Tuesday-19-03-24


Jo shakhs ALLAH TAALA ke zyada qareeb hoga

Jo shakhs ALLAH TAALA ke zyada qareeb hoga

ALLAH TAALA ka irshaad hai: Tum Mujhe Yaad kiya karo Main tumhe yaad rakhonga aur Mera Shukar adaa kiya karo, aur Meri Na shukhri Na kiya karo!(Surah Al Baqarah:152) Jiski Umeed ALLAH TAALA se ho wo kabhi nakaam nahi hota, Nakaam wo hota hai jiski Umeden duniya se lagi ho. Jo shakhs ALLAH TAALA ke zyada qareeb hoga use utna hi duniya me Musibaten zyada pesh aayengi.(Hazrath Imaam Ghazali rahmatullah alaih) Duniya ko dil se nikaal do phir wo tumhe nuqsaan nahi puhanchayegi. (Hazrath Ghouse Azam raziallahu taala anhu) Khushbakht hai wo shakhs jise jab koi nemat ataa hoti hai […]

Working As Airhostess In Islam

Working As Airhostess In Islam

Working as airhostess Nowadays, the willingness of women to work as an air-hostess is increasing. Does the Shariah allow this? While working as an airhostess, a woman has to serve food and drinks to the passengers. For the following reasons, working as an airhostess is not permissible for Muslim women: 1. Mostly, for airhostesses, the clothes are indecent.  2. Talking/interacting/mixing with men is unavoidable. 3. The whole job is itself in a journey, although the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) has prohibited from traveling with a non-Mahram, as given in the Hadith in Sahih Bukhari: Translation: It has been […]

Hazrath Abu Mosa Ashaari r.a farmate hain

Hazrath Abu Mosa Ashaari r.a farmate hain

Hazrath Abu Mosa Ashaari raziallahu taala anhu farmate hain: Jis kisi ko ALLAH TAALA se koi hajat ho wo farz Namaz ke baad us se maange wo ataa farmayega (Kanzul ummal,vol:2,pg:109) Ummul Mominen Hazrath Ayesha Siddiqa raziallahu taala anha farmati hain: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Andhere me bhi is tarah Dekhte jis tarah Roushni aur ujale me dekhte hain. (Baihaqi,hadith no:2326) 3 chezou par amal karo zindagi behtaren hogi. 1) Quraan 2) Sunnat 3) Nasihat NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Neki Insaan ki umar ko zyada karti hai. (Mustadrak,hadith no:5610) Nafs ki Dusrustagi Sakhti aur […]

Seeing Prophet صلى الله عليه و سلم in Dream

Seeing Prophet صلى الله عليه و سلم in Dream

Seeing Prophet صلى الله عليه و سلم : Narrated Anas رضي الله عنه the Prophet صلى الله عليه و سلم said, “Whoever has seen me in a dream, then no doubt, he has seen me, for Satan cannot imitate my shape. [Sahih al-Bukhari] Q) There is an issue here, what if a person sees Prophet صلى الله عليه و سلم and he feels that it is him but his description in the dream if different than the one we know of from ahadith. So is the person in the dream Prophet صلى الله عليه و سلم? A) Az-Zuhri رحمه الله […]

Dreams in islam

About Dreams in islam

There are 3 types of dreams : Imam at-Tirmidhi رحمه الله narrates from Muhammad Ibn Sirin رحمه الله who narrates from Abu Hurairah رضي الله تعالى عنه that Prophet صلى الله عليه وسلم said, “There are three types of dreams: 1) True Dreams 2) A dream in which a person is speaking to himself (i.e. whatever you were thinking about in the day time, you see at night) 3) A dream from shaytaan in which he wants to make you sad ” In one hadith it is said that one should stand up and pray and in another the he should […]

Momin wo hai jo neik amaal karta hai

Momin wo hai jo neik amaal karta hai

Insaan ke 3 dushman hain: 1) Duniya 2) Shaitaan 3) Nafs Duniya se Taqwe ke zarye bacho, Shaitan se uski mukhalifat karke, Nafs se khaheshat ko chodh kar. (Hazrath Yahiya bin Muaaz rahmatullahi taala alaih) NABI E RAHMAT HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Madine Munawwara ki sakhtiyou aur Musibatou par sabar karega Qayamat ke din Main uska gawah honga ya uski Shafa’at karunga. (Sahih Muslim,Hadith no:1004) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo shakhs Mujh se (duniya me) Mohabbat rakhega wo Jannat me mere saath hoga. (Al Shifa,vol:2,pg:17) Momin wo hai jo neik […]

