Tuesday-19-03-24


Sura Al Imran and Sura Talaq (Success, Hardship, Marriage) Dua

Dua For Getting Married & Righteous Children وَالَّذِينَ يَقُولُونَ رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ أَزْوَاجِنَا وَذُرِّيَّاتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وَاجْعَلْنَا لِلْمُتَّقِينَ إِمَامًا And those who say, “Our Lord, grant us from among our wives and offspring comfort to our eyes and make us an example for the righteous.”

Dua for Success, Hardship, & Marriage

Dua for Success, Hardship, & Marriage

Supplication  for Success, Hardship, & Marriage At a time in which the Muslims are beset with trials from every periphery, it is a time when Muslims should continue being Muslims, only better Muslims. I would say to my dear brothers and sisters in Islam “don’t be Sad”; if you are on the true religion – believing in One God and all the Messengers sent to mankind, then don’t be sad. Allah says in Quran “…Bear with patience whatever befalls you….” (Qur’an 31:17) and “Be not sad, surely Allah is with us.” (Qur’an 9:40) Our Prophet (صلی اللہ علیہ وسلم) said: […]

About Divorce in Islam

Narrated by ‘Aisha : A man divorced his wife thrice (by expressing his decision to divorce her thrice), then she married another man who also divorced her. The Prophet was asked if she could legally marry the first husband (or not). The Prophet replied, “No, she cannot marry the first husband unless the second husband consummates his marriage with her, just as the first husband had done.” Volume 7, Book 63, Number 187 Narrated by Al-Awza : I asked Az-Zuhri, “Which of the wives of the Prophet sought refuge with Allah from him?” He said “I was told by ‘Ursa that […]

Jo fajar ki namaz padhta hai wo shaam tak Allah taala ki hifazat me rehta hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Momin ko is shaan par khush hona chahye ke uske har haal me khair hai, aur ye maqaam iske alawa kisi ko hasil nahi, Agar wo nematon ke milne par shukar kare to use sawaab milta hai aur agar wo musibat aane par sabar kare tab bhi use sawaab milta hai. (Sahih Muslim,hadith no:2999) ALLAH TAALA ne apni ita’at karne walon ko marne ke baad bhi zinda rakha hai. (Hazrath shaqeeq balqi rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo subah ki(yane fajar ki) namaz padhta hai […]

O Allah’s Apostle! There is no rain (drought)

Narrated by Sharik bin ‘Abdullah bin Abi Namir : I heard Anas bin Malik saying, “On a Friday a person entered the main Mosque through the gate facing the pulpit while Allah’s Apostle was delivering the Khutba. The man stood in front of Allah’s Apostle Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam and said, ‘O Allah’s Apostle! The livestock are dying and the roads are cut off; so please pray to Allah for rain.’ ” Anas added, “Allah’s Apostle ( Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam ) raised both his hands and said, ‘O Allah! Bless us with rain! O Allah! Bless us with rain! O Allah! Bless […]

Rain

O Allah ! Bless us with rain

Narrated by ‘Abdullah bin Dinar My father said, “I heard Ibn ‘Umar reciting the poetic verses of Abu Talib: And a white (person) (i.e. the Prophet) who is requested to pray for rain and who takes care of the orphans and is the guardian of widows.” Salim’s father (Ibn ‘Umar) said, “The following poetic verse occurred to my mind while I was looking at the face of the Prophet (صلی اللہ علیہ وسلم) while he was praying for rain. He did not get down till the rain water flowed profusely from every roof-g utter: And a white (person) who is […]

Har cheez ka ek Raasta hai aur jannat ka raasta ILM hai

Jannat me ek naher hai jise rajab kehte hai uska paani doodh se zyada safaid aur shahed se zyada mitha hai jo shakhs Rajab ke mahine me ek roza rakhe ALLAH TAALA use us naher se paani pilayega. (Al Ghunya Lit Talibi Tariqi Lil Haqqi,vol:1) Har cheez ka ek Raasta hai aur jannat ka raasta ILM hai. (Kanzul-Ummal:28803) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA Tumhari surton aur tumhare maal ko nahi dekhta balke tumhare dil aur tumhare aamaal ko dekhta hai. (Sahih Muslim,Hadees No:6708) Jiske paas maqlooq ke liye safaqqat aur rahem na ho wo […]

