kuchail saaf hojata hai. Hadith : Hazrat nawas bin samaan R.A se riwayat hai Rasool Allah sallallahu alehewasllam ne farmaya acche akhlaq ek bahetreen neeki hai Sahih Muslim. Sunni Dawate Islami AAYAT’AL-KURSI ki Fazeelat! HAZRAT-E-ABU HURAIRAH(RADIALLAHU TA’ALA ANHU) farmate haiñ ke mujhe RASOOL’ALLAHﷺ ne farmaya: “Jab tum apne Bistar par aao toh AAYAT’AL-KURSI parh liya karo ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ Rabbana Aatina Fid Dunya Hasanaton […]

Following the sunnah of the Prophet

Following the sunnah of the Prophet ﷺ!

O Muslim brothers and sisters, Ummat an-Nabi ﷺ! What a great nation this is. What is greater than Ummat an-Nabi ﷺ and it has come together on love of the Prophet ﷺ? What a great nation this is in the presence of the Prophet ﷺ, a nation that came on love of the Prophet ﷺ, a nation born on love of the Prophet ﷺ, a nation honored to be Muslim and mu’min, a nation always following the sunnah of the Prophet ﷺ! We say: وَقُلْ جَاء الْحَقُّ وَزَهَقَ الْبَاطِلُ إِنَّ الْبَاطِلَ كَانَ زَهُوقًا Wa qul: ja’a al-haqq wa zahaq al-batil […]

Jibreel Alaihis Salaam

Jibreel Alaihis Salaam

Jibreel Alaihis Salaam duniya me teen baar sabse tez aaye 1- Jab Ismail Alaihis Salaam ki qurbani ki ja rahi thi to Allah Taa’ la ne kaha ke, ae Jibreel jao Ismail ki jagah dumba rakh do aur Ismail ko hata do. 2- Jab Yusuf Alaihis Salaam ko un ke bhai kuwe (well) me fenkh rahe the to unhe bachane.   3-Jab Nabi E Karim Sallallahu Alaihi Wasallam ka auhad ke maidan me daant mubarak shaeed hua to Allah ne Jibreel Alaihis Salaam  ko hukum diya Ae jibreel apni puri taqat laga kar zameen par jao mere mehboob ka khoon zameen […]

Jibreel A.S came 3 times very rapidly

Jibreel A.S came 3 times very rapidly

Do you know that Jibreel Alaihis Salaam came into this world very rapidly for three times.. 1- When Ismail Alaihis Salaam was going to get sacrificed, at that time Allah said to Jibreel to go and save Ismail Alaihis Salaam and replace him with a sheep so that sheep get sacrificed instead of Ismail Alaihis Salaam. 2. When Yusuf Alaihis Salaam was getting thrown by his brother into the well, to rescue him. 3. When Nabi E Karim Sallallahu Alaihi Wasallam’s tooth was Martyred in auhad ground at that time Allah Subhan Allah Taa’la ordered Jibreel Alaihis Salaam to go […]

Hazrat Ibne Abbas (RA) se riwayat hai

Hazrat Ibne Abbas (RA) se riwayat hai

Hazrat Ibne Abbas Radhiyallahu Anhu se riwayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAA’LA ne jab se Israfeel alaihis salam ko paida farmaya hai wo dono paon barabar kiye khade hai nazar upar nahi uthate! Unke aur Parwadigar ke darmiyan noor ke sattar parde hai, har parda aisa hai ke agar Israfeel alaihis salam uske kareeb bhi jaye to jal kar raakh ho jayenge! Hazrat Jurarah Bin Aufa Radhiyallahu Anhu se riwayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: Kiya tumne apne rab ko dekha hai? yeh sunkar Jibril alaihis salam kamp uthe aur arz kiya : Aey Mohammed  Sallallahu Alaihi Wasallam ! […]

Fasting In Way Of ALLAH

Fasting In Way Of ALLAH

* Hazrath Abu Sayeed Khudri  Radhiyallahu Anhu narrated that Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam has said that: “The person who do fasting for a day in the way of Allah Taa’la, then that person will be prevented from Hell and there will be 70 years of difference between him and the hell!” * Hazrath Umar Bin Abbas Radhiyallahu Anhu narrated  that Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam has  reported that: “The person who do fasting for a day in the way of ALLAH then he will be prevented for more than 100 years from the fire of hell!” * The Prophet Mohammed […]