islam and life

Pas ALLAH TAALA Sabar karne Walou Ke Saath Hai

Saadatmandi hasil karne ka Asaan tariqa ye hai ke waliden ke saath Husne sulook kare aur unhe hamesha raazi rakhne ki kosish kare… ALLAH TAALA ka irshaad hai:(Mahboob sallallahu alaihi wasallam)! Hum ne Aapka Zikar Aapke liye Baland kardiya. (Al Inshirah:4) Sabar karne wale dono jahan ki Izzat ke saath kamiyaab hue, kyun ke Unho ne ALLAH TAALA ki khushnoudi hasil ki, Pas ALLAH TAALA Sabar karne walou ke saath hai. (Hazrath Abu Ali Rahmatullah alaih) Hazrath Abdullah bin zaid raziallahu taala anhu ne arz kiya: Ya RASOOLALLAH !Sallallahu alaihi wasallam Aap Mujhe Jaan, maal, Aoulaad, aur Ghar walou se […]

Nabi e kareem ﷺ

NABI E KAREEM ﷺ ne irshaad farmaya

Koi bimari mutadi nahi hoti , badshugni jayez nahi ,ullo aur safar ke mahine me koi nahusat nahi! (Sahih Bukhari,Hadiith No:5380) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath SYEDA FATIMA raziallahu taala anha se irshaad farmaya : Beshak ALLAH TAALA tumhari Naraazgi par Naraaz hota hai aur Tumhari Raza par Razi hota hai. (Al Moujamul kabeer ,hadith no:1001) Jab tum kisi ki achayi ka badla na de sako to apni zuban ke saath shukar guzari me kasrat karo (Hazrath Imaam Qushairi rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Sahaba ekraam se irshaad farmaya: Beshak Main wo sab […]

importance of charity in islam

Benefits and Forms of charity in islam

Importance of Charity in Islam : ‘Charity does not decrease wealth’ (Muslim) Our Prophet Muhammadﷺ promised us that when we give charity or sadaqa our wealth does not decrease, it can actually increase by up to 10 times more. Allah finds a way to provide in amazing ways smile emoticon and if we truly understood this Hadith many more of us would give a lot more. So today support HOTD and help spread knowledge to over 11 million Muslims globally. Imagine the reward for spreading knowledge to millions of people. May Allah reward your generosity. When you are charitable to […]

SubhanAllah (سبحان الله )

SubhanAllah (سبحان الله ) !!!

Syeduna Jaber bin Abdullah Ansari Raziallahu anhu ne farmaya: main ne Hazrath RASOOLULLAH Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e babarkat me arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Mere Maa baap Aap par Qurban ! Mujhe batlaye ke ALLAH TAALA ne tamaam cheezaou se pehle kis cheez ko paida farmaya? Aap ne irshaad farmaya: Aye Jaber ! Beshak ALLAH TAALA ne tamaam kayenaat se pehle tumhare NABI Ke Noor ko Apne Noor se paida farmaya, phir wo Noor Qudrat e Ilahi se jaha chahta tha sair karta raha, us waqt looh thi na qalam, Jannat na Dozaq, Aasmaan na Zameen […]

Buying Stolen Goods According to Islam

Buying Stolen Goods According to Islam

Buying stolen goods – Does the Shariah permit this? Question:If something is being sold and in all probabilities that article is a stolen decent, then is it right to purchase that article according to the Shariah? If we have already bought it, then what does the Shariah say about it? Answer: If it is highly probable that the article which we want to buy is a stolen good or else gained by force, then purchasing it is not right according to the Shariah. The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam)has given a stern warning about it: Translation: Hadhrat Abu Hurairah […]

Is saying Hello wrong?

Is saying Hello wrong?

Saying Hello in Islam : Question: What do the scholars say about the Fatwa that some scholars have issued that saying Hello should be outlawed, as it is something like saying “go to hell”? Answer : A single word can have different meanings. If “hello” means “go to hell” as you have said in your question, it is also used to welcome others. Thus, if anyone says “hello” to welcome others, it is permissible. There is no harm in it. One should not use this word in the wrong sense. It is necessary to refrain from doing so. And Allah […]

Hazrat Muhammad (Swallallahu Alaihi Wasallam)

Hazrat Muhammad (Sallallahu alaihi wasallam)