Hazrat Moosa Alaihis Salaam

The Dua of Hazrath Moosa (Alaihis Salaam) teaches us a great lesson about how beloved Rasoolullah (ﷺ ) is to Almighty Allah and it also teaches us that we cannot fathom the reality of Rasoolullah (ﷺ ). Leave alone a verse of the Holy Qur’an no one will even be able to bring forth a Da’eef Hadith where Rasoolullah (ﷺ ) made such a Dua to be blessed with the Vision of Almighty Allah. Yet our Beloved Aaqa (Sallallahu Alaihi Wasallam) was invited from the Court of Almighty Allah, that he may present himself there. And he was blessed with […]

Jisne Quraan padha aur apne rab taala ki tareef ki

  HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ne Shab e Meraj Wahi ke zarye mujhe Ali ki 3 sifaat ki khabar di, 1) wo Tamaam Momineen ke sardaar hain, 2) Muttaqeen ke Imaam hain 3) Aur Qayamat ke din Noorani Chehre walou ke Qaa’ed honge. (Al Moujamul Saghir,vol:2,pg:88) Jisne Quraan padha aur apne rab taala ki tareef ki aur NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par Durood padha aur apne rab se maghfirat talab ki to usne khair ko uski jagah se talash karliya.(Baihaqi shubul Imaan) Jo shakhs ye chahta hai ke uski qabar me […]

Ek Martaba NABI E KAREEM ﷺ safar me Aaraam farmaye

Ek Martaba NABI E KAREEM ﷺ safar me Aaraam farmaye, ek darakht aap par saaya karne ke liye qareeb aagaya,aur HUZOOR ﷺ par saaya karke wapas chala gaya, HUZOOR ﷺ ke Aaraam farmane ke baad Aap se saara waqeya bayaan kiya gaya, To Aap ﷺ ne irshaad farmaya: Us darakht ne ALLAH TAALA se Ijazat maagi thi to use Ijazat digayi. (Mishkaat,hadith no:5922)

As believers, we should make dua for our brothers and sisters in this life

Musalman Bhai ki Madad Karna

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab tak banda apne musalman bhai ki madad karta rehta hai ALLAH TAALA uski madad farmata hai. (Sahih Muslim,hadith no:2699) Jo Neik Amal duniya me jitna mushkil hoga, Qayamat ke din Amal ke Mizaan (yane Tarazo) me utna hi wazni hoga. (Hazrath Ibrahim bin Adham rahmatullah alaih) Jo shaks Allah Taala se milna mahboob rakhe ,Allah Taala use apni rahmat me rakhna pasand farmata hai.(Sahih Bukhari,Hadees No:6507)

Namaz Ka waqt

22 Shaheedon ka khoon baha aur Azaan Mukammil Hui

Kashmir ka Waqia – 22 Shaheedon ka khoon baha aur Azaan Mukammil Hui  Jab Namaz Ka waqt hua istema me se ek kashmiri utha or azan dene laga – kashmiri musalmano ki azaan adhuri rahi – ek aur kashmiri utha aur jahan se pehle kashmiri ne shahdat ki wajhe se silsila toda tha usne wahin se joda,ukso bhi shaheed kardiya gaya – Azaan ko mukamil karne ek aur kashmiri utha artha ke 22 kashmiron ne Azaan mukammil ki aur shadat ka rutba paya.

