Tuesday-19-03-24


last day of ramadan

How to spend the last night of Ramadhan

 Allah Most High has ordered us to express happiness on Eid. As given in the Holy Quran in Surah Yunus, verse 58: Say: ‘(All this) is due to the bounty and mercy of Allah (bestowed upon you through raising Muhammad [blessings and peace be upon him] as the exalted Messenger). So the Muslims should rejoice over it. This is far better than (all that affluence and wealth) that they amass.’ So, without wasting our time in markets and in shopping, we should prepare for Eid. Especially the last night, we should not waste and we should it in prayer, as […]

making ablution

Jo shaqs wuzu ke shuru mein Allah ka naam na liye (Bismillah Na Padhe)

Jis ka wuzu nahi uski Namaaz nahi, aur jo shaqs wuzu ke shuru mein Allah ka naam na liye (Bismillah Na Padhe), us ka wuzu nahi. (sunni Abu Dawood, hadees 101) Sab se zyada namaz ka sawaab us shakhs ko milega jo sab se zyada paidal chal kar aaye, Phir us se zyada sawaab us shakhs ko milega jo us se zyada dur se chal kar aaye.(Sahih Bukhari,hadith no:651) Aye Imaan walo! Sabar aur Namaz ke zarye madad liya karo beshak ALLAH sabar karne walou ke saath hai.(Surah Baqarah:53)

the last 10 days of Ramadan

Itikaf (in the mosque) in the middle third of Ramadan

Allah’s Apostle, Prophet Mohammed  (صلی اللہ علیہ وسلم) used to practice Itikaf (in the mosque) in the middle third of Ramadan and after passing the twenty nights he used to go back to his house on the 21st, and the people who were in Itikaf with him also used to go back to their houses. Once in Ramadan, in which he practiced Itikaf, he established the night prayers at the night in which he used to return home, and then he addressed the people and ordered them whatever Allah wished him to order and said, “I used to practice Itikaf for these […]

Sadqa

ALLAH TAALA ko bandon ki ye 3 cheezen pasand hai

NABI E KAREEM (صلی اللہ علیہ وسلم)  ne irshaad farmaya : Jisne Mujh se Mohabbat ki , uspar Lazim hai wo in dono (yane Hasan aur Husain raziallahu taala anhuma ) se bhi Mohabbat kare. (Sunan e Nasai , hadith no :8170) ALLAH TAALA ko bandon ki ye 3 cheezen pasand hai: 1) ALLAH TAALA ki rah me Taqat ka kharch karna,maal se ho ya jaan se 2) aur gunahon par Nadamat ke waqt rona 3) aur Faqe par sabar karna.

Shabe Qadr Nights

The Night of Qadr (لیلة القدر)

Laylat al qadr (لیلة القدر) : The Prophet (صلی اللہ علیہ وسلم) said, “Look for the Night of Qadr (لیلة القدر) in the last 10  nights of Ramadan ,’ on the night when 9 or 7 or 5 nights remain out of the last ten nights of Ramadan (i.e. 21, 23, 25, respectively).” Volume 3, Book 32, Number 238. Narrated by Ibn Abbas With the start of the last 10 days of Ramazan, the Prophet Mohammed (صلی اللہ علیہ وسلم) used to tighten his waist belt (i.e. work hard) and used to pray all the night, and used to keep his family awake for the prayers. Narrated by Aisha […]

Supplications Quran

Supplicating Allah Most High

When a son (or daughter) of Adam starts the day, all the organs of the body humble themselves before the tongue and say: You be conscious of Allah Most High with regard to us. Indeed, we are through you. If you remain straight, we will remain straight and if you go crooked, we all will go crooked. (Jame’ Tirmidhi, Abwaabuz Zuhud, Babu Maa Ja’a Fee Hifzil Lisaan, Hadith No. 2487) The most humble of all is the person who develops humility in supplicating Allah Most High and the most miserly of all who is miserly in greeting others with Salaam. […]

why do we sneeze

Sneezing in Islam

The person who answers to the sneeze of a person (saying Yarhamukallah) will be cured of toothache and earache. (Majma’ ‘Uz Zawaaid, Babu Al Hathhu ‘Ala Tashmeetil A’atis) The person who sneezes and makes haste is saying Alhamdulillah will be cured of back pain and that person’s gums will remain free of pain. (Majma’ ‘Uz Zawaaid, Babu Man Baadaral A’atisu Fil Hamdi)

