Hazrath Ibne Abbas (RA) riwayat karte hai ki Hazrath Abubakar Siddique (RA) ne arz kiya :
Ya Rasoollallah! Aap par budapa aa gaya? Aap sallallahu alaihi wasallam ne irshad farmaya :
Muhje… surah : Hud, surah: Waqiah, surah : Mursalat, surah : Amma yatasa alun aur surah : iza shamsu kuwirat (Al Takweer) ne buda kar diya!
Faida : Buda islye kar diya ki in suraton me Qayamat aur aakhirat aur mujrimon par Allah Taa’la ke azaab ka bada haulnaak bayaan hai!
Related Links:
Surah Hud
Surah Al-Mursala
surah amma yatasa alun
Surat Al-Takweer
Comments
Gazwah Qandaq and the war strategy by Prophet Muhammed ﷺ
Kuffar Quraish ki qazwah E Ahad ke baad aur himmatein badh gai – Inho nay Makkah jakar bade faqr o ...
Eid Milad Un Nabi ﷺ Mubarak – 1441
Happy Milad Un Nabi 12 – ربيع الأوّل – 1441 May the Blessings of this Milad-Un-Nabi Celebration Bring lots of ...
Hazrath Abdullah Bin Umar Razi Allahu Taala Anha
Hazrath Abdullah Bin Umar Razi Allahu Taala Anha se kisi ne halat ahram main makkhi marne ke baare main poocha, ...