3 Aise Khushnaseeb hain jo Qayamat ke din Arsh ke saye ke niche honge

HUZOOR NABI KAREEM Sallallahu alaihi wasllam ko Aourton me sab se zyada mohabbat KHATOON E JANNAT HAZRATH SYEDA FATIMA Raziallahu taala anha se thi, Aur Mardon me se AMERUL MOMINEN HAZRATH SYEDUNA ALI Raziallahu taala anhu sab se zyada mahboob the. (Jame TIrmizi,Hadith no:3868) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 3 Aise Khushnaseeb hain jo Qayamat ke din Arsh ke saye ke niche honge, jis din siwaye Arsh ke saye ke koi saya na hoga. Arz kiya gaya; YA RASOOLALLAH ! Sallallahu alaihi wasallam wo kaoun honge? Aap Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 1) JIsne kisi […]

Good Deed

Importance of Doing Ablution Wudhu Before Going To Sleep

The person who spends the night in a state of Wudhu, an angel stays with him (or her) and prays for that person’s forgiveness until he (or she) wakes up. (Mo’jam Kabeer Tabarani, Babu Fee Man Yameetu ‘Alat Tahaarah) Narrated Abu Huraira:Allah’s Apostle said, “The prayer of a person who does ,Hadath (passes, urine, stool or wind) is not accepted till he performs (repeats) the ablution.” A person from Hadaramout asked Abu Huraira, “What is ‘Hadath’?” Abu Huraira replied, ” ‘Hadath’ means the passing of wind from the anus.” Volume 1, Book 4, Number 137 Narrated ‘Abbas bin Tamim:My uncle […]

Jab tum ALLAH se maango to JANNAT UL FIRDOUS ko maango

Jannatiyon ki alamat ye hai ke khud naik hone par Ektefa nahi karte balke dusron ko bhi naik banane ki fikar me lage rehte hain. (Hazrath Muhaddis e Deccan Syed Abdullah shah Naqshbandi wo qadri rahmatullah alaih) NABI E KAREEM صلی اللہ علیہ وسلم ne irshaad farmaya:Jab tum ALLAH se maango to JANNAT UL FIRDOUS ko maango, kyun ke wo jannat ka sab se afzal aur baland darja hai, uske upar RAHMAN ka arsh hai. aur usi se jannat ki nehren nikalti hai. (Sahih Bukhari,Hadith no:7423) Hazrath ANAS Raziallahuanhu farmate hai: HUZOOR E PAAK صلی اللہ علیہ وسلم se jo bhi cheez […]

Masjid Al Ghamama in Madina

Masjid Al Ghamama (مسجد الغمامة) is located next to the Masjid an Nabawi in Madina.The word `ghamam` in Arabic means clouds. This mosque has been given this name because it is the place where the Prophet (صلی اللہ علیہ وسلم) prayed for rainfall after which it rained profusely.This mosque was built on the place where Prophet Muhammad (صلی اللہ علیہ وسلم) used to perform Salat Al-Eid and Salat Al-Istesqa’a for a long time.; address: Al Ghamama mosque Medina 42311, Saudi Arabia ‎  

Teen logon ki DUA ALLAH TAALA kabhi rad nahi farmata

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: 3 logon ki DUA ALLAH TAALA kabhi rad nahi farmata; 1) ALLAH ka kasrat se zikr karne walou ki Dua 2) Mazloom ki Dua 3) Aadil Imaam ki Dua.. (Baihaqi ,Shubul Imaan,Hadith No:6973) Yaqeen rakho! Beshak jo ALLAH ka hojata hai , ALLAH uska hojata hai. HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya :ALI (raziallahu taala anhu ) ka zikr bhi Ibadat hai. (Dailami,hadith no:1351) ALLAH TAALA Sabar karne walon ko be shumaar aur be hisaab Ajar o Sawaab Ataa farmata hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader Jilaani raziallahu taala […]

tayammum hadith

Tayammum in Islam

340 Sahih Bukhari : Narrated ‘Imran: Once we were traveling with the Prophet and we carried on traveling till the last part of the night and then we (halted at a place) and slept (deeply). There is nothing sweeter than sleep for a traveler in the last part of the night. So it was only the heat of the sun that made us to wake up and the first to wake up was so and so, then so and so and then so and so (the narrator ‘Auf said that Abu Raja’ had told him their names but he had […]