Dua

Aye Imaan walo! Tum ALLAH ki aur uske RASOOL ki Ita’at karo

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Beshak ALLAH TAALA uske farishte (tamaam ) zameen wo Aasman wale yaha tak ke chinti apne bil me aur machliyan bhi us shakhs ke liye rahmat mangte hain jo logon ko bhalayi ki taleem deta hai. (Jame Tirmizi,hadith no:2685) Aye Imaan walo! Tum ALLAH ki aur uske RASOOL ki Ita’at karo.. (Surah Al-Anfaal:20)

calculating zakat

ZAKAT INFORMATION LIST – Ramzan

ZAKAT INFORMATION LIST. Rs•  Rupay    paisay 100.        2.           50 200         5.            00 300         7.            50 400.        10.         00 500.        12.          50 600.        15.          00 700.        17.          50 800.        20.          00 900.        22.          50 1000.      25.          00 1500.      37.          50 2000.      50.          00 2500.      62.          50 3000.      75.          00 3500.      87.          50 4000.      100.        00 4500.      112.        50 5000.      125.        00 5500.      137.        50 6000.      150.        00 6500.      162.        50 7000.      175.        00 7500.       187.       50 8000.       200.       00 8500.       212.       50 9000.       225.       00 9500.       237.       50 10000.     250.      00 15000.     375.      00 20000.     500.      00 25000.     625.      00 30000.     […]

TAHAJJUD ki badi FAZILAT hai

TAHAJJUD ki badi FAZILAT hai

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Tum me kaoun meri tarah hai main apne parwardigaar ke paas raat guzaarta ho , mera Rab Mujhe Khilata aur Pilata hai. (Sahih Bukhari, Hadith No:1825) Jis buzrugh ko jo bhi NEMAT mili hai wo TAHAJJUD hi se mili hai, Isliye Namaz e TAHAJJUD ki badi FAZILAT hai.(Hazrath Muhaddise Deccan Abdullah Shah Naqshbandi Rahmatullah Alaih)

Jannat me dakhil

Jannat me dakhil hone ke baad

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jannat me dakhil hone ke baad ek pukarne wala jannatiyon ko ye khushkhabri sunayega. Tum hamesha zinda rahoge kabhi mout na aayegi, Tum hamesha sehatmand rahoge kabhi bimaar na hoge, Tum Hamesha jawan rahoge kabhi budhapa na aayega, Tum Hamesha khushaal rahoge kabhi pareshani na aayegi. (Sahih Muslim,hadith no:7336)

Hadith

Ahle Jannat ke sar par aise Taj honge

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Ahle Jannat ke sar par aise Taj honge jinka chote se chota moti bhi Mashriq wo maghrib ke darmiyan ki chizon ko roushan kardega. (Jame Tirmizi,Hadith no:2562) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Musalman jab koi darakht lagata hai aur us se koi aadmi ya jaanwar khaye to wo uske liye sadqa hota hai. (Sahih BUkhari,Hadith no:958) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri ummat ke Rahem dil logon se apni muraden mango, aur unke qareeb raha karo, kyun ke meri rehmat unhi me hai, […]

