Friday-26-04-24


salah

Sabar karne wale hamesha kamiyaab hote hain

Bade se bade gunah ke baad jab banda Nadamat aur Touba ke saath ALLAH TAALA ke Saamne Haath phailata hai to ALLAH TAALA bande ko Maaf farmadeta hai… NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri ummat ke Rahem dil logon se apni muraden mango, aur unke qareeb raha karo, kyun ke meri rehmat unhi me hai, aur sang dil logon se muraden na mango, kyun ke wo meri narazgi ke muntazir hai. (Kanzul Ummal, hadith no:16802) Jise uska ilm haraam chezon se na roke wo nuqsaan me hai. (Hazrath Imaam e Azam abu Hanifa rahmatullah alaih) NABI […]

Madine Munawwara

Madine Munawwara ka juma dusri jagah ke Hazaar Jumon se Afzal hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Madine Munawwara ka juma dusri jagah ke Hazaar Jumon se Afzal hai. (Shubul Imaan, Hadith no:3825) HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Jab Raat ko Tashreef laate to Fiza me KHUSHBOO ke phelne se AAP Sallallahu alaihi wasallam ki pehchan hoti.. (Musannaf Ibne Abi Shaiba;hadith no:2632) ALLAH TAALA Ki Mohabbat ki nishani ye hai ke Banda Ibadat e Ilaahi me Sakht se Sakht Takleef bardast kare , kyun ke Mohabbat Aaraam se hasil nahi hoti. (Hazrath Sayeed Rahmatullah Alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs […]

Todays Date
1st Ramadan