Jaise mere sarkar hai Aysa nahi koi Hazrat Muhammad (Sallallahu alaihi wasallam) k “KUCH Mojizaat”….Bohot saare baki hai Aap Hazrat Muhammad (Sallallahu alaihi wasallam)) ka saya nahi tha! Aap (Swallallahu Alaihi Wasallam) ke Badan Mubarak per kabhi Makkhi nahi baithi! Aap (Sallallahu alaihi wasallam) ko kabhi jamai nahi Aayee! Aap (Sallallahu alaihi wasallam) jaise Agay daikhte the wesy hi Pichey dekhte the! Aap (Sallallahu alaihi wasallam) jis janwar pe Sawar huwe wo kabhi bidka nahi (be qaboo na huwa!) Aap (Sallallahu alaihi wasallam) PASENEY MUBARAK Me Musk o Ambar ki Khushbo aati thi! Aap (Sallallahu alaihi wasallam) Jis Pani Me Apna Loaab-E-Dahan Dal dete wo […]

Hazrath Imaam Hasan bin Ali raziallahu taala anhuma

Hazrath Imaam Hasan bin Ali raziallahu taala anhuma

Hazrath Imaam Hasan bin Ali raziallahu taala anhuma farmate hain: HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ka Chehra e Anwar Choudwi ke chand ki tarah chamakta tha. (Shamail e TIrmizi,pg:2) 3 chezou me Mithas talash karo.1) Namaz 2) Zikar 3) Tilawat e Quraan (Hazrath Imaam e Hassan raziallahu taala anhu) KHAJOOR KE TANE KI HUZOOR SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM SE MOHABBAT: ———————————————————————————– NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ek sutoon se tek laga kar khutba irshaad farmate the, Phir jab Aap Sallallahu alaihi wasallam ke liye member tameer kiya gaya to Aap Sallallahu alaihi wasallam member ki taraf tashreef legaye to […]

Hazrath Umar e Farooq R.A

Hazrath Umar e Farooq R.A

Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu farmate hain: Ek martaba NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ek maqaam par tasreef farma hue aur Aap ne Hame Tamaam maqlooq ki paidaish se lekar jannati ke jannat me dakhil hone, aur dozaqi ke dozaq me puhanchne tak ki khabar farmayi, Jis shakhs ne usko (yane HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke farman ko) yaad rakha usne yaad rakha aur jo bhool gaya so wo bhool gaya. (Sahih Bukhari,vol:1,pg:453) Hazrath Yahiya bin muaaz rahmatullah alaih farmate hain: Mohabbat agar raae ke daane ke barabar bhi ho to Mujhe wo aisi 70 saala ibadat […]

Important Hadith

Important Hadith

Aye Insaan Agar tumhe yeh maloom hojaye ke sajde ki halat me tum par kitni rehmaten nazil hoti hai to tum kabhi sajde se sar uthaoge hi nahi. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo Shakhs Sacchi talab ke saath ALLAH TAALA se shahadat ki mout maangta hai to ALLAH TAALA usko Shahadat ke darje tak use puhancha deta hai, Agarche wo Bistar par hi inteqaal kiya ho. (Mustadrak,Hadith no:2412) Insaan jab acha sonchta hai to ALLAH TAALA khud hi raaste banadeta hai, aur Mushkilen Aasan farmadeta hai.. ALLAH TAALA ka irshaad […]

Importance of Friday prayer

Importance of Friday Prayer

Abu Huraira reported that the messenger of Allah (Prophet Muhammadﷺ ) said: Five prayers and one Friday prayer to (the next) Friday prayer are expiatious (for the sins committed in the intervals) between them. Muslim(Book#002, Hadith#0449) Narrated `Abdullah bin `Umar: Allah’s Messenger Prophet Muhammadﷺ said, “Anyone of you attending the Friday (prayers) should take a bath.” Narrated Abu Huraira: Allah’s Messenger Prophet Muhammadﷺ  said, “Any person who takes a bath on Friday like the bath of Janaba and then goes for the prayer (in the first hour i.e. early), it is as if he had sacrificed a camel (in Allah’s cause); […]

Hadith of the Day

Hadith of the Day

The hadith : Make Things Easy, Do Not Create Hatred The Prophet Muhammad (peace be upon him) said: “Make things easy and convenient and don’t make them harsh and difficult. Give cheer and glad tidings and do not create hatred.” Transmitted by Imam Bukhari. Yaa Allah! Make the beginning of this day good, the middle prosperous, and the end successful. We ask You to grant us the good of this world and of the Hereafter, O Most Merciful of all Who show us mercy! Yaa Allah! We seek refuge in You from a decline in Your favour, from a change in […]