Dua Of Ramadan

Duas to Read in Ramadan

First Day of Ramzan al-Mubarak Ramzan Day 1 Dua-e-Ramazan O Allah, on this day make my fasts the fasts of those who fast (sincerely), and my standing up in prayer of those who stand up in prayer (obediently), awaken me in it from the sleep of the heedless, and forgive me my sins , O God of the worlds, and forgive me, O one who forgives the sinners. Second Day of Ramzan al-Mubarak Ramzan Day 2 Dua-e-Ramazan O Allah, on this day, take me closer towards Your pleasure, keep me away from Your anger and punishment, grant me the opportunity […]

The Excellence of Ramadaan

Virtues of Ramadan : The month of Ramadaan is a blessing for which Muslims await throughout the year. Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) referred to this month as “The Month of My Ummah” and it is no doubt a month in which the Ummah can take advantage of the innumerable blessings, both spiritual and worldly. Hereunder is a discussion of some of the excellent qualities of the month of Ramadaan, as told to us by our Beloved Master Muhammad Mustafa (Sallallahu Alaihi Wasallam). Insha Allah it would inspire us to perform as many good deeds as we can during this sacred […]

Fasting During Sha'ban

The Excellence of Shabaan Month

Fasting in Shabaan in honour of Ramadaan We might not realize the greatness of the month that is upon us but Insha Allah we should try to spend this month the way Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) and his blessed Companions did, as we will learn hereunder. Hazrat Aisha Siddiqa (Radiallahu Ta’ala Anha) has said, “Allah’s Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) used to fast until we would say he was never going to stop fasting, and he would go so long without fasting that we would say he was never going to fast, but I never saw Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) fasting […]

SHABAN ki 15th ki raat

SHABAN ye wo mahina hai

SHABAN ye wo mahina hai jisme Bhalayon ke darwaze khole jate hai, Barkatien nazil hoti hai, khata’en darguzar ki jati hai, gunah mita diye jate hai, Aur HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e Aqdas me kasrat se hadya Durood pesh kiya jata hai, jo maqlooq me sab se behtar Zaat e Girami hain, Aur ye mahina NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam par DUROOD O SALAAM pesh kiye jane ka khususi mahina hai. (Al Ghunya At Talibi Tariqi Lil Haqqi , vol:1, pg:188)

Shab e Barat

15 wi Shaban ke 4 Naam hain

15 wi Shaban ke 4 Naam hain : 1) Mubarak Raat 2) Bara’at Wali Raat 3) Rahmat Wali Raat 4) Inaam Wali Raat (Tafseer e Kabeer ) Beshak ALLAH TAALA har saal Khana e Kaaba par ek martaba Tajalli e Khaas farmata hai aur wo Tajalli farmana Shaban ki 15 th Raat (shab e baraat ) ko hota hai aur Is waqt momineen ke dil Kaabe ke Mushtaaq hote hain. (Kanzul Ummal,hadith no:34713) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Shaban ki fazilat Tamaam mahino par aisi hai jaisi meri fazilat Tamaam Ambiya Ekraam par… (Al Ghunya At […]

15th Shabaan ki raat

Nabi Akram sallallahu alaihi wa sallam ne 15th Shabaan ki raat ko 14 rakaat namaaz ada farmaai, phir tashreef farma hokar 14 martaba Surah Fatiha, 14 martaba Surah Ikhlaas, 14 martaba Surah Falaq, 14 martaba Surah Naas aur 1 martaba Aayatul Kursi aur Surah Tauba ki aayat no. 128 (La Qad Jaa’akum Rasoolum…) tilaawat farmaai…..aisa karne waale ko 20 maqbool hajj aur 20 saal ke maqbool rozon ka sawaab hai. (Baihaqui Shu’abul Iman, Kitaab Us Saum, Hadith No. 3683) 15 wi Shaban ke 4 Naam hain : 1) Mubarak Raat 2) Bara’at Wali Raat 3) Rahmat Wali Raat 4) Inaam […]

