Wednesday-08-05-24


Quotes of Hazrat Ali R.A

Best Quotes of Hazrat Ali (R.A.)

Hazrat Ali (R.A.) nay farmaya mujhe 3 cheezein buhat pasand hain:1: Mehmaan ki Khidmat. 2: Garmi ka Roza. 3: Dushman par Talwar.   Hazrat Ali R.A :JAB TUMHAIN KHUSYAN MILNY LAGAIN TOU 3 CHEZON KO NA BHOOLO:1)ALLAH KO. 2)USKI MAKHLOOQ KO. 3)APNI ASSLIAT KO! Hazrat Ali R.A :”Koi aaina insaan ki itni sachi tasveer nahi paish kar sakta jitni ki uski guftagoo paish karti hai.” Hazrat Ali R.A:Gareeb par ehsan karo kyun ke gareeb hone main waqt nahi lagta. Hazrat Ali R.a :Bura dost koiley ki tarah hota hai, jab garam hota hai to haath jala deta hai aur jab […]

Todays Date
1st Ramadan