Wednesday-08-05-24


The Morning Charity Hadith

The Morning Charity Hadith

The Prophet (صلى الله عليه و سلم)  said, In the morning, charity is due on every joint bone of the body of everyone of you. Every saying of “Subhan Allah” is charity. Every saying of “Alhamdulillah’ is Charity. Every saying of “La ilaha Illallah” is charity. Enjoying good is charity, forbidding evil is charity and two rak’ah of Dua prayers which one performs in the forenoon is equal to all this (in reward) [Muslim, Ahmad and Abu Dawood]  The best charity is that which is practiced by a wealthy person. And start giving first to your dependents. Bukhari Whatever wealth you […]

Durood

THE VIRTUES EXCELLENCE AND REWARDS OF DUROOD SHARIF

“As He (Sallallahu alaihi wasallam ) walked in Makkah, every tree and stone we had passed began to say assalamu alayka yaa Rasullalah Sallallahu alaihli wasallam.(Hazrath Imam Ali Raziallahu taala anhu) The first man who will meet the Prophet (Sallalahu Alaihi Wasallam) on the day of Judgement will be that person who had recited the durood maximum number of times in his life time. Anas Bin Maalik (Razi Allahu Anhu said: Verily the Prophet (sallalla hu alaihi Wasssallam ) said: Whoever sends Salah upon me once Allah will send ten upon him remove ten of his sins and raise his […]

sajda

Bahot Kimti Hadees – SUBHANALLAH!

Yeh bahot kimti HADEES hai sab ko batao, apne dil mein mat rakhna. SAWAL: Namaz mein 2 sajde kyon kiye jaate hai.? JAWAB: Jab ALLAH ne farishton ko hukum diya ki ADAM (A.S) ko sajda karo toh unhone sajda kiya, Lekin IBLEES ne nahi kiya toh usko MARDOOD qarar de kar Jannat se nikal diya. IBLEES ki yeh halat dekh kar FARISHTON ne SAJDA-E-SHUKAR ada kiya aur kaha, “Aye ALLAH tera shukar hai ke tune humein apna hukum baja laane aur apni ibadat karne ki taufeeq ata farmayi”. Woh 2 SAJDE aaj tak NAMAZ mein ada kiye jaa rahe hai, 1) […]

ALLAHUMMA INNI AS’ ALUKA AL’AFIYAH

Afiyah – SHORTEST BUT POWERFUL DUA

Sending you a little gift. A little dua that you may or may not know. Make dua Asking for Afiyah, Abbas (May Allah be please with him ) ALLAHUMMA INNI AS’ ALUKA AL’AFIYAH *The SHORTEST BUT POWERFUL PRAYER** *Do you know it ???*.. Al-Abbas (R.A.), the uncle of the Prophet (ﷺ), came to the Prophet (ﷺ) and said: “Ya Rasulullah, teach me a du’a.” The Prophet ( ﷺ) said: “O my uncle, say: *ALLAHUMMA INNI AS’ ALUKA AL’AFIYAH* (O Allah, I ask you for afiyah). Know what is Afiyah? Afiyah means – ● To be saved from any afflictions, you […]

Commandments of ALLAH in Quran

100 Commandments of ALLAH in Quran

~~••Commandments of ALLAH in Quran••~~ 1. Do not be rude in speech (3:159) 2. Restrain Anger (3:134) 3. Be good to others (4:36) 4. Do not be arrogant (7:13) 5. Forgive others for their mistakes (7:199) 6. Speak to people mildly (20:44) 7. Lower your voice (31:19) 8. Do not ridicule others (49:11) 9. Be dutiful to parents(17:23) 10. Do not say a word of disrespect to parents (17:23) 11. Do not enter parents’ private room without asking permission (24:58) 12. Write down the debt (2:282) 13. Do not follow anyone blindly (2:170) 14. Grant more time to repay if […]

Ramadan رمضان Kareem Daily hadiths

Ramzan Kareem Daily Hadith

Ramzan Kareem daily Hadith Ist Ramadan: Huzoor ﷺ ne kaha jo shaks Ramdan ka roza baghair kisi wajah ke chod de,us roze ka sawab saal bhar roze rakhne per bhi nahi milega.(Tirmidhi: 655) 2nd Ramadan: Jo Shaks Ramadan ke Roze Khalis Allah ke liye pure yaqeen ke saath rakhe uske pichle saare gunah maaf kardiye jate hain(BUKHARI:1905). 449  3rd Ramadan: Hazrat Anas (R.A) farmate hein ke RasoolAllah ﷺ ne farmaya hai sehri kiya karo isliye ke sehri karne mein barkat hai(HADEES BUKHARI: 1789). 4th  Ramadan: Rasoolullah ﷺ ne farmaya ke: Ramadan ke mahine ke aate hi Allah(S.W.T) arsh ke uthane wale […]