ALLAH TAALA SHABE BARAAT KO AASMAN E DUNIYA PAR NUZOOL E IJLAAL FARMATA HAI

UMMUL MOMINEEN HAZRATH AYESHA SIDDIQA Raziallahu taala anha ne farmaya: Main Ek Raat HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ko na payi, main nikli aur dekha ke aap BAQI me tasreef farma hain , HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: Kya tumhe Andesha hua ke ALLAH TAALA AUR USKE RASOOL tum par zyadati karen ? Main ne arz kiya : YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! Main ne khayal kiya ke Aap kisi aur Zoujaye mutahhara ke paas tashreef legaye hain, To HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya:  ALLAH TAALA SHABE BARAAT KO AASMAN E DUNIYA PAR NUZOOL E IJLAAL FARMATA HAI, […]

Shaban

SHABAN ki 15th ki raat mere paas Jibreel ne Hazir hokar Arz kiya

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: SHABAN ki 15 wi raat mere paas Jibreel ne Hazir hokar Arz kiya  : AYE PAIKARE HAMD O SANA ! Apna sar e Anwar Aasman ki janib uthaye Main ne kaha ye kaounsi raat hai , Jibreel ne Arz kiya : Is Raat ALLAH TAALA Rahmat ke 300 Darwaze Kholta hai aur har us shakhs ko Baqsish farmadeta hai jisne uske saath kuch shirk na kiya ho siwaye unlogou ke jadogar ho ya kahin ho ya sharab ka aadi ho ya hamesha ka sood khaar aur zina kaar ho in logou […]

Dua Koi Bhi Rad

5 Aisi Muqaddas Ratien hain jin me dua Rad nahi ki jati

5 Aisi Muqaddas Ratien hain jin me dua Rad nahi ki jati. 1) Juma ki raat 2) Mahe Rajab ki pehli raat 3) SHABAN KI 15 WI RAAT (SHAB E BARAAT) 4) Eid ul fitr ki raat 5) Eid ul Azha ki raat. (Baihaqi ,shubul Imaan,hadith no:3558) Jo koi Shakhs (Ibadat karte hue ) Eideen aur SHABAN KI 15 wi RAAT Ko Jaagta hai to us shakhs ka dil murda nahi hoga, jis din aur logou ke dil murda hojainge… (Kanzul Ummal, hadith no:24107) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Shaban mera mahina hai, shaban Khataou ki […]

namaz

Shab – E – Barat ki Namaz

Imaam Gazali Rahmatullah alaih farmate hain : Shab e Baraat me 100 rakaat padhe har 2 rakaat par salaam phere aur surah fateha ke baad surah Ikhlaas 10 baar padhe , Aur agar chahe to 10 rakaat padhe aur har rakaat me surah fateha ke baad surah Iklaas 100 baar padhe , Ye namaz bhi HAZRATH NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se marwi hai , Salf Saliheen is namaz ko shab e baraat me adaa karte aur isko Salaat ul Khair kehte hain , Hazrath Hasan Basri Rahmatullah alaih farmate hain: Mujhe 30 SAHABA EKRAAM (raziallahu anhum ) ne […]

SALAAT UT TASBEEH IN SHABE BARA’AT

The Hadith describe much excellence of Salaat Ut Tasbeeh. There is a Hadith in Sunan Ibn Majah: Translation: It has been narrated on the authority of Hadhrat Abdullah bin Abbas (May Allah SWT be well pleased with them) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) told Hadhrat Abbas bin Abdul Muttalib (May Allah SWT be well pleased with them) that: O Abbas! O My uncle! Should I not grant you? Should I not honor you? Should I not treat you with Ihsaan (kindness)? Should I not tell you those 10 things, which when you perform, Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) […]

shab e barat

Shab e Baraat me kya fazail hai ?