The Prophet Muhammad ﷺ said

The Prophet Muhammad ﷺ said

Narrated Abu Sa`id Al-Khudri and Abu Huraira: The Prophet (peace be upon him) said, “No fatigue, nor disease, nor sorrow, nor sadness, nor hurt, nor distress befalls a Muslim, even if it were the prick he receives from a thorn, but that Allah expiates some of his sins for that.” (Sahih al-Bukhari, Vol. 7, Book 75, Hadith 2) Narrated Aisha: I said, “O Allah’s Messenger (peace be upon him)! I have two neighbors and would like to know to which of them I should give presents.” He replied, “To the one whose door is nearer to you.” (Sahih al-Bukhari, Vol. […]

Banana is One of the Fruits of Paradise

Banana is One of the Fruits of Paradise

The banana is one of the fruits of paradise which Allah, the Exalted, has promised to his believing slaves. Allah says: “And those on the right hand – how (fortunate) will be those on the right hand? (they will be) among thornless lote trees, And among Talh (banana trees) with fruits piles one another, And in shade long extended.” (Surah Al0waqiah,56:27-30) Banana Peel Benefits : Amazing Uses Of Banana Peels Teeth Whitening :To get naturally whiter teeth, you rub the banana peel on the teeth every day for about a week to be effective. Removing warts:Banana peels help to remove warts […]

Aap Sallallahu Alaihi Wasallam

Aap Sallallahu Alaihi Wasallam

Jaise mere sarkar hai Aysa nahi koi Hazrat Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke “KUCH Mojizaat”….Bohot saare baki hai Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka saya nahi tha! Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke Badan Mubarak per kabhi Makkhi nahi baithi! Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko kabhi jamai nahi Aayee! Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) jaise Agay daikhte the wesy hi Pichey dekhte the! Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) jis janwar pe Sawar huwe wo kabhi bidka nahi (be qaboo na huwa!) Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) PASENEY MUBARAK Me Musk o Ambar ki Khushbo aati thi! Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Jis Pani Me Apna Loaab-E-Dahan Dal […]

Beard in Islam Hadith

Beard in Islam Hadith

Growing a beard is an extremely emphasized and encouraged way (Sunnah) of the Prophet Muhammad ﷺ , and held by the Muslim scholars to be necessary (WAJIB) for a man. The Prophet Muhammad ﷺ  repeatedly instructed the growing of a beard in many narrations, and his own habitual and continuous practice was that of growing a full beard. Thus, the obligation of keeping a beard is clear from the statements of the Messenger of Allah (ﷺ), the statements of the great Imams and the constant practice of the early Muslims (salaf). Ibn Umar Raziallahu taala anhu said, The Prophet Muhammad ﷺ  said, […]

quraan quotes

Beautiful Quraan Quote

Indeed the home in which the Quraan is Recited shines to people of the Heavens Just as the Stars Shine to people of the Earth. (Sahihen,hadith no:3112) Abu Hurairah (ra) narrated, “The Messenger of Allah ﷺ said, ‘The strong person is not he who has physical strength but the person is strong if he can control his anger.” (al-Bukhari and Muslim) “And speak nicely to people.” (Qur’an, 2:83) The Messenger of Allah ﷺ also said, “A good word is also a charitable deed.” (Muslim) Al-Hasan (ra) said, “He that did not safeguard his tongue did not understand his religion.”

NIGHT TIPS

NIGHT TIPS

Wuzu Karna Bister Jhadna ߔꄡhini Karwat Sona Tahajud & Fajr Ki Niyat Karna ߔ걠Glass Pani Peena pehla Kalma Ayat Ul Kursi Durood Paak Sura Fatiha Sura Iqlaas Sura Falaq Sura Naas ߔ거 Astaghfar Sabko Maaf Kar Ke Sona Sone Ki Dua Padhna ⭕ ” ALLAH HUMMA BISMIKA AMOOTO WA AHYA.” ⭕ ( Har Raat Hum Ek Dusre Ko GOOD NIGHT Ke Msgs Karte Hain, Aaj Yeh Forward Karain, Agar Kisi Ek Ne Bhi Amal Karliya Toh Aap Bhi Sawab Paoge.

SubhanAllah, walHamdulilah, wa La illaha ilAllahu, waAllahu Akbar

SubhanAllah WalHamdulilah Wa La illaha ilAllahu WaAllahu Akbar

Abd Allah ibn Mas’ud reported that the Prophet Muhammad ﷺ said: “During the Night Journey I met Ibrahim (alayhis salam) who said to me: ‘O Muhammad, convey my greetings to your Community, and tell them that the Paradise is of pure land, its water is sweet, and its expanse is vast, spacious and even. And its seedlings are SubhanAllah, walhamdulilah, wa la ilaha ilAllah, waAllahu Akbar.’” سُبْحَانَ اللّهِ ، والْحَمْدُللّهِ ، وَ لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ ، وَ اللّهُ اَكْبَرُ – SubhanAllah, walHamdulilah, wa La illaha ilAllahu, waAllahu Akbar (Glory be to Allah, All Praise is for Allah, There is No […]