Tayammum

Tayammum

Tayammum in Islam 330 Sahih Bukhari  Narrated ‘Aisha: (the wife of the Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam) We set out with Allahs Apostle on one of his journeys till we reached Al-Baida’ or Dhatul-Jaish, a necklace of mine was broken (and lost). Allah’s Apostle stayed there to search for it, and so did the people along with him. There was no water at that place, so the people went to Abu- Bakr As-Siddiq and said, “Don’t you see what ‘Aisha has done? She has made Allah’s Apostle and the people stay where there is no water and they have no water […]

Aye Ali ! Tum mujh se ho aur Main Tum se ho

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri ummat ke Rahem dil logon se apni muraden mango, aur unke qareeb raha karo, kyun ke meri rehmat unhi me hai, aur sang dil logon se muraden na mango, kyun ke wo meri narazgi ke muntazir hai. (Kanzul Ummal, hadith no:16802) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Aye Ali ! Tum mujh se ho aur Main Tum se ho. (Sahih Bukhari, hadith no:2699) Tumhari niyyat ki azmaish us waqt hoti hai, jab tum aise insaan ki madad karo jis se tumhe koi cheez ki umeed na […]

Yaqinan pehli saf me khade hone walon par ALLAH TAALA Rehmat bhejhta hai

Momin ki meraj namaz hai uske bagair wo ALLAH ka Qurb hasil nahi karsakta. (Hazrath Khawja Ghareeb nawaz rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Yaqinan pehli saf me khade hone walon par ALLAH TAALA Rehmat bhejhta hai, aur uske farishte unke liye Rehmat ki dua karte hai. (Sunan e Nasai,Hadith no:646) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Qayamat ke din mere sab se zyada qareeb wo honge jo kasrat se mujh par Durood o Salaam pesh karte hain. (Jame Tirmizi,vol:1,pg:110) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Dua faida phunchati […]

Shab E Meraj History

We have been given a mind with the ability to think and comprehend but it is impossible for us to escape from error or distinguish between good and evil unless we see things in light of the Holy Qur’an and obey Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam). Without that divine help and guidance, our mind, thought and comprehension can apply only human standards of measurement, leading us to the pitiful condition of attributing our own incapability to Allah Ta’ala, supposing Him to be incapable of things which actually cause Him no difficulty at all. On the morning after our Master, Muhammad Mustafa […]

Jo din me 50 martaba mujh par Durood padhega Qayamat ke din Main usse Musafaha karunga

NABI E KAREEM sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jo din me 50 martaba mujh par Durood padhega Qayamat ke din Main usse Musafaha karunga…. (Al Qawl ul Badee) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main ne Jibreel Ameen se daryaft kiya kaunsa amal ALLAH TAALA ke nazdeek pasandida hai, Hazrath Jibreel Ameen Alaihissalaam ne arz kiya: Aye Paikar e Hamd o Sana! Aap par Durood padhna aur Ali bin Abu Talib ki Mohabbat. (Musnad ul Firdoos)

Aayat e Karima

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne ye Aayat e Karima Tilawat farmayi

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain na wo ambiya hain aur na wo Shuhada , baroz qayamat ALLAH TAALA ke paas unke maqaam wo martabe ki wajeh se Ambiya wo shuhada unki tareef karenge. Sahaba ekraam raziallahuanhum ne arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam wo kaun Hazraath hain? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: wo log sirf ALLAH ki RAHMATH o inayat ki wajeh se apas me Mohabbat rakhte hain, na to apasi rishtedari ki wajeh se aur na maali leen deen ki wajeh se […]

