Friday-26-04-24


Shaban

SHABAN ki 15th ki raat mere paas Jibreel ne Hazir hokar Arz kiya

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: SHABAN ki 15 wi raat mere paas Jibreel ne Hazir hokar Arz kiya  : AYE PAIKARE HAMD O SANA ! Apna sar e Anwar Aasman ki janib uthaye Main ne kaha ye kaounsi raat hai , Jibreel ne Arz kiya : Is Raat ALLAH TAALA Rahmat ke 300 Darwaze Kholta hai aur har us shakhs ko Baqsish farmadeta hai jisne uske saath kuch shirk na kiya ho siwaye unlogou ke jadogar ho ya kahin ho ya sharab ka aadi ho ya hamesha ka sood khaar aur zina kaar ho in logou […]

Dua Koi Bhi Rad

5 Aisi Muqaddas Ratien hain jin me dua Rad nahi ki jati

5 Aisi Muqaddas Ratien hain jin me dua Rad nahi ki jati. 1) Juma ki raat 2) Mahe Rajab ki pehli raat 3) SHABAN KI 15 WI RAAT (SHAB E BARAAT) 4) Eid ul fitr ki raat 5) Eid ul Azha ki raat. (Baihaqi ,shubul Imaan,hadith no:3558) Jo koi Shakhs (Ibadat karte hue ) Eideen aur SHABAN KI 15 wi RAAT Ko Jaagta hai to us shakhs ka dil murda nahi hoga, jis din aur logou ke dil murda hojainge… (Kanzul Ummal, hadith no:24107) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Shaban mera mahina hai, shaban Khataou ki […]

namaz

Shab – E – Barat ki Namaz

Imaam Gazali Rahmatullah alaih farmate hain : Shab e Baraat me 100 rakaat padhe har 2 rakaat par salaam phere aur surah fateha ke baad surah Ikhlaas 10 baar padhe , Aur agar chahe to 10 rakaat padhe aur har rakaat me surah fateha ke baad surah Iklaas 100 baar padhe , Ye namaz bhi HAZRATH NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se marwi hai , Salf Saliheen is namaz ko shab e baraat me adaa karte aur isko Salaat ul Khair kehte hain , Hazrath Hasan Basri Rahmatullah alaih farmate hain: Mujhe 30 SAHABA EKRAAM (raziallahu anhum ) ne […]

SALAAT UT TASBEEH IN SHABE BARA’AT

The Hadith describe much excellence of Salaat Ut Tasbeeh. There is a Hadith in Sunan Ibn Majah: Translation: It has been narrated on the authority of Hadhrat Abdullah bin Abbas (May Allah SWT be well pleased with them) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) told Hadhrat Abbas bin Abdul Muttalib (May Allah SWT be well pleased with them) that: O Abbas! O My uncle! Should I not grant you? Should I not honor you? Should I not treat you with Ihsaan (kindness)? Should I not tell you those 10 things, which when you perform, Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) […]

shab e barat

Shab e Baraat me kya fazail hai ?

Hazrath AYESHA SIDDIQA raziallahu taala anha ne farmaya: HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Kya tum janti ho ke is raat yane shab e baraat me kya fazail hai ? Aap raziallahu taala anha ne arz kiya : YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam iski shaan kya hai ? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Is Raat me pure saal me jo Aoulaad e Aadam paida hone wale hai wo likh diye jate hain , Aur saal bhar me jo halaak hone wale hain wo bhi likh diye jate hai , Aur isme logon ke amaal Rab ke huzor […]

Todays Date
1st Ramadan