Allah ke Rastey Mein Roza

Allah ke Rastey Mein Roza

Hazrath Abu Sayeed Khudri  Radhiyallahu Anhu riwayat karte hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: “Jo shaks ek din ALLAH TAA’LA ke raaste  mein ROZA rakhe, Allah Taa’la us Ek din ke badle dozakh aur us shaks ke darmiyan sattar saal ka faasla kar denge!” * Hazrath Umar Bin Abbas Radhiyallahu Anhu riwayat karte hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya:  Jisne ek din Allah Taal’LA ke raaste mein roza rakha use jahannam ki aag 100 saal ki musafat ke badkar dur ho jayegi Related Links: Roza (Fasting) Book of Fasting

Nabi Ki Hadees

Nabi Ki Hadees

Hazrath Ibne Abbas (RA) riwayat karte hai ki Hazrath Abubakar Siddique (RA) ne arz kiya : Ya Rasoollallah! Aap par budapa aa gaya? Aap  sallallahu alaihi wasallam  ne irshad farmaya : Muhje… surah : Hud, surah: Waqiah, surah : Mursalat, surah : Amma yatasa alun aur surah :  iza shamsu kuwirat (Al Takweer) ne buda kar diya!   Faida : Buda islye kar diya ki in suraton me Qayamat  aur aakhirat aur mujrimon par Allah Taa’la ke azaab ka bada haulnaak bayaan hai! Related Links: Surah Hud Surah Al-Mursala surah amma yatasa alun Surat Al-Takweer

Allah ka Irshad Hai Ki

Allah ka Irshad Hai Ki

Allah Taa’la Ka irshad hai : Aur kisi momin mard aur momin aurat ke liye is baath ki gunjaesh nahi ki jab Allah Tallah aur unke Rasool sallallahu alaihi wasallam  kisi kaam ka hukm de dien to fir unko apne kaam mein koi akhtiyar baki rahe, yani iski gunjaesh nahi rehti ki wo kaam karien ya na kare, balki amal karna hi zaruri  hai aur jo shaks Allah Tallah aur unke Rasool  sallallahu alaihi wasallam ki nafarmani karega, To wo yakinan khuli hui GUMRAHI mein mubtala hoga. Allah Taa’la Ka irshad hai : Aur hamne har ek Rasool ko isi maksad ke […]

kalima la ilaha illallah

Kalima la ilaha illallah

    Hazrath Abu Bakar Radhiyallahu Anhu : Hazrath Abu Bakar Radhiyallahu Anhu se rewayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: Jo shaks is kalima ko qubul kar le jis ko mai ne  apne chacha Abu Talib par (Unke Intqal ke waqt) pesh kiya  tha aur unho ne use radh kar diya tha, Wo kailma us shaks ke liye najaat (ka zriya) hai. Hazrath Jabir Bin Abdullah Radhiyallahu Anhu : Hazrath Jabir Bin Abdullah Radhiyallahu Anhu farmate hai ki mai ne  Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ko yeh irshad farmate hue suna : “Tamam azkaar mein sab se afzal zikr “La Ila […]

La Ilaha Illallah

Nabi Kareem S.A.W Ki Hadees

Nabi kareem sallallahu alaihi wasallam ki hadees : * Hazrath Abu Hurairah Radhiyallahu Anhu se rewayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: “Imaan ki sattar se ziyada shakhein hai! Unme sab se afzal shakh “La Ilaha Illallah ” ka kehna hai aur adna shakh takleef dene wali cheezon ka raste se hatana hai aur haya imaan ki ek (Eham) Shakh hai”! *  Hazrath AbuHurairah Radhiyallahu Anhu se rewayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshaad farmaya: Apne Imaan ko taza karte raha karo! Arz kiya gaya: Aey Allah ke Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ham apne imaan ko kis […]

Quran Surah

Quran Surah

Ek Tohfa Aap Ke Liye: •✿══════════✿• 1) Surah fatiha ki fazilat: ‘ALLAH’ Ke Azaab Se Bachata Hai.. •✿══════════✿• 2) Surah yaseen ki fazilat : Qayamat Ke Din Pyaas Se.. •✿══════════✿• 3) Surah waqiah ki fazilat : Fikar, Faaqa Se.. •✿══════════✿• 4) Surah mulk ki fazilat: Azaab-E-Qabar Se.. •✿══════════✿• 5) Surah kausar ki fazilat : Dushmanon Ki Dushmani Se.. •✿══════════✿• 6) Sur-E-Kaaferoon: Maut Ke Waqt Kuffr Se.. •✿══════════✿• 7) Surah ikhlas ki fazilat : Munaafiqat Se.. •✿══════════✿• 8) Sur-E-Falak: Haadson Se.. •✿══════════✿• 9) Sur-E-Naas: Waswasson Se Bachata Hai…!!! •✿══════════✿• Yeh Bahut Qeemti Tohfa Hai Dusron Ko Bhi Yeh Tohfa Dijiye.. •✿══════════✿• Kyun Ki ‘ALLAH’ TOHFA Dene […]