Hazrath AYESHA SIDDIQA raziallahu taala anha ne farmaya: HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Kya tum janti ho ke is raat yane shab e baraat me kya fazail hai ? Aap raziallahu taala anha ne arz kiya : YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam iski shaan kya hai ? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Is Raat me pure saal me jo Aoulaad e Aadam paida hone wale hai wo likh diye jate hain , Aur saal bhar me jo halaak hone wale hain wo bhi likh diye jate hai , Aur isme logon ke amaal Rab ke huzor […]

durood aur salaam

Aap Sallallahu alaihi wasallam par durood aur salaam

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya :  ” Mashriq wo maghrib me jo musalmaan bhi mujh par salaam bhaijhta hai mai aur mere Rab ke farishte unke bhaijhe hue salaam ka jawaab dete hain. (Hilyatul Aowliya,pg: 349) Ek Martaba HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam se arz kiya gaya: Wo jo Aap par Nazdeek se durood bhaijhte hai, Dur se Durood bhaijhte hai, aur baad me aane wale bhi bhaijhinge, kya ye sab Durood Aapko Pesh kiye jate hain ? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ” MAIN AHLE MOHABBAT KA DUROOD KHUD SUNTA HU AUR UNHE PEHCHANTA […]

hadith

Playing cards on computer

Can we play cards on computer in which we don’t give or take money from any one? Answer: The Shariah permits such games which exercise the brain and/or the body, provided time is not wasted and the rights of Allah Most High and the rights of the creation are not affected and neither should one become heedless of Salaat. The game which you ask about benefits neither the brain nor the body. Thus, one should avoid such games at all costs. And Allah Most High knows best. Mufti Syed Ziauddin Naqshbandi Qadri [Professor, Islamic Law, Jamia Nizamia, Founder-Director, Abul Hasanaat […]

swimming when fasting

Can we go for swimming when fasting?

Swimming during ramadan : Question: Can we go for swimming when fasting? Answer: If water enters the body, either through the mouth or through other orifices of the body, then the fast is invalidated. In swimming, water anyhow enters the body through the mouth, ears, nose or other orifices. As such, swimming is not permissible when one is fasting. And Allah Most High knows best. Mufti Syed Ziauddin Naqshbandi Qadri [Professor, Islamic Law, Jamia Nizamia, Founder-Director, Abul Hasanaat Islamic Research Center]

sadaqa

Sadqa ALLAH TAALA ke Gazab ko thanda karta hai

Hazrath Imaam e Shafai Rahmatullah alaih se Pucha gaya : ALLAH TAALA ke nazdeek halat e Ataa wo Khushhali pasandida hai ya Halat e Musibat wo Bala ? Aap ne farmaya : Musibat ke baad hi Ataa wo Khushhali milti hai. To Jo koi Musibat par Sabar karta hai to use Ataa wo Rahat ki Khushkhabri dijati hai. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Sadqa ALLAH TAALA ke Gazab ko thanda karta hai aur buri mout se Mahfooz rakhta hai. (Sahih Muslim,hadith no:263) Apne maamlat me un logon se mashwara lo jo ALLAH TAALA se Darte hai. […]

Apni Zuban ko Zikr o Shukr se Hamesha Taro Tazah rakhe

Apni Zuban ko Zikr o Shukr se Hamesha Taro Tazah rakhe, Allah ke Zikr mein Dil ka Sukoon hai Aur Allah ke Zikr se Apni Zuban ko Paak karte rahen Allah Tumhe Gunaho se paak kardega. Dil ki Zeenat Chaar Cheezen Hain ♥ Sabr ♥ Zikr ♥ Shukr ♥ Gour o Fikr. ✦……….♥ Allah Walon ki Majlis ke Fawayed ♥……….✦ ✿ Naik logon ki Sohbat mein baithne se Insan ✿ ◈➲ Shak se Yaqeen ◈➲ Riyakari se Ekhlaas ◈➲ Ghaflat se Bedari ◈➲ Dunya ki Mohabbat se Aakhirat ki Fikr ◈➲ Takabbur se Tawazeh o Inkisari ◈➲ Bad’diyanati se Khair […]