Takbir|Tahlil|Tasbih

Takbir|Tahlil|Tasbih

Abu Sa`id Raziallahu taala anhu reported that the Prophet Muhammad ﷺ  said, “Perform the enduring good deeds (al-baaqiyaat al-SaliHaat) more frequently.” They asked, “What are these enduring good deeds?” The Prophet Muhammad ﷺ replied: Takbir : Allahu Akbar, Tahlil : la ilaha illallah, Tasbih : Subhan’Allah, alhamdulillah, and la hawla wa la quwwata illa billah. سُبْحَانَ اللّهِ ، والْحَمْدُللّهِ ، وَ لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ ، وَ اللّهُ اَكْبَرُ ، وَ لا حَوْلَ وَ لا قُوَّةَ اِلَّا بِاللّهِ – SubhanAllah, walHamdulilah, wa La illaha ilAllahu, waAllahu Akbar, wa la Hawla wa la quwwata illa billah (Glory be to Allah, All Praise is […]

The Best Dhikr in islam

The Best Dhikr in islam

Zikr in Islam : Abu Dharr reported : The Prophet Muhammedﷺ said, “Shall I tell you the words that Allah loves the most?” I said: “Yes, tell me, O Messenger of Allah.” He said: “The words dearest to Allah are: subhanAllahi wa bihamdihi. سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ SubhanAllahi wa biHamdihi (Glory be to Allah and Praise Him). The person who recites this dhikr at morning and evening time, one hundred times, none shall come on the Day of Resurrection with anything better except someone who has said the same or more. Whoever says (SubhanAllahi wa biHamdihi) a hundred times during […]

About Fortune Teller in Islam

About Fortune Teller in Islam

The Prophet Mohammed ﷺ said that, if anyone visited a fortune-teller and asked him about a matter of the unseen – about which, in reality, none possesses knowledge except Allah – and believed in what fortune teller said, Allah will not accept his prayers, nor reward them for forty days – and this is a punishment for the major sin which he has committed. Some people asked to Prophet Mohammed ﷺ about the fore tellers. He said. -They are nothing. ” They said, O Allah’s Apostle (Sal-allahu-alleihi-wasallam)! Sometimes they tell us of a thing which turns out to be true.” Prophet Mohammed ﷺ said, “A Jinn […]

Avoid The Seven Great Destructive Sins

Avoid The Seven Great Destructive Sins

The Prophet Mohammed ﷺ  said, “Avoid the seven great destructive sins.” The people inquire, “O Allah’s Apostle! What are they? ” He said: 1) To join others in worship along with Allah, 2) To practice sorcery, 3) To kill the life which Allah has forbidden except for a just cause (according to Islamic law), 4) To eat up riba (usury), 5)To eat up an orphan’s wealth, 6) To give back to the enemy and fleeing from the battlefield at the time of fighting, 7) and To accuse chaste women, who never even think of anything touching chastity and are good believers.” Narrated by […]

Hadees Sharif

Hadees Sharif

Jisne ALLAH ke liye jhukna sikhliya wahi ilm wala hai, Kyun ke, Ilm ki pehchan aajizi hai aur jahil ki pehchan takabbur hai. (Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu) Mere sahaba ke bare me meri hifazat karo (unki izzat wo ehteraam karo ) (aur unlogaou ki izzat wo ehteraam karo )jo unke baad aane wale hai phir unlogaou ki jo unke baad aane wale hai (Sunan e ibne maajah,hadith no:2363) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Duniya se be raghbati Dil aur Jism dono ko SUKOON bakhshti hai. (shubul Imaan,hadith no:10536) Hazrat Hassan Bin Saabit Raziallahu taala anhu farmate […]

MAHE SAFAR KA MAHINA

MAHE SAFAR KA MAHINA

Bina ALLAH kay hukm kay kisi ki bemari kisi dosray ko nahi lagti, na boray shagun lena durust hay aur na mah-e-safar manhos hay*. RASOOL ALLAH (sallallaho aliehe wa’aliehe wasallam) (Bukhari, H:5707) RASULALLAH (Sal’lal’lahu Alaihe Wasallam) ne irshaad farmaya : Jisne Humare Deen main aisi baat ka izaafa kiya jo isme nahin to uski baat nakabil-e-kubool hai. {Sunan Ibn Majah, Vol-1, Hadees 14}   Mah-e-safar ko manhoos maan na isko bura samajna ghalat hai, Din raat mahine Sab Allah ne banaye hai,is ko bura ya manhoos kehna ka haq hum ko nahi hai,kuch log safar k mahine me shaadi nahi […]