Hazrath Khaja Ghareeb Nawaaz Rahmatullah Alaih

Nekon ki Suhbat neik kaam se behtar hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri Ummat se 70 hazaar bagair hisaab o kitaab JANNAT me dakhil honge. (Sahih Muslim,Hadith No:542) Nekon ki Suhbat neik kaam se behtar hai aur buron ki suhbat bure kaam se buri hai. (Hazrath Khaja Ghareeb Nawaaz Rahmatullah Alaih) Aye Imaan walo! Sabar aur Namaz ke zarye madad liya karo beshak ALLAH sabar karne walou ke saath hai. (Surah Baqarah:53) Kounsi cheez hai jo ALLAH TAALA ki Qudrat me nahi hai, Momin ko chahye ke ehkaam e ilaahi bajalane me kami na kare phir jo kuch chahega miljayega . (Hazrath Khaja […]

Mere parwardigaar ne Mujh se wada farmaya ke

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mere parwardigaar ne Mujh se wada farmaya ke Meri Ummat ke 70 hazaar Afraad ko bagair Hisaab o Kitaab aur bagair Azaab ke Jannat me dakhil farmayega, Aur har Hazaar ke saath 70 Hazaar logaou ko JANNAT me dakhil farmayega aur QUDRAT ke paso’aou se 3 pasoo logaou ko jannat me dakhil farmayega. (Jame Tirmizi,Hadith No:2624) Note:ALLAH TAALA ne apne Mahboob aur khaas bandou ke liye khuskhabri sunayi ke wo bagair hisaab o kitaab ke jannat me dakhil hunge aur unki nisbat se digar Imaan walou par iski barkat zaher hogi… […]

Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak ALLAH TAALA ke bandon me se kuch aise hain na wo ambiya hain aur na wo Shuhada , baroz qayamat ALLAH TAALA ke paas unke maqaam wo martabe ki wajeh se Ambiya wo shuhada unki tareef karenge. Sahaba ekraam raziallahuanhum ne arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam wo kaun Hazraath hain? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: wo log sirf ALLAH ki RAHMATH o inayat ki wajeh se apas me Mohabbat rakhte hain, na to apasi rishtedari ki wajeh se aur na maali leen deen ki wajeh se […]

The Month of Rajab

About the Month of Rajab Rajab is a month with blessings beyond our imagination and a month in which Duas are sure to be answered. We must respect this month and busy ourselves in as much Ibaadat as is possible within our capacity, so that we may take advantage of the numerous blessings of this month and so that we may attain the Pleasure and Mercy of Allah Ta’ala. Allah Ta’ala has stated in the Holy Qur’an: “Undoubtedly, the number of months with Allah is twelve in the Book of Allah since the day He created the heavens and the […]

Hadiths – Jo kisi musibatzada ko tasalli deta hai to ALLAH TAALA

Hazrath Abu Mosa Asaari raziallahu taala anhu farmate hain: Jis kisi ko ALLAH TAALA se koi hajat ho wo farz Namaz ke baad us se maange wo ataa farmayega (Kanzul ummal,vol:2,pg:109) Jab banda apne Rab ke liye Taqwa Ikhtiyaar karta hai ,To ALLAH TAALA use aur Hidayaton ki taraf rehnumayi farmata hai,To jaise jaise wo apne Taqwe me Izafa karta hai to uski hidayatou me bhi izafa hota rehta hai.. Jo kisi musibatzada ko tasalli deta hai to ALLAH TAALA use bhi (musibatzada)ke jitna sawaab ataa farmata hai.(Jame Tirmizi,hadith no:1075) Jab tak tumhe Mout ne muhallat de rakhi hai tum […]

Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain

Meri walida mujh ko HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me lakar hazir hui, aur arz kiya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam! Ye Anas mera beta hai, Main aapke paas isko Aapki qidmat ke liye laayi ho, Aap ALLAH TAALA se iske liye Dua farmaye: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Aye ALLAH iske maal aur Aoulaad ko zyada farmade! Hazrath Anas raziallahu taala anhu bayan karte hain: ALLAH ki Qasam! Mera maal bahut zyada hai, aur aaj meri aoulaad aur aoulaad ki Aoulaad 100 ke qareeb hai. (Sahih Muslim,pg:298)