Quran in Ramzan

Quran and Fasting Hadith

Almighty Allah says: The reward of any virtuous deed of the progeny of Adam is for him (or her) alone, except fasting. That is for Me alone and I will fix its reward. (Sahih Bukhari, Hadith No. 1904) Narrated Ibn ‘Abbas (رضي الله عنه‎‎) That: The Prophet Mohammed (صلى الله عليه و سلم) Sallalla hu Alaihi Wassalaam was the most generous of all the people, and he used to become more generous in Ramadan when Gabriel met him. Gabriel used to meet him every night during Ramadan to revise the Qur’an with him. Allah’s Messenger then used to be more […]

At the time of iftaar

At the time of iftaar I will never Refuse the Dua

Once Moosa (AS) asked Allah Ta’ala: O Allah! You have granted me the honor and privilege of talking to you directly, Have you given this privilege to any other person? Allah Ta’ala replied, O!! Moosa during the last period I am going to send an ummat, who will be the Ummat of Mohammed (SAW) with dry lips, parched tongues, emaciated body with eyes sunken deep into their sockets, with livers dry and stomachs suffering the pangs of hunger- will call out to me (in dua) they will be much closer to me than you O Moosa! while you speak to […]

Namaaz

Namaz ka Tarjuma

*Namaz* me jo aap padhte ho us ka *tarjuma* kya hai samjh lo samjh k padhoge to aap ko  *namaz* padhne me pata chalega aap kya padh rahe ho ……………………….. .. *SANA:-* Subhanaka Allahumma Wa  Bihamdika Wa tabarakasmuka Wat’ala Jadduka Walaa ilaha Gairuka. *TARJUMA:-* Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwala Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain Tere Siva Koyi. *RUKU ME:-* Subhana Rabbiyal Azim *TARJUMA:-* Paak he mera Rab Azmat wala. *RUKU SE UTHTE WAQT:-* SamiAllahu Liman Hamida. Rabbana Lakal Hamd. *TARJUMA:-* Allah ne uski sunn […]

Ramzan me apna kharch badhado

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : FATIMA to bas mere jigar ka gosha hai, unhe Takleef dene wali cheez MUJHE takleef deti hai.(Sahih Muslim, hadith no:2449) Jab banda apne Rab ke liye Taqwa Ikhtiyaar karta hai,To ALLAH TA’LA use aur Hidayaton ki taraf rehnumayi farmata hai. Hazrath Abdullah bin Abbas raziallahu taala anhuma ne farmaya:Jab Mahe Ramzan Shuru hota to HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam har qaidi ko Aazaad kardete aur har Mangne wale ko ataa farmate.(Shubul Imaan ,Hadith no :3475) Hazrath Abu Abdur Rahman Raziallahu taala anhu HAZRATH SYEDUNA ALI MURTUZA Raziallahu taala anhu […]

Islamic

ISLAM –IMAN-IHSAN (KULL DEEN)

Tauheed- Risalat- Ahkirat and Islam-iman-ihsan “Bismillahir Rahmannir Raheem””Al-Hamdu Lillaahi Rabbil ‘Aalameen was Salaatu was- Salaamu ‘Alaa Sayidinaa Muhammadin wa Aalihi wa Asabihi Ajma ‘een (tauheed- risalat- ahkirat and islam-iman-ihsan) ISLAM –IMAN-IHSAN (KULL DEEN) Tasawuf(tazkia/purification) =islah e amaal (deeds) +islah e ahwal (condition) +islah e ahklaq(manners) Tasawuf =Islam is shariat +iman is tariqat +ihsan is haqiqat (complete /perfect/kamil deen) Tasawuf= Perfection of islam iman and ihsan kull deen =beginning islam+iman/faith+ihsan /prefection (kamal) Kull deen =  1.ibadate elahi 2.ghulamane mustafa 3.mohabbate ahle baith 4.azmate sahaba 5. Shobate awliya . Kull deen =Islam(muslim)-iman(momin)-ihsan(mohsin) Kull deen =aqidah(tenants of the faith) +amal(deeds for the pleasure […]

hadith

SYEDA E KAYENAAT HAZRATH FATIMA Raziallahu ta’la anha

SYEDA E KAYENAAT HAZRATH FATIMA Raziallahu ta’la anha ki wiladat e Mubaraka Elaan e Nabuwwat ke pehle saal hui, aur ek riwayat ke mutabiq Elaan e Nabuwwat se 5 saal pehle Aapki Wildat Babarkat hui, Hijrat ke 2 saal baad Aapka Aqde Nikah Moulaye Kayenaat Hazrath ALI MURTUZA Raziallahu taala anhu se hua, Jin se aapko 3 Sahebzadiyan aur 3 Sahebzade Tawullud hue, HAZRATH SYEDA FATIMA Raziallahu ta’la anha ka wisaal e Mubarak NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke Wisaal e Aqdas ke 6 Mahine baad 3 Ramzan ul Mubarak 11 Hijri me hua, aur Aapka Mazaar e Shareef […]

