Surah Bakrah ki fazilat
- Jis Ghar mein surah bakrah ki tilawat ki jati hai shaitan us ghar mein dakhil nahi hota (Muslim : 1281)
- Jis ghar me surah Bakrah ki aakhri do aayatien padhien jai wahan teen din tak shaitaan nahi aata.
- Jo shakhs Surah Mulk ko har raat padha kare Allah Ta’la Use Qabar ke azaab se mahfooz rakhega. (Sunan e ibne mahaj)
- Jis ne juma ke din surah kahf tilawat ki us ke liye ayenda jume tak noor raushan kardiya jata hai.
- “Laa Haula Wa Laa Quwwata il-la-Bil-Laah” padha karo kiyun ke ye jannat ke khazanon mein se ek khazana hai (Sahi Muslim)
Comments
Gazwah Qandaq and the war strategy by Prophet Muhammed ﷺ
Kuffar Quraish ki qazwah E Ahad ke baad aur himmatein badh gai – Inho nay Makkah jakar bade faqr o ...
Eid Milad Un Nabi ﷺ Mubarak – 1441
Happy Milad Un Nabi 12 – ربيع الأوّل – 1441 May the Blessings of this Milad-Un-Nabi Celebration Bring lots of ...
Hazrath Abdullah Bin Umar Razi Allahu Taala Anha
Hazrath Abdullah Bin Umar Razi Allahu Taala Anha se kisi ne halat ahram main makkhi marne ke baare main poocha, ...
Dil jis se zinda hai, wo tamanna Tumhi to ho by Nusrath Sahab
Dil jis se zinda hai, wo tamanna Tumhi to ho, That which is keeping my heart alive, that hope is ...