Zamzam Well Facts and Benefits

Zamzam Well Facts and Benefits

The Zamzam Well  : It is reported in Sahih Muslim that the Prophet Mohammed sallallahu ‘alayhi wa sallam, said to Abu Dhār, who had stayed near the Ka’bah and its coverings for forty days and nights with no food or drink other than (Zamzam): “How long have you been here?” Abu Dhār said, “I have been here for thirty days and nights.” The Prophet Mohammed sallallahu ‘alayhi wa sallam, said, “Who has been feeding you?” He said, “I have had nothing but Zamzam water, and I have gotten so fat that I have folds of fat on my stomach. I […]

sunnah eating habits

Sunnah Eating Habits

Sunnah of Eating: 1.  Wash both the hands before and after meals. (Sunan Abi Dawud Hadtith3755) 2. To sit on the floor. (Sahih Bukhari Hadith5386) 3. To sit in one of the following three postures; a) In the Tashahhud position (like in Salaat) (Fathul Baari Hadith5399), b) Same as above with the right knee raised, (Ibid; Takhrijul Ihyaa Hadith1304) and c) In the squatting posture (Sahih Muslim Hadith5299). 4. To eat with the fingers (thumb, index and middle fingers). (Sahih Muslim Hadith5265 and Majmauz-zawaaid) 5. To take the name of Allah before eating. (Sahih Bukhari Hadith5376) بِسْمِ اللَّهِ وَعَلَى بَرَكَةِ […]

etiquette of eating in islam

Etiquettes of Eating in Islam

Etiquette of Eating : Umar bin Abu Salamah (May Allah be pleased with him) reported: The Prophet Mohammed SallAllaho Alaihi Wa Salam, said to me, “Mention Allah’s Name (i.e., say Bismillah before starting eating), eat with your right hand, and eat from what is near you.”   ‘Ayesha (May Allah be pleased with her) reported: Messenger of Allah (Mohammed SallAllaho Alaihi Wa Salam) said, “When any of you wants to eat, he should mention the Name of Allah in the begining, (i.e., say Bismillah). If he forgets to do it in the beginning, he should say Bismillah awwalahu wa akhirahu […]

Five things to do before sleeping islam

Five things to do before sleeping

The Prophet Mohammed SallAllaho Alaihi Wa Salam said: “Oh Ali!, do not sleep before you do five things: 1- reading the entire Holy Quran, 2- giving 4000 dirham in charity, 3- visiting the holy Ka’aba, 4- Pay the price for Janna’h and then sleep 5- reconciling the enemies.(Make two people happy with each other when they are upset and then sleep)   Then Hazrath Ali Radi Allaho Anho , May Allah be pleased with him, said: This looks impossible, how will I be able to do it? Then the prophet Sallalaho Alaihi Wa Salam replied:“Do not you know that 1- […]

Fasting Aashoorah

The Story behind Fasting Aashoorah

The Story behind Fasting ‘Aashoorah: Musa عليه السلام and the Pharoah What follows is a summary of the story concerning the events that occurred at the time of Musa عليه السلام; the victory Allah provided to His messenger and the destruction of the Pharoah. It is summarised from a khutba delivered by Shaikh Mohammad bin Salih al-Uthaymeen. “In this month of Muharram was the salvation of Musa عليه السلام and his people from Pharoah and his army. Allah سبحانه و تعالى had sent him with clear evidences and proofs upon his prophethood, yet the Pharoah was arrogant and haughty and […]

Benefits of Surah Mulk

Benefits of Surah Mulk

A person who regularly recites Surah al Mulk at night gets free from grave’s punishment. The person who recites tabarakallazi-biyadihil-Mulk and Alif-lam’meen Tanzeel-us-Sajdah between Maghreeb and Esha.The reward(for reading these Two surahs) will be as though he(the reader) had stood awake (during the night of) Laylatul Qadr. 1.The Prophet Mohammed S.A.W said, ‘There is a Surah in the Qur’an which is only thirty verses. It defended who ever recited it , until it puts him in paradise The Prophet said, ‘Surah al Mulk is the protector from the torment of the grave.   2. Hazrat Jabir Radiyallahu ‘anhu narrates that it was the […]

