ALLAH ko Razi karne ka behteren waqt Tahajjud ka hai

ALLAH ko Razi karne ka behteren waqt Tahajjud ka hai

Hasad nekiyon ko aise khaa jaata hai jaise aag lakdi ko aur sadqa gunahon ko aise bujhaata hai jaise paani aag ko (Sunan Ibn Majah, Hadith No.4200) Dunyadaari naam hai Allah se ghafil hone ka, Zarooriyaate Zindagi aur baal bacchon ki parwarish karna dunyadari nahi hai. (Hazrath Sheik Saadi rahmatullh alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se Aoouliya Allah ke bare me pucha gaya to Aap ne Irshaad farmaya: Wo log jinhe dekhne se ALLAH yaad aajaye.(wo aouliya Allah hain). (Sunan e Nasai,hadith no:11235) Hazrath Syeduna Hassan bin Sabit raziallahu taala anhu farmate hain: YA RASOOLALLAH! ﷺ Aap jaisa […]

Copy Rights Ahlesunnatuljamaat.com website maintained by XPERT XONE Interactive Services - London