Aye logo! ALLAH ka zikar kiya karo kyun ke isme shifa hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Meri ummat me Mujh se beinteha Mohabbat rakhne wale aise log bhi honge jo mere baad aainge uni aarzo hogi ke kaash wo apna ghar bar aur maal wo aoulad sab kuch qurban karke kisi tarah mujhe dekhle. (Sahih Muslim, hadith no:7323) Hazrath Anas raziallahu taala anhu farmate hain:Koi kasturi kabhi koi atar aisa nahi sungha jo HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke Pasine mubarak se zyada khushboo daar ho. (Shamail e Tirmizi) Momin jis qadar umar rasida(bodha) hota hai uska Imaan usi qadar taqatwar hota hai.(Hazrath Sheik Abdul […]

what to pray on shab e barat

Shab E Barat Namaz

What to pray on shab e barat  After Maghrib Salaah 6 rakaats of Nafl Salaah should be read as three sets of two rakaats. Before the first 2 rakaats, make Dua to receive a long life through the barkat of those 2 rakaats. For the second set make Dua to be saved from all types of problems and for the third set make Dua for Allah Ta’ala not to make you needy of anyone besides Him. After each set of rakaats, recite Surah Yaseen once, Surah Ikhlaas 21 times and thereafter Dua-e-Nisfe Shabaan. One should also try to fast on […]

what to pray on shab e barat night

What to read on shab e barat

What to pray on shab e barat night  Hazrat Aisha Siddiqa (Radiallahu Ta’ala Anha) reports that once on Shab-e-Baraat NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam went into prostration for a long time and she watched him until she thought that Allah Ta’ala had taken His Messenger (Sallallahu Alaihi Wasallam) from this world. After a long time had elapsed, she got close enough to touch the soles of his feet. He stirred, and she heard him say in his prostration, “I take refuge with Your pardon from Your punishment. I take refuge with Your approval from Your displeasure. I take refuge in […]

shab e barat in quran

The Importance of Shab-e-Baraat

The Significance of Shab-e-Baraat There are many merits of Shabaan, especially the 15th of Shabaan, which is known as Shab-e-Baraat or Lailatul Baraat, meaning the Night of Absolution. Insha Allah here under we will discuss the auspiciousness of Shab-e-Baraat and also a few things that should be read on this night. Just to highlight the significance of Shabaan, Hazrat Anas ibn Malik (Radiallahu Ta’ala Anh) reports that once when Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) was asked about the most meritorious fasting, he replied, “Fasting in Shabaan in honour of Ramadaan.” Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wasallam) would fast for the whole month of […]

ALLAH

Qayamat ke din un logon ka hisaab asaan hoga jo aaj duniya me

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Apne bhai se muskurakar milne aur achi baton ka hukum dene aur bure kamon se rokne ka sawaab sadqe ke barabar hai. (Jame Tirmizi, hadith no:1956) Qayamat ke din un logon ka hisaab asaan hoga jo aaj duniya me ALLAH TAALA ki Raza ke liye apna muhasaba karte hai. (Hazrath Hasan basri rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ke khouf se momin ki aankh se nikalne wala anso uske liye duniya aur uski har cheez se behtar hai aur ek saal ki ibadat se behtar […]

darood sareef

Jo Juma ke din ya raat me Surah “Haa meem Dukhan” padhega

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Main ne Jibreel Ameen se daryaft kiya kaunsa amal ALLAH TAALA ke nazdeek pasandida hai, Hazrath Jibreel Ameen Alaihissalaam ne arz kiya: Aye Paikar e Hamd o Sana! Aap par Durood padhna aur Ali bin Abu Talib ki Mohabbat. (Musnad ul Firdoos) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Apni majlison ko Mujh par Durood padhne ke saath zinat do, Mujh par tumhara Durood padhna Tumhare liye Qayamat ke din Noor hoga. (Sunan e Dailami) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo Juma ke din ya raat me Surah […]