3 chezon par amal karo zindagi behtarien hogi

ALLAH TAALA un tamaam (Sahaba Ekraam) se Razi hogaya aur wo ALLAH TAALA se Razi hogaye, Aur ALLAH TAALA ne unke liye ( Bahist ke ) aise baagh tayyar kiye hain, Jinke niche nehren beh rahi hain, wo unme hamesha rahenge, ye bahut badi kamiyabi hai. (Surah At Touba :100) 3 chezon par amal karo zindagi behtarien hogi. 1) Quraan 2) Sunnat 3) Nasihat ALLAH TAALA ke paas sab se zyada mahboob sifaat ye hai: 1) Ghamgeen afraad ki faryaad sunna 2) Miskinon ki hajat puri karna 3) Bhokon ko khana khilana (Sultan ul Hind Hazrath khaja e Khajgaan Moin […]

Sultan e Hind Hazrath Khawaja Gareeb nawaz rahmatullah alaih

Hazrath Khawaja Ghareeb nawaz rahmatullah alaih Hazrath Ghareeb nawaz rahmatullah alaih ne hundustan ke bashindon ko islam ki doulat aur hidayat ki nemat dekar jo ehsan farmaya, uski ehsanmandi aur shukar guzari karte hue aapka zikar karna Ahle hind ka farz hai aur unka qarz bhi, Jisne logon ka shukr adaa nahi kiya wo Allah ka shukr guzar nahi hosakta. (Jame Tirmizi,hadith no:2082)

Month of Rajab

Jisne Rajab ke pehle din ka roza rakha ALLAH TAALA us se 60 Saal ke gunah mitadeta hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jisne Rajab ke pehle din ka roza rakha ALLAH TAALA us se 60 Saal ke gunah mitadeta hai, Jo shakhs Rajab ke 15 Din roze rakhe ALLAH TAALA uska hisaab Aasaan kardega, Aur jo shakhs Rajab ke 30 Roze rakhega ALLAH TAALA uske liye Apni khushnoudi Likhdeta hai aur use azaab nahi dega. (Ghunyatut Talibi Lit Tariqil Haqqi,vol,1) Jab Rajab ka mahina aata to HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam istarah Dua farmate:Aye ALLAH ! Hamare liye Rajab aur Shaban ko babarkat banade , Aur Hame Ramazan tak phuncha !(Ghunyatut […]

Rajab ka mahina

Jab Rajab ka mahina aata to HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam istarah Dua farmate

Jab Rajab ka mahina aata to HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam istarah Dua farmate:Aye ALLAH ! Hamare liye Rajab aur Shaban ko babarkat banade , Aur Hame Ramazan tak phuncha !(Ghunyatut Talibi lit Tariqil Haqqi,vol:1) Sabar ka Imaan me Wahi maqaam hai jo Sar ka Jism me hai. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) Hazrath Ali raziallahu taala anhu farmate hain:Main ne HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam se pehle aur baad aapki tarah kisi ko na dekha.(Shamail e Tirmizi,pg:2) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Ahle Jannat ke sar par aise Taj honge jinka chote se chota moti […]

salah

Sabar karne wale hamesha kamiyaab hote hain

Bade se bade gunah ke baad jab banda Nadamat aur Touba ke saath ALLAH TAALA ke Saamne Haath phailata hai to ALLAH TAALA bande ko Maaf farmadeta hai… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri ummat ke Rahem dil logon se apni muraden mango, aur unke qareeb raha karo, kyun ke meri rehmat unhi me hai, aur sang dil logon se muraden na mango, kyun ke wo meri narazgi ke muntazir hai. (Kanzul Ummal, hadith no:16802) Jise uska ilm haraam chezon se na roke wo nuqsaan me hai. (Hazrath Imaam e Azam abu Hanifa rahmatullah alaih) NABI […]

Madine Munawwara

Madine Munawwara ka juma dusri jagah ke Hazaar Jumon se Afzal hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Madine Munawwara ka juma dusri jagah ke Hazaar Jumon se Afzal hai. (Shubul Imaan, Hadith no:3825) HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Jab Raat ko Tashreef laate to Fiza me KHUSHBOO ke phelne se AAP Sallallahu alaihi wasallam ki pehchan hoti.. (Musannaf Ibne Abi Shaiba;hadith no:2632) ALLAH TAALA Ki Mohabbat ki nishani ye hai ke Banda Ibadat e Ilaahi me Sakht se Sakht Takleef bardast kare , kyun ke Mohabbat Aaraam se hasil nahi hoti. (Hazrath Sayeed Rahmatullah Alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs […]

Which woman is best?

