Friday-26-04-24


THE QUBA MOSQUE OF MEDINA

Masjid Quba

THE QUBA MOSQUE OF MADINA Never stand you therein. Verily, the mosque whose foundation was laid from the first day on piety is more worthy that you stand therein (to pray). In it are men who love to clean and purify themselves. Allah loves those who make themselves clean and pure (i.e. who clean their private parts with dust (which has the properties of soap) and water from urine and stools, after answering the call of nature.)

KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA Raziallahu taala anha

Hazrath Syeduna Umar e Farooq raziallahu taala anhu bayan karte hain ke: Aap HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki Shehzadi KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA Raziallahu taala anha ke yaha gaye aur arz kiya: AYE FATIMA! ALLAH KI QASAM! Main ne aapke siwa kisi aur ko HUZOOR Sallallahu alaihi wasllam ke nazdeek Mahboob tar nahi dekha, Aur ALLAH ki Qasam! Logon me se mujhe bhi HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke baad koi aap se zyada mahboob nahi. (Mustadrak,hadith no:4736) Ummul mominen Hazrath Ayesha Siddiqa raziallahu taala anha farmati hain:Hum HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki azwaje mutaharraat AAP […]

dua

Jo shakhs Raat ko paak o saaf (ba Wuzu hokar) sota hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Apne in jismon ko paak rakha karo, ALLAH TAALA tumhe paak rakhega, Jo shakhs Raat ko paak o saaf (ba Wuzu hokar) sota hai uske saath ek Farishta raat guzaarta hai,Raat ko jab bhi wo shakhs karwat leta hai, Farishta uske liye dua karta hai: Aye ALLAH! Apne is bande ko baqshde, ye raat ko paak o saaf (ba wuzu) soya tha. (Al Moujamul kabeer,Hadith no:1362) Kabhi tum dusron ke liye Dil se Dua Mang kar dekho, tumhe apne liye Mangne ki zarorat nahi padegi.(Hazrath Syeduna Ali raziallahu taala anhu) NABI E […]

Todays Date
1st Ramadan