About Safar The 2nd Month Of Islam

About Safar The 2nd Month Of Islam

Safar is not at all unlucky Allah Subhan Allah Ta’ala has honored us with being the best of all different previous nations and has allowed us the everlasting abundance of Islam. The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) gave the Ummah the message of truth. He brought them out of the obscurity of polytheism and superstition into the brilliance of Unity of Allah and Prophethood. On the event of the Farewell Hajj, the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: All the customs of the days of ignorance are under my feet. Islam outright rejects polytheistic convictions, blind convictions and superstitions. […]

Month of Safar in islam

Month of Safar in islam

Safar Islamic Month : The month of SAfAR is the second month of the Islamic calendar This time of the year was considered to be cursed as many catastrophes and calamities occurred. However this belief has been proven to be false and totally without foundation (absurd). Islam outright rejects polytheistic beliefs (convictions), blind convictions, and superstitions. A Few people consider the month of Safar as unfortunate/unlucky, they think it is a month in which difficulties descend,troubles, avoid any major decision or function, etc. although considering Safar as unlucky in absolutely unislamic. This can likewise be affirmed by the following hadeeth. […]

hadees shareef

Hadees E Shareef

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Quran ke Aalim aur us par amal karne wale aur Ratou ko zinda rakhne wale (yane ALLAH TAALA ki ibadat me Raten Guzaarne wale) Meri Ummat ke SARDAAR Hain. (Baihaqi,Hadith No:2703) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne ALLAH TAALA ki Mohabbat ko apne nafs ki Mohabbat par tarjehdi (yane aage rakha), ALLAH TAALA use logou ki taklifou se mahfooz farmayega. (Kanzul Ummal,hadith no:43127) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Tum me se behtar log wo hain ke jab unhe dekha jaye to ALLAH TAALA yaad […]

What is Riba in Islam

What is Riba in Islam

Riba in Islam implies an increment in a specific thing. The word is derived from a root meaning increase or growth. Allah, may He be exalted, says (understanding of the importance) Riba is haram (unlawful) in all of its aspects, as the Prophet Mohammed ﷺ   said (Muslim),Allah has cursed the one who consumes riba, the one who gives it, the one who witnesses over it, and the one who writes down the transaction.  The Prophet Mohammed ﷺ  warned that consuming riba is one of the seven sins that doom a person to Hell. (Bukhari and Muslim) “Whatever you pay as interest with the goal that it […]

Borrowing Money in Islam

Borrowing Money in Islam

Narrated Abu Huraira Raziallahu Taala Anhu : The Prophet Mohammed ﷺ  said, “Whoever takes the money of the people with the intention of repaying it, Allah will repay it on his behalf, and whoever takes it in order to spoil it, then Allah will spoil him.” The Prophet Mohammed ﷺ stated: ‘A Muslim is the brother of another Muslim. He should not mistreat his brother or hand him over to the enemy. The person who fulfils the need of his Muslim brother, Allah will fulfil his need. That person who expels a difficulty from his Muslim brother, Allah will remove his difficulty on the […]

Hadees Shareef

Hadees Shareef

* Hazrath Saad raziallahu taala anhu HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me hazir hue aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam sab se afzal sadqa kaounsa hai: Aap sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: “Paani Pilana”. (Sunan e Abu Dawood,Hadith no:1679) * NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Kya mai tumhe tumhari bimari aur dawa na batlado? SUNLO! Tumhari bimari gunah hain, aur tumhari dawa ISTIGHFAAR Hai. (Baihaqi) * Hazrath Abdullah bin Abbas radiallahuanhma farmate hai: Hazrath NABI E AKRAM Sallallahu alaihiwasallam ke dandaane mubarak ke darmiyaan kushaadghi thi, Jab Aap kalaam farmate to dandane mubarak ke […]

Namaz E Fajar

Namaz E Fajar

Jo Shakhs Namaz E Fajar Bajamat Adaa kare phir (Apni jagah par ) baith kar ALLAH TAALA ka zikr karta rahe yaha tak ke Suraj Tulu hojaye, phir 2 Rakat Namaz padhe to uske liye ek Mukammal Haj wo Umre ka sawaab hoga. (Jame Tirmizi,hadith no:586) Agar Log Jaan Le Ke Isha Aur Fajr Ki NAMAZ Ki Kitni Fazilat Hai To Wo Zarur Usme Sharik Ho Agarche Unhe Ghasit-Ghasit Kar Aana Pade (Bukhari) Insha aur Fajr ki namaz ki Fazilat..{ The importance of Insha and Fajr Salaat} Abu Hurairah Radi-Allahu-Anh u se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaih i-Wasallam ne farmaya, ” […]

