Tuesday-19-03-24


lailatul qadr

Importance of Shab E Qadr|Lailatul Qadr

Shab E Qadr – Lailatul Qadr (The Night of Power) Innaa anzalnaahu fee lailatil qadr, Wa maa adraaka ma lailatul qadr, Lailatul qadri khairum min alfee shahr, Tanaz zalul malaa-ikatu war roohu feeha bi izni-rab bihim min kulli amr, Salaamun hiya hattaa mat la’il fajr بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ إِنَّا أَنْزَلْنَاهُ فِي لَيْلَةِ الْقَدْرِ وَمَا أَدْرَاكَ مَا لَيْلَةُ الْقَدْرِ لَيْلَةُ الْقَدْرِ خَيْرٌ مِنْ أَلْفِ شَهْرٍ تَنَزَّلُ الْمَلَائِكَةُ وَالرُّوحُ فِيهَا بِإِذْنِ رَبِّهِمْ مِنْ كُلِّ أَمْرٍ سَلَامٌ هِيَ حَتَّى مَطْلَعِ الْفَجْرِ Ramazan is a wellspring of mercy and blessings. It is a month of profuse worship and establishing Salaat and fasting and […]

Itikaaf - An introduction

Itikaaf – An introduction

Almighty Allah says in the Holy Quran: ‘Itikaaf literally means committing oneself to stay put in a place. In the terminology of the Shariah, it means to stay day and night in a mosque while fasting with the intention of worship. There are 3 types of ‘Itikaaf, Compulsory (Wajib), Sunnah and Nafl (supererogatory). Compulsory ‘Itikaaf is when someone takes an oath to perform ‘Itikaaf for a set number of days, etc. and thus makes it Compulsory upon himself (or herself). Sunnah ‘Itikaaf is to perform ‘Itikaaf for the last 10 days of Ramadhan. This is Sunnah Moukkada Kifayah. If no […]

itikaf ki fazilat

NABI E KAREEM (ﷺ) ne Etekaaf ke baare me farmaya

Ummul Momineen Hazrath AYESHA SIDDIQA raziallahu taala anha farmati hain:NABI E KAREEM (ﷺ) Ramzan Ul Mubarak ke Aakhri Ashre me Etekaaf farmaya karte aur Irshaad farmate : Tum Shab e Qadar ko Ramzan ul Mubarak ke Aakhri Ashre me Talaash karo ! (Sahih Bukhari,hadith no :2020)   NABI E KAREEM (ﷺ) ne Etekaaf ke baare me farmaya: Wo gunah se rok deta hai, uske liye aisi nekiyan likhi jati hain jo tamaam nekiyou par amal karne walou ke liye likhi jati hain. (Sunan e Ibne Majah,Hadith No:1781)   Ummul Momineen Hazrath AYESHA SIDDIQA raziallahu taala anha farmati hain NABI E KAREEM (ﷺ) […]

Roza aur Quraan

Roza aur Quraan Qayamat ke din Shafa’at karenge

Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu ne farmaya:Main Quraan ki har aayat ke bare me janta ho ke wo kiske baare me kis jagah aur kis par nazil hui, Beshak mere rab ne mujhe bahot zyada samjh wala dil aur fasih zabaan ataa farmayi hai. (Hilyatul Aouliya, Vol:1, pg:68) HUZOOR(ﷺ) ne irshaad farmaya:  Koi Munafiq Hazrath Ali (raziallahu taala anhu ) se Mohabbat nahi karsakta aur koi Momin Aap se Bugz nahi rakh sakta. (Jame Tirmizi,hadith no:3717) Hazrath Ali Razi Allah Tala Anhu Farmate hai: Logon se ussi tarah maaf karo, jaise tum Allah Ta’la se umeed rakhte ho ke […]

Todays Date
1st Ramadan