Saturday-27-04-24


ZAIN UL ABEDEN Laqab

ZAIN UL ABEDEN Laqab ki wajeh Tasmiya

ZAIN UL ABEDEN Laqab ki wajeh Tasmiya: Aapke Laqab e mubarak ke mutalliq ” sawahed ” me hai ke ek raat Aap Namaz e Tahajjud me Masroof the ke shaitan azdahe ki surat me aaya taake aapko namaz se roke aur paou mubarak ko kaat liya, Hazrath Zain ul Abeden raziallahu taala anhu ne us janib tawajjeh na farmayi aur namaz waise hi jaari rakhi, Us waqt kehne wale ko dekha gaya ke 3 baar usne kaha: “انت زين العابدين” Aap Zain ul Abeden ( Ibadat Guzarou ki zinat hai). Pas us waqt se Aapko us laqab e paak se […]

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jannat me koi darakht aisa nahi jiska tana sone ka na ho. (Jame Tirmizi,hadith no:2525) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis Aourat ne is haal me inteqaal kiya ke uska shuhar us se raazi tha to wo Jannat me dakhil hoga. (Jame Tirmizi,hadith no:1161) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Quraan e shareef ki kasrat se tilawat karne wala qayamat ke din khaas muqarrab farishtou ke saath saf me khada hoga. (Sahih Muslim) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Hum Ahle Bait ki […]

Importance of Hijab in Islam

Importance of Hijab in Islam

Allaah says : “And tell the believing women to lower their gaze (from looking at forbidden things), and protect their private parts (from illegal sexual acts) and not to show off their adornment except only that which is apparent (like both eyes for necessity to see the way, or outer palms of hands or one eye or dress like veil, gloves, headcover, apron), and to draw their veils all over Juyoobihinna (i.e. their bodies, faces, necks and bosoms) and not to reveal their adornment except to their husbands, or their fathers, or their husband’s fathers, or their sons, or their husband’s […]

Allah Tala ka irshad hai

Allah Tala ka irshad hai

Allah Ta’ala ka irshad hai : Aur neki aur takwa ke kamon mein ek dusre ki madad kiya karo aur gunah aur zulm ke kamon mein ek dusron ki madad na kiya karo! الله تالا ka irshad hai: Aur muslman mard aur musalman auratein apas mein ek dusre ki deeni madadgar hai, jo naik kamo ka hukum dete hai aur bure kamo se mana karte hai aur namaz ki pabandi karte hai aur zakat ada karte hai aur Allah ta’ala aur unke Rasool ﷺ ke hukum par chalte hai! yahi log hai jin par Allah Ta’ala (الله تالا ) zarur reham […]

NABI E KAREEM ka Irshad hai

NABI E KAREEM ka Irshad hai

Darood sharif ki fazilat :   HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak ALLAH TAALA ka ek farishta hai jiske 2 par hain, ek mashriq aur dusra maghrib me, Jab koi banda mohabbat bhare andaz me mujh par durood bhaijhta hai to wo paani me gouta lagata hai phir apne par jhaadhta hai, To ALLAH TAALA uske har qatre se ek farishta paida farmata hai jo mujh par Durood padhne wale ke liye qayamat tak istighfaar karta rahega. (Al Qawl Ul Badee,pg:213) Related Link: Most Beautiful Durood Sharif Allah Humma Sallay Ala

Todays Date
1st Ramadan