If Allah intends good He afflicts trials

ALLAH TAALA Ki Mohabbat ki nishani ye hai ke

NABI E KAREEM (صلى الله عليه و سلم) ne irshaad farmaya: Tumhare paas Raat ke farishte aur din ke farishte baari baari aate hain, Aur wo Fajar ki Namaz me aur Asar ki Namaz me jama hote hain, Phir jin farishton ne tumhare saath raat guzari thi wo upar jate hain, ALLAH TAALA unse Sawaal karta hai halanke wo unse zyada Janne wala hai: Tumne Mere bandon ko kis haal me choda? Wo kahenge ke hum ne unko is haal me choda ke wo Namaz padh rahe the aur jab hum unke paas aaye the to wo Namaz padh rahe the. […]

Died While Fasting

WHOEVER DIED OWING Fasts

Ayisha RA qouted that Allah’s Messenger (صلى الله عليه و سلم) , sallallahu alaihi wassallam as saying: “WHOEVER DIED OWING Fasts, his guardian should fast on his behalf.” (sahih al Bukhari, vol. 3, p.99, no.173, and Sahih muslim, Vol. 2, P. 556, no. 2553) Ibn Abbas related that a man came to the Prophet (صلى الله عليه و سلم) , upon whom be peace and asked, My mother died owing one month of fasting. Should I do it for her? He replied , “Yes, debts to Allah, have more right to be paid.” (sahih al Bukhari, vol. 3, p.99, no.174, and Sahih muslim, […]

hadith

Naik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain

Jisne Rab ke aage jhukna sikh liya wahi ilm wala hai,Kyun ke ilm ki pehchan Aajizi hai aur jahel ki pehchan takabbur hai. Naik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain. Subhanallah!(Kanzul Ummal,Hadith no:12685) Hazrath Abdullah bin Abbas raziallahu taala anhuma farmate hai:NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Raat ki Tariki me aisa hi dekhte hain jaisa ke din ki Roushni me dekhte.(Al Khasaes Al Kubra,vol:1,pg:106) HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Main, Ali, Fatima, Hasan, Husain aur hum se Mohabbat karne wale sab qayamat ke din ek hi jagah jama honge,Qayamat ke din hamara khana […]

hadith

Mujhe kaise yaqeen ho ke aap NABI hain?

Hazrath safwan bin Assal raziallahu anhu farmate hai: Qaoum e Yahood ke baaz Afraad HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki Qidmat me hazir hue aur sawaal karne ke baad alaniya gawahi di ke HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ALLAH ke Sacche RASOOL hain, Unho ne HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke Dast e mubarak aur Qadam e Mubarak ko Bosa diya, Aur Kaha: Hum Gawahi dete hain ke Beshak AAP NABI (sallallahu alaihi wasallam) hain. Subhan Allah! (Sunan e Ibne Majah,hadith no:3705). Ek dehati HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ki qidmat e aqdas me hazir hue aur arz kiya: […]

Salaat Ul Isha and Salaat Ul Fajr

The person who offers Salaat Ul ‘Isha congregationally has as if spent half the night in worship and whoever offers Salaat Ul Fajr also congregationally, that man has as if spent the whole night in worship. (Sahih Muslim, Hadith No. 656) ” If they knew the merits of Salajh after nightfall ( Isha ‘ ) and the morning ( Fajr ) Salat , they would come to them even if they had to crawl to do so . “

Ramadan

There are three types of performing Qaza Roza’s

Requests and issues relating to Qaza (repetition) of missed Roza’s (Fasts) There are three types of performing Qaza Roza’s. 1) If a man neglectfully eats or drinks something during the Roza then in such a case there’s no Qaza or expiation on it, regardless of whether it’s a Roza of Ramadan or not. 2) If a man in a condition of Roza, willingly eats or drinks, then on it; Qaza and Kaffara (expiation) is at risk. 3) And if a fasting individual in the holy month of Ramadan because of some sensible conditions, for example, iin journey or because of […]

Say Ameen after fatiha

Say Ameen After Surah Fatiha

Hazrath Abu Huraira raziallahu taala anhu se riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu alaihi wassallam ne irshad farmaya: Jab tum mein se koi (Surah fatiha ki aakhri) mein Ameen kehta hai to usi waqt farishte Aasmaan mein Ameen kehte hai’ agar us shakas ki Ameen farishton ki Ameen ke saath mil jati hai to us ke pichle tamaam gunah maaf hojate hai (Bukhari) Surah Al Fateha – The Opener of the Quraan E Kareem Revealed in Makkah, It is also called as Umm Al Kitab, Al Hamd, As Salah and also called as Ash-Shifa’ (The Cure). Prophet Mohammed Sallallahu alaihi wasallam said that his Allah said, The […]