If I had not heard the Prophet saying, “You should not long for death

Narrated by Abu Huraira : I heard Allah’s Apostle saying, “By Him in Whose Hands my life is! Were it not for some men who dislike to be left behind and for whom I do not have means of conveyance, I would not stay away (from any Holy Battle). I would love to be martyred in Allah’s Cause and come to life and then get, martyred and then come to life and then get martyred and then get resurrected and then get martyred. Volume 9, Book 90, Number 332 Volume 9, Book 90, Number 339 : Narrated by Anas : If […]

mohammed salla alayhi wa sallam

Jisne HASAN AUR HUSAIN Raziallahu taala anhuma se Mohabbat ki , usne dar haqiqat mujh hi se Mohabbat ki

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam se arź kiya gaya : Aapko apne Ahle Bait me se sab se zyada kaun mahboob hain ?HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya : HASAN AUR HUSAIN AUR Aap Sallallahu alaihi wasallam Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha se farmaya karte the : Mere Shehzadon ko bulao phir Aap sallallahu alaihi wasallam unhe chumte aur unhe apne saath lipta lete. (Jame Tirmizi , Hadith no :3772) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : Jisne HASAN AUR HUSAIN Raziallahu taala anhuma se Mohabbat ki , usne dar haqiqat mujh hi se Mohabbat […]

Saying “Bharat Mata ki jai” is against belief in Oneness of Almighty Allah and unacceptable to Muslims.

Islam is a complete way of life. To Muslims, nothing which goes against the tenets of their faith is acceptable. The purpose of the Prophethood of Prophet Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) is to teach the Oneness of Allah Most High and to attain His gnosis. A Muslim worships Almighty Allah alone. The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) is the epitome of all distinctions and the fount of all good. From every point of view, he is without peer or parallel. There is none like him among all the creation of the Lord Almighty. He is the Imam of […]

HAZRAT ANAS رضي الله عنه se riwayat hai k jis ghar mein QURAN padha jaata hai

☪☪❇❇☪☪❇❇☪☪ FAZAIL E QURAAN ART 01 ISHQ E NABI ﷺ ☪☪❇❇☪☪❇❇☪☪ AHADEES E MUBARAKA HADEES 1: ♓AZRAT SHADDAAD BIN OOS رضي الله عنه se riwayat hai k jo musalman leyt’te huye (yaani sone se pehle) kitaab ullah ki koi surah padh leta hai to ALLAH TA’ALA usper ek farishta muhafiz muqarrar kar deta hai wo farishta kisi aziyat dene waali cheez ko uske paas nahi aane deta yahaan tak k jab tak wo musalmaan bedaar hota hai us waqt wo farishta bhi apni khidmat se sabakdosh hojata hai. (Daarimi) HADEES 2: HAZRAT ABDULLAH BIN OMER رضي الله عنه se riwayat […]

Best Quotes about Namaz

Namaz momin ki meraj hai

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ke Asmaaye mubaraka me se ek isme mubarak HAASHIR bhi hai jiske mutaliq Aap irshaad farmate hain: LOGON KO MERE QADMON ME JAMA KIYA JAYEGA. (Sahih Bukhari,vol:2,pg:227) Namaz momin ki meraj hai, Qurb e Ilahi ke liye Namaz hi zarya hai. (Hazrath Khawja ghareeb Nawaz rahmatullah alaih) Jisne Buzrugon ka zikar suna uske dil me ALLAH TAALA ki mohabbat badhti hai aur ita’at me izafa hota hai. (Hazrath Nizam uddin Awliya rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Chori ke etebar se sab se badtaren wo shakhs hai jo apni namaz […]