Surah Mulk ki Fazilat

Surah Mulk ki Fazilat

Tilawat Surah Mulk : * Tabarakalladhi Biyadihil Mulk – padha karo apne ghar valo ko,sare baccho ko, aur padhosiyo ku sikhao, ye surat najaat dene vali hai.Apne rab se padhne valo ke liye jhagdha karegi aur Allah rabbulizzat se mutaalba karegi ke use azabe jahannam se bachaye us ki vajay se padhne vala azab khabar se najaat payega. * Abu Hurairah Radiyallahu ‘anhu  se rivayat hai ke “Mohammed (Sallallahu Alaiyhi Wasalam)  ne farmaya hai, ” Quran majeed ki ek surat 30 ayato wali hai us ne meri ummat ke ek shaks ki sifarish ki aur Allah ne us ki maghfirat faramadi ye […]

Sunnah Nabi Muhammad SAW

Sunnah Nabi Muhammad SAW

Baith kar PAANI Peene k Faide: Duniya ke faide : 1.Gurde (kidney) Kharab nahi hote 2.Ghutne Hamesha active rehte hai 3.Reed ki Haddi Mazbut rehti hai 4.Dil ke valve kabhi band nahi hote 5.Brain Kamzor nahi hota Akherat ke faide : Beth kar paani pina sunnat hai isliye sawab bhi milega. Jo bhai-bahan khade hokar paani/tea/juice pite hain, ab wo beth kar piyege na, Ahad karo, InshaAllah. PANNI PEENE KA SAHI TIME JIS WAQT ALLAH KA HUKUM SE PANNI JISM PAR BEHTAR ASAR KAR SAKTA HAI:- 1glass subah uthnay ka baad androoni aaza ko activate karta hai. 1glass nahanay {after […]

Allah hu akbar

Allah Hu Akbar

Tamaam Tarife us Allah ke liye hai jisne insaan ko apni tamaam makhluqat me subse ziyada izzat wa azmatwali makhluk karar diya. Zameen wa Aasman ki tamaam nemate insan ke fayde ke liye paida farmayi. Yaha ki har chiz Allah ta’ala ne humare liye banai hai. Ye chand, Suraj, Tare chamakte hai insan ke liye. Yaha Allah ta’ala ne Hawa,Pani jaisi azim nemate humare liye paida farmayi hai Aur subse Ahem ki Allah ne insan ko “ilm wa Akal” ata kiya. Behtar surat ke sath paida kiya. Karodo shukra Allah Rabbul izzat ka aur beshak tamam tarife sirf usi ke […]

surah dukhan

Surah Dukhan Benefits

Surah Ad-Dukhan:  No nightmares if kept under pillowWater, Cure for stomach ailments, Forgiveness and houses in Jannah, Easy accounting, Protection from Shaytan, Prosperity in business Protection from authorities. Meaning: The word dukhan, meaning ‘smoke’ The Virtues of Surah Dukhan : 1. Hazrat Abu Hurairah radiyallahu anhu reported Allah’s Messenger Mohammed sallallahu alaihe wasallam as saying, “If anyone recites Ha-mim Al-Dukhan any night, seventy thousand angels will ask forgiveness for him in the evening.” 2. Hazrat Abu Rafi radiyallahu anhu said, “Whoever will recite Surah Dukhan on the eve of Friday, by morning he is forgiven and he will be wed to […]

surah al dukhan

Surah Dukhan ki Fazilat

* jo shaks jume ko surah duqhan padhe uske liye sattar hazar farishte astagfar karte hai aur us ke tamaam guanh maaf kardiye jaate hai aur Allah us ke liye jannat me ghar banaye ge (Parah no. 25 and Surah no.44) * Jo shakhs surah Dukhan ko raat ko parhe esi haalat main subh kare ga ke sattar hazar farishte is ke liye astaghfaar karte honge. Related Source: Surah Ad-Dukhan Reciting Surah Dukhan on fridays