Narrated Abu Hurairah RadiyAllahu Anhu: It was narrated that Abu Hurairah said: “It was said to the Messenger of Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam): ‘Which woman is best?’ He (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: ❶ ‘The one who makes him happy when he looks at her, ❷ Obeys him when he commands her, and ❸ She does not go against his wishes with regard to herself nor her wealth.’” [Sunan an-Nasa’i :: Vol. 4 :: Book 26 :: Hadith 3233, 3231]

Virtues of Salam

Virtues of Salam

Umdah Salam Karne Par 30 Nekiyan! Narrated ‘Imran bin Husain RadiyAllahu Anhu: A man came to the Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) and he said, “As-Salamu ‘Alaykum” The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said, “TEN good deeds.” Then another man came to the Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) and he said, “As-Salamu ‘Alaykum Wa Rahmatullah” The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said, “TWENTY good deeds.” Then another man came to the Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) and he said, “As-Salamu ‘Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh” The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said, “THIRTY good deeds.” [Sunan At-Tirmidhi :: Vol. 5 :: Book 40 :: Hadith 2689]

Qur'an and Sunnah

Gunah ki Maghfirat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab ALLAH TAALA kisi bande ko koi nemat ataa farmata hai aur wo banda uspar ALHAMDULILLAH kahe, to jo nemat usne hasil ki hai us se behtar diya jayega. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:3805) Sabar karne wale hamesha kamiyaab hote hain isliye tumhe chahye ke sabar karen. (Hazrath khawaja Usman haroni rahmatullah alaih) Ache insaan ki nishani ye hoti hai ke wo aise insaan ki bhi izzat karta hai jinse ise koi madad ki umeed na ho… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab koi qoum ALLAH TAALA […]

ALLAH TAALA se Faida mand ilm ka sawaal karo

Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain: Koi kasturi kabhi koi atar aisa nahi sungha jo HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke Pasine mubarak se zyada khushboo daar ho. (Shamail e Tirmizi) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Apne musalman bhai ki musibat par khushi ka izhaar na karo, warna ALLAH TAALA us par Reham farmayega aur tumhe usme mubtala kardega. (Jame Tirmizi,hadith no:402) ALLAH TAALA se Faida mand ilm ka sawaal karo, aur befaida ilm se ALLAH ki panah mango. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:3843) Quraan e majid ki tilawat se afzal koi ibadat […]

The Destruction of Namrood

Namrood’s destruction was at hand. Allah Ta’ala had given him enough time to reform. But he imagined he had himself to thank for the respite he had been granted. He had become more and more cruel and unjust. His despotism knew no bounds. He summoned Hazrat Ibrahim (Alaihis Salaam) and said to him, “Tell your Allah that I neither fear Him nor need Him! Go tell Him that the whole world is in awe of me. All people are obedient to my command. If He is the God of heaven, I am God of the earth. Where are His armies? […]

The Destruction Of Firaun

The Destruction Of Firaun

Allah Ta’ala once ordered Hazrat Moosa (Alaihis Salaam), “O Moosa! Throw your walking stick to the ground.” The Prophet (Alaihis Salaam) did as he was told and was shocked to see his walking stick turn into a frightful snake. He then turned his back so as not to see it again, but Allah Ta’ala consoled him by saying, “Don’t fear this. Grab the snake and it will return to its original form.” Hazrat Moosa (Alaihis Salaam) again did as he was told, and as promised, the snake became his stick once more. Allah Ta’ala then gave him the order to […]