Quran

Aye Abu Huraira! Logon ko Quraan sikhate raho aur sikhte raho

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jab ALLAH TAALA kisi bande ko koi nemat ataa farmata hai aur wo banda uspar ALHAMDULILLAH kahe, to jo nemat usne hasil ki hai us se behtar diya jayega. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:3805) Apne tamaam maamlat ALLAH par chodh do kyun ke ALLAH behtaren badla dene wala hai. (Hazrath Syeduna Imaam Hasan raziallahu taala anhu) Hazrath Abu Huraira raziallahu taala anhu ne farmaya: NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne Mujh se irshaad farmaya: Aye Abu Huraira! Logon ko Quraan sikhate raho aur sikhte raho, Kyun ke isi haal me […]

Is there a Hadith that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) welcomed Ramadhan

Question: Mufti Sahab! Is there any Hadith, which says that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) gave greetings of the arrival of Ramadhan? Please give details about it. Answer: The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) has described the greatness of Ramadhan before the arrival of Ramadhan. He (Sallallahu alaihi wa sallam) gave sermons regarding the excellence and greatness of Ramadhan. Basically, there are 3 Hadith about welcoming Ramadhan, which are like 3 eloquent sermons on welcoming Ramadhan. Before the arrival of Ramadhan, the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) would give the Companions (Sahabah) glad tidings of its […]

Har wo kaam acha hai jisse Aakhirat ki bhalayi maqsood ho

Paak hai wo Zaat jisne apne banda e khaas (hazrath Mohammed Mustafa Sallallahu alaihi wasallam ) ko Raat ke muqtasar se hisse me Masjid e Haraam se Masjid e Aqsa tak Sair karayi , jiske atraaf humne barkaten rakhi hai , taake hum unhe apni qudrat ki nishaniyan dikhayen , bilashuba wahi sunne wala dekhne wala hai. (Surah : Bani Israeel: 1) Har wo kaam acha hai jisse Aakhirat ki bhalayi maqsood ho. (Hazrath Usman e ghani raziallahu taala anhu)

Rajab

Jis shakhs ne 27 rajab ka roza rakha uske liye 60 mahine roza rakhne ka sawaab hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne 27 rajab ka roza rakha uske liye 60 mahine roza rakhne ka sawaab hai. (Al ghunyatut Talibi Tariqi lil haqqi,vol:1,pg:182) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Mahe Rajab me ek raat aur ek din hai jisne us din roza rakha aur us raat me ibadat ki to usne goya 100 saal roza rakha aur 100 saal Ibadat kiya. (Fazail ul Auoqaat lil imaam baihaqi,vol:1,pg:13) Jo koi 27 rajab ko roza rakhega aur iftaar ke waqt dua karega to uske 20 saal ke gunah maaf hojainge. […]

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne us ladke se pucha ke itna batao ke main kaun ho?

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat me ek ladka laaya gaya, jo paida’eshi gunga tha, HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne us ladke se pucha ke itna batao ke main kaun ho? us ladke ne arz kiya: Aap ALLAH KE RASOOL (sallallahu alaihi wasallam) hain. (aur usi waqt se baat karne laga). (Baihaqi fi Dalailun Nabuwwa,Hadith no:2311) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasllam ek roz hamare darmiyan Qiyaam farma hue: aur AAP Sallallahu alaihi wasallam ne Maqloqaat ki ibteda se lekar Jannatiyon ke Jannat me dakhil hone aur Dozaqiyon ke Dozaq me dakhil hojane tak hame sab kuch bata […]

Promise of Allah

Raat ke Farishte aur Din ke Farishte

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tumhare paas Raat ke farishte aur din ke farishte baari baari aate hain, Aur wo Fajar ki Namaz me aur Asar ki Namaz me jama hote hain, Phir jin farishton ne tumhare saath raat guzari thi wo upar jate hain, ALLAH TAALA unse Sawaal karta hai halanke wo unse zyada Janne wala hai: Tumne Mere bandon ko kis haal me choda? Wo kahenge ke hum ne unko is haal me choda ke wo Namaz padh rahe the aur jab hum unke paas aaye the to wo Namaz padh rahe the. (Sahih […]

Todays Date
1st Ramadan