Islami Naye Saal ka Aaghaaz

Islami Naye Saal ka Aaghaaz

Islami Naye Saal ka Aaghaaz..! 1437 Hijri…! Islami saal ka aghaz Shahadat se hota hai aur iska ikhtetam bhi Shahadat se hota hai. Yakum Muharram ko Ameer-ul-Mu’mineen – Khalifa-e-Duwwam Hz Sayyaduna Omer-e-Farooq RA ki shahadat-e-Uzma hai… 18 Zil-Hajj ko Ameer-ul-Mu’mineen – Khalifa-e-Suwwam Hz Sayyaduna Usman-e-Ghani RA ki Shahadat-e-Uzma hai… _________________ Islam aur Eeman ko baqi rakhne ke liye hamare badaun ne Apni Jaan ki Qurbani di, apna ghar dar qurban kardiya… Hum kam se kam apne nafs ko to qurban karsakte hain..! __________________ Is daur ka ek bohot bada aur bad-tareen gunah jo bohot sare log karrahe hain wo hai […]

kaba shareef

Kaba Shareef Ke 4 Kono Ke Naam

Kaba Shareef Ke 4 Kono Ke Naam : 1-Rukn-e-Yamani 2-Rukn-e-Iraaqi 3-Rukn-e-Shaami 4-Rukn-e-Aswad Maherbani Karke Ise Logo ko Bataye DUA FOR KUL UMMATE MUSLIMA ‘Khana-E-Kaaba’ Mein: == 4,000 Loud Speaker == 3640 Fans == 21,000 Bulbs == 450 Electric Clocks Hai == Jo Mukhtalif Zuban Mein Time Batati Hai Har Clock Computer Se Attach Hai.. == 9 Bade Minaar Hai.. == Jin Ki Lambai 90 Meter Hai == Un Par 14 Search Lights Lagaai Gaye Hai == Har Search Light Mein 20 Bulbs Hai == Har Bulb Ki Power 13500V Ke Hai Related Link: Kaaba – Wikipedia

Hazrat ali ra quotes

Hazrat Ali R.A Se Kisi Ne Poocha

Hazrat Ali Radiallahu Ta’ala Anhu Se Kisi Ne Poocha ” ILM Kya Hai ? ” Too Aap R.A Ne Farmaya…. “Agar Koi Tum Pe Zulm Kare Tou Usey Mua’af Kar Do, Agar Ta’aluq Torey Tou Jod Lo, Agar Koi Tumhai’n Mehroom Karey Tou Usey Nawaz Do, Agar Kisi Se Intiqam Lena Ho To Dar-guzar Kardo, Ghussey Main Aisi Baat Na Karo K Baad Main Nadamat Ho ” Ye “ILM” Hai …  

Aqwal Hazrat Ali R.A

Aqwal Hazrat Ali R.A

* Agar Raasta Khubsurat Hai To Pata Karo ke Kis Manzil Ko Jata Hai, Lekin Agar Manzil Khubsurat Hai To Raste Ki Parwah Mat Karo. * Zindagi Ki Har Mod Par Sulah Karna Sikho Kyu Ke Jhukta Wohi Hai Jis Mein Jaan Hoti Hai Aur Akadna To Murde Ki Pehchaan Hoti Hai. * Jis Shaks Me Wafadari Na Ho Uske Saath Dosti Karne Ka Matlab Khud Ko Zaleel Karna Hai. Zindagi ko is Tarah jiyo jaise hamesha zinda rehna hai. Aur Aakhirat ki fikr aise karo jaise Agle hi Pal Marr Jana hai. * Zindagi Ko Zaruriyat Ki Taraf Le […]

khulafa rashideen

Khulafa E Rashideen

4 Khaleefa ke 4 Aqwal : * “Aise Shakhs ko Dost rakho jo Naiki kar ke Bhool jaye”. (Hazrat Abu Bakar Radiallahu Ta’ala Anhu) * “Maut ko hamesha Yaad rakho, magar Maut ki Arzoo kabhi na karo.”(Hazrat Umar Farooq Radiallahu Ta’ala Anhu) *”Insaan Zuban ke parde me Chupa ha” (Hazrat Usman e Gani Radiallahu Ta’ala Anhu) *”Hamesha Sach bolo ta ke Tumhe Qasam kane ki zarurat na pare” (Maula e Kainaat Maula Ali Radiallahu Ta’ala Anhu)   Related Link: Aqwal-e-Zarein Hazrata Ayesha (RA)

benefits of reciting astaghfirullah

Benefits of Reciting Astaghfirullah

Astaghfirullah (Istighfar) أستغفر الله “I seek forgiveness from Allah”  is the gateway of relief and happiness. Reciting Astaghfiruallah is an effective method of calming our self and wipes away the variety of worldly worries from our mind and body. Whenever you are in distress start reciting it and In sha Allah it will take you out of your anxiety and will put you in a peaceful situation and will give you happiness. Prophet Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) (peace be upon him) recited this at least 100 times a day. The Power of Istighfar : *  Removes anxiety and duas are […]