Namaz Ka Ek Chota Sa Paigam

Namaz Ka Ek Chota Sa Paigam

“Namaz Ka Ek Chota sa paigam” Mujhe chor kar konsi jeet ke Muntazir ho Qayamat ke din tumhari har jeet ka faisla muhj se hai..   MAUT KI GAADI ME JAB SONA HOGA, NA KOI TAKYA NA KOI BICHANA HOGA, HUM HONGE BUS HUMARI TANHAI HOGI, AUR QABRASTAO KA EK CHOTA SA KONA HOGA “AGAR QABAR MAIN SAATH KI ZAROORAT HAI TOH DUNIYA… MAIN “NAMAZ” SE DOSTI KARO……….. IMA’AN WALO NAMAZ QAAYIM KARO… Ita’at ki bunyaad 3 chezou par hai: 1) Khaouf 2) Umeed 3) Mohabbat Aur Gunah ki bunyaad bhi 3 chezou par hai: 1) Ghuroor 2) Laalch 3) […]

Bravery of Hazrath Abdullah Kalbi R.A

Bravery of Hazrath Abdullah Kalbi R.A

On the 10th of Muharram, the supporters of Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) and the army of Yazid were arrayed before each other.  The army of Yazid surrounded the supporters of Imam Hussain (May Allah be well pleased with him).  At that time, Hadhrat ‘Abdullah Kalbi (May Allah be well pleased with him) was grazing his sheep.  He asked his mother:  If you permit me, I will go and help Imam Hussain (May Allah be well pleased with him).  The mother said:  It’s an honor.  Go and sacrifice yourself for the Imam. Hadhrat ‘Abdullah Kalbi gave away all his sheep in the path […]

HUZOORE AKRAM ﷺ ne Irshaad Farmaya

HUZOORE AKRAM ﷺ ne Irshaad Farmaya

Sabar aur Raza aisi 2 surten hai: Jab tum amal karna shuru karo to uski shurwat sabar hai, aur uska Anjaam Raza hai. (Hazrath Shaqeq Balqi rahmatullah alaih) HUZOOR-E-AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Aur Meri Khatir saari zameen Paak Karne Wali Aur Sajdagaah Banaadigayi. [Sahih Muslim,Hadees No:1195] Aye Logo! Apne Rab ki Ibadat karo jisne tumhe paida kiya aur un logou ko jo tum se pehle the taake tum parehezgaar banjou. (Surah Al Baqarah:21) Jab koi kafer neik kaam karta hai to uska badla use dunya me hi dediya jata hai..Lekin Momin ki nekiyan ALLAH TAALA Akhirat ke liye […]

Uses for Kalonji Oil

Uses of Kalonji Oil

Hazrat Abu Hurairah Raziallahu Taala Anhu States- “ I have heard from Rasoollallah ﷺ that there is cure for every disease in KALONJI (black seeds) except death and (KALONJI) black seeds are shooneez. KALONJI also known as black cumin seed (Nigella sativa seed) Salim Bin Abdullah narrates with reference to his father Hazrat Abdullah Bin Omar that Rasool Allah ﷺ said, “Let fall these black seeds upon you, these contain cure for all diseases except death.” The Prophet Muhammad ﷺ stated – “Shooneez is cure for all ailments except death.” Studies have demonstrated that kalonji oil is an effective anti-oxidant, anti-bacterial, and anti-inflammatory remedy. Therefore, […]

Importance of Ilm in Islam

Importance of Ilm in Islam

The prophet Mohammed ﷺ “Whoever follows a path in the pursuit of knowledge, Allah will make a path to Paradise easy for him ” (Al Bukhari) “Acquire knowledge and learn tranquility and dignity” – Omar ibn al-khattab “And say: My Lord increase me in knowledge.” (Qur’an, Ta-Ha 20:114) “Allah will raise up, to (suitable) ranks and (degrees), those of you who believe and who have been granted knowledge. And Allah is well-acquainted with all you do.” “It is only those who have knowledge among His servants that fear Allah.”   Related Link: Al-Alaq – Wikipedia