True wealth is the happiness of the spirit

Qayamat ke din

Ibadat Insaan ko ALLAH TAALA se Milane ka sabab hoti hai.(Hazrath Mujaddide alfe saani rahmatullah alaih) Hum nahi jante ke hamare liye kis cheez me bhalayi aur khair hai, magar hum is baat par yaqeen rakhte hain ke ALLAH TAALA hame wahi cheez ataa farmayega jo hamare haq me behtar hai.. Tum har insaan ke saath neki hi karo chahe wo tumhare saath koi neki na kare.(Hazrath Imaam e Azam rahmatullahi taala alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jisne Subah (yane fajar ) ki namaz adaa ki wo ALLAH TAALA ki Hifazat me hai. (Sahih Muslim,hadith no:1493) […]

Donations for Sadaqa Jarriyah

Sadqa qabar se garmi ko dur kardeta hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tum apne musalman bhai se jhagda mat karo, aur na us se aisa mazaq karo jo jhagde ka sabab bane, Aur na usse aisa wada karo jisko tum pura na karsako. (Jame Tirmizi,hadith no:1995) Gussa zabt karne se kahi zyada behtar hai ke maaf kardiya jaye. (Hazrath Nizam Uddin Awliya rahmatullah alaih) Sab se zyada namaz ka sawaab us shakhs ko milega jo sab se zyada paidal chal kar aaye, Phir us se zyada sawaab us shakhs ko milega jo us se zyada dur se chal kar aaye. (Sahih Bukhari,hadith no:651) […]

Madina Munawara

Madinah – Prophet Mosque

Madinah Munawarh Masjid Nabawi The prophet, may Allah bless him, said to the Muslims: “I was shown your place of migration, having palm tress between two Lavas. Clouds Over Masjid an Nabawi, Madina     Another Beautiful Night View of Masjid an Nabawi, Madina   Interior View of Masjid an Nabawi, with Majestic Pillars       A Door of Masjid an Nabawi Three Magnificent doors of Masjid an Nabawi Jannat ul-Baqi. Jannat ul-Baqi (جنة البقيع) is a cemetery in Madina, adjacent to Masjid an-Nabawi. It contains many of  Prophet Muhammad’s (PBUH) relatives and companions. On1 May 1925, mausoleums in […]

Madine Munawwara

HAZRATH SYEDUNA ABU BAKAR SIDDIQ raziallahu taala anhu

AMERUL MOMINEN HAZRATH SYEDUNA ABU BAKAR SIDDIQ raziallahu taala anhu. Aapka Naam e Mubarak Hazrath Abdullah bin Usman raziallahu taala anhu hai, Aapke walid e majid ka isme girami Hazrath Abu Qahafa Usman bin Amer raziallahu taala anhu hai, aur aapki walida e Majida ka Naam e Mubarak Hazrath Ummul khair salma raziallahu taala anha hai, Aapke Alqaab e mubaraka me SIDDIQ bahut mashoor hai, kyun ke ye mubarak Laqab aapko kisi maqlooq ne nahi diya balke KHALIQ E KAYENAAT ne Ataa farmaya hai, Aapka Wisaal e mubarak Madine Munawwara me 22 Jamidi us saani 13 hijri me hua.

honesty

Mujhe sab se zyada pasand wo baat hai jo sab se zyada sacchi ho

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main tum me se kisi ki tarah nahi hun ,mera rab mujhe khilata aur pilata hai. (sahih Bukhari,Hadees No:1825) Aanson ka sukh jana dilou ki sakhti ki wajeh se hota hai, Aur dil ki sakhti gunahon ki zyadati ki wajeh se hota hai, Aur Aaib zyada hone se gunah zyada hote hai. (Hazrath Yahiya bin muaaz rahmatullah alaih) Momin ki nishani ye hai ke aise logon ki suhbat me rahe jin se deen ki islah ho. (Hazrath Usman e Ghani raziallahu taala anhu) Agar momineen ALLAH TAALA se gunahon par maafi maangte […]

Todays Date
1st Ramadan