Great Sayings Of Allama Iqbal

Great Sayings Of Allama Iqbal

Mannat Kyun Maangte Ho Auron Ke Darbar Se,,, Aisa Kaunsa Kaam Hai Jo Hota Nahi Tere Parwardigar Se! “Guzar Gayi Namaz-E-Fajr Aur Tu Sota Raha… Qeemti Waqt Ko Khawaboun Me Khota Raha….. Subha Namodaar Hui Par Tu Bedaar Na Hua… Umar Bhar So Ker Bhi Tu Bezaar Na Hua….. Aayi Zohar Toh Tujhe Kaam Ne Uljha Diya…. Be Namaazi Bana Kar Kitna Tujhe Phansa Diya……. Milega Rizq Tujhe Namaz Ke Baad Bhi….. Palega Tera Ghar Namaz Ke Baad Bhi…… Dekh Aagayi Namaz-E-Asar Tawaani lekar…… Quwwat Hai is Me Tu isse Adaa Kar…. Tandrust Hai Aaj Tu Yeh Shukr Ada Kar…… […]

Pyare nabi ki pyari baatein

Pyare Nabi ki Pyari Baatein

* Mazloom ki baddua se bacho. Wah Allah se apna haq magega. Allah paak kisi haq wale ka haq maaf nahi karega (BAYEHKI SHARIF) * Jo aadmi koi aisi cheez (kisi ki koi ayesi burai) dekhe jisse chupana chahiye (usse zaheer karke jalil hone-karne se bachaye) uska ayeb chupa liya to goya usne zinda gadi hui bachchi ko kabar se nikal kar dubara jinda kardiya. (TIRMIZI SHARIF) * Hafte mai do baar peer aur jumeraat ko bande ke amal darbare Elahi mai pesh kiye jate hai. Allah paak apne fazal se logo ko bakhsh deta hai lekin bhai se dushmani […]

Jumma ke din ki fazilat

Hadeeso me Jumme ki badi Fazilat bayan ki gayi hai.. * JUMA ko ASR ki namaz ke baad jo shaks ye DUROOD 80 padhega ” ALLAHUMMA SALLI ALAA MUHAMMADIN NABIYIL UMMIYEE WA ALAA AALIHI WASALLIM TASLEEMA ” to uske 80 saal ke Gunah maaf honge aur 80 saal ki Ibadat uske aamaal-naame me likhi jaegi. * Jisne Jumme ki Namaz (2 Rakat jumma) se Pehle ,, 4 Sunnat Namaz or Jumma k baad ,, 4 Sunnat ,, 2 Sunnat ,, 2 Nafil padi … Allah uss par Jahannam ki Aag Haram kar dega .. !! * Juma ko Kasrat se […]

Benefits of zakat

Importance and Benefits of zakat

Zakat is one the forth pillar and obligations of islam. It is to be payed by every sahib-e nisab among the muslims.The individuals who have wealth beyond their needs and it are saved till the end of the Islamic fiscal year the 2.5 % share of it must be deducted as zakat.Zakat can’t be paid on cash earned from haram sources.There are several benefits associated with zakat which the modern economic and monetary systems claim to produce but fail to do so in real. Allah says: “And let not those who hold back miserly from giving that which Allah has […]

Ayatul kursi benefits

Ayatul Kursi Benefits

اللَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ لاَ تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلاَ نَوْمٌ لَهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الأَرْضِ مَنْ ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِنْدَهُ إِلاَّ بِإِذْنِهِ يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ وَلاَ يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِنْ عِلْمِهِ إِلاَّ بِمَا شَاءَ وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاو ;َاتِ وَالأَرْضَ وَلاَ يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ Allahu laaa ilaaha illaa huwal haiyul qai-yoom; laa taakhuzuhoo sinatunw wa laa nawm; lahoo maa fissamaawaati wa maa fil ard; man zallazee yashfa’u indahooo illaa be iznih; ya’lamu maa baina aideehim wa maa khalfahum; wa laa yuheetoona beshai ‘immin ‘ilmihee illa be maa shaaaa; wasi’a kursiyyuhus samaa waati wal […]