Beautiful Hadith About Life

Beautiful Hadith About Life

The good that you do never goes unnoticed, even if you feel forgotten, Allah will repay you when you need it most. The Prophet Muhammed Sallallahu alaihi wasallam said: “He who remembers his Lord and He who does not are like the Living and the Dead”. (Sahih Bukhari,Hadith No:2353) Narrated Abu Hurairah (RA) that the prophet Mohammed ﷺsaid : He, who helps to remove the hardships of another, will have hid difficulties removed the hardships of another, will have his difficulties removed by Allah in this world and the hereafter. Abdullah Bin Amr narrated that the messenger of Allah (peace be […]

Sahih Muslim Hadith

Sahih Muslim Hadith

Jis ne 5 namazon ki Hifazat ki usko ALLAH TAALA 5 Baten ATAA farmayega: 1) MOUT ki saqti se NAJAAT 2) QABAR ke Azaab se REHAYI 3) HASHR ke din Naam e Aamaal ka DAHINE HAATH (yane right hand) me milna 4) PUL SIRAT par se bijli ki tarah GUZAR JANA 5) BILA HISAAB JANNAT me DAKHIL hona. (Mawaa’iz e Hasana ,vol:01,pg:353) Allah Taala Tamaam gunahou me se jis qadar chahe maaf kardega siwye waliden ki nafarmani ke kyun ke wo waliden ki nafarmani karne wale ko mout se pehle zindagi hi me saza deta hai. (Shubul Iman Lil Baihaqui,Hadith […]

Nikah in Islam

Nikah in Islam

Nikah (marriage) is a Sunnah and a natural need as well. Islam shows us to have high ethics and pure characters. To maintain relation with anybody before marriage is against Islam and against morality. After marriage, spouse and wife ought to live respectively with love and affection. If love marriage means that after marriage, there should be love between the husband and the wife, then it is appreciable. There is no concept of love before marriage, it is only a different name for moral degeneracy. No individual will accept the same for his sister. Before marriage, one may see the […]

Juma ke Din Fazail Durood ki Fazilat

Juma ke Din Fazail Durood ki Fazilat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo Mujh par Juma ki raat aur Juma ke din 100 martaba Durood Shareef padhega, ALLAH TAALA uski 100 Hajaten puri farmayega.   Ek martaba HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se arz kiya gaya: wo jo AAP (Sallallahu alaihi wasallam) par nazdeek se Durood Bhaijhte hain , Dur se Durood Bhaijhte hai aur Baad me aane wale bhi bhaijenge , Kya ye sab Durood Aapko pesh kiye jate hain? Ispar HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main Ahle Mohabbat ka Durood Khud Sunta ho aur unhe pehcanta bhi ho. […]

Parda Na karne ka Azaab

Parda Na karne ka Azaab

Jo Aurat is niyat se tiyar ho k ghar se niklti hai k mujhe mard dekhe me bohat haseen tiyar hoi ho to uski qabar me 99 sanp hoge aur 1 sanp ki taqat itni hai k aghar woh zameen pe sans le to uski saans ki garmi se puri duniya tabaah ho jaye aur us Aurat k chehre ko Qabar k keere 3 din me kha le ge Astaghfirullah , . Sab ko send karen ta ke kisi ki be bhen beti biwi iss msg se Mehroom Na Rahe,Achi Bat Batani B Sadqa Hai. Hum jis Masjid me NAMAZ […]

nabi e karim

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam

اللهم اني اسئلک حبك، حب من يحبك، و العمل الذي يبلغني حبك. Aye ALLAH ! Main tujh se teri mohabbat, tujh se mohabbat karne walou ki mohabbat aur teri mohabbat paida karne wale amal ka sawaal karta ho.   * NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne ALLAH TAALA ki Mohabbat ko apne nafs ki Mohabbat par tarjehdi (yane aage rakha), ALLAH TAALA use logou ki taklifou se mahfooz farmayega. (Kanzul Ummal,hadith no:43127) * Gham sabhi rahato taskeen me dhal jate hain, Jab karam hota hai halaat badal jate hain. * Jab tumhare dil me kisi ke liye […]

Duas for problems

Dua for Worries and Problems

Hasbi-allahu la ilaha illa Huwa ‘alaihi tawakkaltu wa Huwa Rab-bal ‘arshil ‘azeem حَسْبِ اللهُ لا إله إلا هو، عليه توكلت و هو ربَ العرش العظيم. Allah is sufficient for me. There is no GOD but He. I have placed my trust in Him, He is Lord of the Majestic Throne, A’ameen (Whoever says this 7 times in the morning after fajr, and 7 times after Asr, Allah will take care of whatever worries him /her of the matter of this world and the hereafter) [Narrated Abu Dawood, with a chain which is hasan] [Reported by Sahih Muslim] Dua for Worries […]

Todays Date
1st Ramadan