Importance of Tahajjud Prayer

Importance of Tahajjud Prayer

When the Prophet Mohammed S.A.W got up at night to offer the Tahajjud Namaaz (prayer), he used to say: Allahumma lakal-hamd. Anta qaiyimus-samawati wal-ard wa man fihinna. Walakal-hamd, Laka mulkus-samawati wal-ard wa man fihinna. Walakal-hamd, anta nurus-samawati wal-ard. Walakalhamd, anta-l-haq wa wa’duka-l-haq, wa liqa’uka Haq, wa qualuka Haq, wal-jannatu Han wan-naru Haq wannabiyuna Haq. Wa Muhammadun, sallal-lahu’alaihi wasallam, Haq, was-sa’atu Haq. Allahumma aslamtu Laka wabika amantu, wa ‘Alaika tawakkaltu, wa ilaika anabtu wa bika khasamtu, wa ilaika hakamtu faghfir li ma qaddamtu wama akh-khartu wama as-rartu wama’a lantu, anta-l-muqaddim wa anta-l-mu akh-khir, la ilaha illa anta (or la ilaha ghairuka). […]

Tahajjud ki Fazilat

Tahajjud ki Fazilat

Hazrath Abu Hurairah Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya “Hamara Rab har Raat Aasman-e-Duniya ki taraf Nuzul farmata hai us waqt jab Raat ka aakhri tihayee hissa baqi rah jata hai aur farmata hai, Kaun hai jo Mujhse Dua karta hai ki main uski Dua Qubul karu? Kaun hai jo Mujhse Mangta hai ki main usey du? Kaun hai jo Mujhse Bakhshish talab karta hai ki main uski Bakshish karu? Jo Tahajjud ki namaz padh kar dua maangta hai, besak uski dua qabool hoti hai. 1. Tahajjud ki namaz jahannum ki aag ko […]

Husain MujhSe Hai aur Mai Husain Se Hu

Husain MujhSe Hai aur Mai Husain Se Hu

Huzoor sallallahu alaih wasallam Ne Farmaya “HUSSAINO MINNI Wa-ANA MINAL-HUSSAIN” Translation: “Hussain MUJHSE Hai Aur MAIN Hussain se Hu” Hadith: Jisne Hasan aur Hussain se muhabbat rakhi usney mujhse Muhabbbat rakhi Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne Hazrat Hasan Radi Allahu Anhu se farmaya Eh ALLAH mein Insey Muhabbat karta hu Aap bhi unsey Muhabbat kijiye aur jo unsey Muhabbbat karey unsey bhi Muhabbat kijiye. Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 142 (Sahih) Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisney Hasan aur Hussain (Radi Allahu ANhuma) […]

Durood shareef

Durood Shareef

اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ، وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ. اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ، وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ ALLAHUMMA SALLI ALA MUHAMMADIW WA ALA AALI MUHAMMADIN KAMAA SALLAITA ALA IBRAHIMA WA ALA AALI IBRAHIMA INNAKA HAMIDUM MAJID. ALLAHUMMA BAARIK ALA MUHAMMADIW WA ALA AALI MUHAMMADIN KAMAA BAARAKTA ALA IBRAHIMA WA ALA AALI IBRAHIMA INNAKA HAMIDUM MAJID. “O Allah, let Your Blessings come upon Muhammad S.A.W and the family of Muhammad S.A.W, as you have blessed Ibrahim and his family. Truly, You are Praiseworthy and […]

10 muharram ka roza

10 Muharram Ka Roza

Ashura (10 muharram) ka roza Hamare Rasool Mohammed Sallallahu Alaihi wa Sallam ki Sunnat hai. Aur Hamare Nabi Karim Sallallahu Alaihi wa Sallam ne apne ummatiyon ko 9 aur 10 ka roza rakhne kaha hai. Lehaja hame 9 aur 10 Muharram ya 10 aur 11 Muharram ka roza rakhna chahiye aur Humare Pyare Nabi Sallallahu Alaihi wa Sallam ki Sunnat par amal karna chahiye. Sab Rozo Mein Afzal Ramadan ka roza, aur uskey Baad Muharram Ka Roza hai. Abu Hurairah (Razi Allahu Ta’ala Anhu) Say Riwayat Hai Ke, Rasool Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Sab Rozo Main Afzal Ramadan ka […]

Pyare Nabi Ki Baatein

Pyare Nabi Ki Baatein

1. Resham ke kapde na pehno aur sone chandi ke bartano mai na khao. 2.  Pet ke bal jhuk kar, ek hath ke chhullu se aur kutte ki tarah pani me muh dalkar pani na piyo. 3.  Ek sath mil baith kar khaya karo ki isme barkat hai. 4.  Pet bhar kar na khao. Ek tihayi hissa khane se bharo, ek tihayi hissa pani se bharo aur ek tihayi hissa sans lene ke liye khali rakhkho. 5. Ek sans miem pani na piyo balki 2-3 sans me piyo. Pine se pehle BISHMILLAH padho aur pine ke baad All-HAMDULILLAH kaha karo.   6. Ba […]

Quran aur hadees ki baatein

Quran aur Hadees Ki Baatein

1. Quran Kya tumhe nahi pata ke aasmano aur zameen ki badshahi Allah ki hi hai aur Allah ke siwa tumhara koi bhi himayati aur madad karne wala nahi hai. (para-2, sureh-Al-bakra, ayet no. 106) 2. Quran Jo log iman laye, aur hizrat ki aur Allah ki rah me apne maal aur apni jano se jihad kiya Allah ke liye (unke liye) bada darza hai. Aur wahi hai jo murad (Qamiyabi hasil) wale hain. (Para-10, sureh-at-tawba, ayet no-20) 3. Quran Jo koi akhirat ki kheti chahata hoga, ham usse uski kheti mai badhotri (Barkat) karege. Aur jo koi duniya ki […]

Zaitoon ke fayde

Zaitoon Ke Fayde

Zaitoon ki khususiyaat : Allah ke zaitoon ke darakht ko mubarak yani barkat wala kaha hai. Hazrat Mohammed S.A.W ne zaitoon ko beshtar beemarion ka ilaj diya hai. App S.A.W ne zaitoon ki tareef farmai. Hazrat Abu Hurera (R.A) se riwayat hai ke app S.A.W ne farmaya ” Zaitoon ka tel khao or ise lagao kiyun ke yeh pak saaf or mubarak hai. Zaitoon ki fazilat Quran aur Hadees mai hai. Hazrat Ibrahim alaihissalam ne is darakht keliye barakat ki dua ki hai. * Jo koi khwab ma dekhe keh zaitoon ka patte hath ma liye huye hai tou shariat […]

Namaz Ke Faide

Namaz Ke Faide

Ek jagah farmaya gaya hai ke namaz mein shifa (cure/ilaaj) hai. Aaj Medical Research Kehti Hai Ke Dil Pure Jisam Ko Khoon Supply Karta Hai Lekin Dimaag Dil Se Upar Hone Ki Wajah Se Khoon Puri Speed Se Dimaag Tak Nahi Puhnchta or Ye Kami Dimaag Ki kamzoori or Depression Ki Wajah Bannti He. Insaan Din Mein Ek Martaba Bhi Aisi Position Mein Aaye Ke Uska Dimaag Uske Dil Se Niche Ho, Jis Tarah Muslmaan SAJDA Karte time Khoon Sahi Tarah Se Dimaag Tak Pohunch Jata He, Jis Ki Wajah Se Khoon Dimaag Ko Taro Taaza Rakhta He, Subhanallah. Tum Apne Rab Ki Kon-Kon Si Nemato […]

Benefits of reading quran

Benefits of Reading Quran

“The Prophet (saws) said: “The best among you are those who learn the Quran and teach it” Sahih Al-Bukhari. Mohammed Rasulullah (صل الله عليه وسلم) said: ‘When a man dies and his relatives are busy in funeral, there stands an extremely handsome man by his head. When the dead body is shrouded, that man gets in between the shroud and the chest of the deceased. When after the burial, the people return home, 2 angels, Munkar and Nakeer(names of two special Angels), come in the grave and try to separate this handsome man so that they may be able to […]

Quran pak ki tilawat

Quran Padhne Ki Fazilat

  Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne farmaya ke JIS SHAKS KE DILME QURAN KA KOI HISSA MAHFUZ NA HO (matlab usko agar yaad na ho) to Vo VIRAAN GHAR KI TARAH HAI. Quran Pak ki tilawat * Quran padhne Wale Ko Na Qabar Me Mitti Khayegi Na Kide * Quran Jannat Ka Raasta Hai * Quran Ki BarkAt Se Maal (property) Badhta Hai *  Quran gareebi Ko Door Karta Hai *  QURAN padhne Wala Qayamat Ke Din hazrat Muhammad (salllahu alyhiwasallam) Ke Sab Se Ziyada Qareeb Ho Ga * Quran padhne Wala maut Se Pehle jannat Me Apna Ghar Dekh Lega * Quran […]

Todays Date
1st Ramadan