Allama Iqbal Poetry

Allama Muhammad Iqbal Mannat Kyun Maangte Ho Auron Ke Darbar Se ? Aisa Kaunsa Kaam Hai Jo Hota Nahi Tere Parwardigar se ? Guzar Gayi Namaz-E-Fajr Aur Tu Sota Raha… Qeemti Waqt Ko Khawaboun Me Khota Raha….. Subha Namodaar Hui Par Tu Bedaar Na Hua… Umar Bhar So Kar Bhi Tu Bezaar Na Hua….. Aayi Zohar Toh Tujhe Kaam Ne Uljha Diya…. Be Namaazi Bana Kar Kitna Tujhe Phansa Diya……. Milega Rizq Tujhe Namaz Ke Baad Bhi….. Palega Tera Ghar Namaz Ke Baad Bhi…… Dekh Aagayi Namaz-E-Asar Tawaani lekar…… Quwwat Hai is Me Tu isse Adaa Kar…. Tandrust Hai Aaj […]

Quran e Kareem ki tilawat

Quran e Kareem ki tilawat

Mohammed Mustafa Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Aadmi unhi logon ke saath hoga jinke saath mohabbat karega agarche un jaise amal na bhi kare.(Musnad Imaam Ahmed,hadith no:13829) Mohammed Mustafa Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab tum me se koi ghar se wuzu karke aaye, to ghar lautne tak use namaz ka sawaab milta rahega.(Mustadrak,Hadith no:744) Aye Logo! Apne Rab ki Ibadat karo jisne tumhe paida kiya aur un logon ko jo tum se pehle the taake tum parehezgaar banjao.(Surah Al Baqarah:21) Hazrath Abdullah bin atik radiallahuanhu ke pair ki haddi todh gayi NABI E KAREEM Sallallahu alaihiwasallam apna dast e mubarak phairte hi […]

Surah E kausar Hadith

Hauz E Kausar ka Pani

Hazrath Anas (رضي الله عنه‎‎) se riwayat he ki Rasool e Kareem (صلى الله عليه و سلم) ne irshad farmaya ki (Meraj ki rat me) Jab mai Jannat ki sair kar raha tha to Mera gujar ek nehar par hua jiske dono taraf kholdar moti ke Gumbad the. Maine pucha Jibrail ye kya he? Unhone kaha “Ye kausar hai jo aapke parvardigar ne aapko diya hai. Mene dekha ki us ki mitti nihayat khushbudar khalis mushk ki hai (Bukhari Sharif) Hazrath Abdullah Ibne Amra (رضي الله عنه‎‎) se riwayat hai ki Sarkare Akdas (صلى الله عليه و سلم) ne irshad farmaya ke Mere Hauz-E-Kausar […]

Surah E Kausar

Houz E Kauser ke bartan sitaron ke barabar honge

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Houz E Kauser ke bartan sitaron ke barabar honge, us se jo bhi insaan ek ghont pilega, to hamesha ke liye uski piyaas bujh jayegi.(Sunan e Ibne Majah, Hadith no:4303) Wo mominon ki jaanon se bhi qareeb hue, Kaha se kisne pukara HUZOOR (sallallahu alaihibwasallam) jante hai…Subhan Allah! HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Jab Raat ko Tashreef laate to Fiza me KHUSHBOO ke phelne se AAP Sallallahu alaihi wasallam ki pehchan hoti..(Musannaf Ibne Abi Shaiba;hadith no:2632) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH TAALA ko wo amal bahut pasand hai […]

Prophet Muhammad Sallallahu 'Alayhi Wasallam

Nature of Prophet Muhammad Sallallahu ‘Alayhi Wasallam

Story of Humbelseness! One a hot day, Prophet Muhammad Sallallahu ‘Alayhi Wasallam was passing through a desert. He saw an old woman carrying her luggage on her head and walking alone. Prophet Muhammad Sallallahu ‘Alayhi Wasallam helped her and took the luggage from the woman and carried it for her. Prophet Muhammad ﷺ asked the woman about where she was going and why? She said that I am leaving this town as I have heard that a magician named Muhammad is in town. As Holy Prophet ﷺ was very patient and kind, He ﷺ didn’t say a word and kept […]

SHAB E BARAAT ( 15 SHABAAN KE DIN ) KI FAZILAT

Shab E Baraat ( 15 shabaan ke din ) ki fazilat 

15 shabaan ke din ) ki fazilat Ek Hadees mein Huzur sallallahu alayhi wasallam ne farmaya ke shabaan mera mahina he or ramdan ALLAH ka mahina he. sach me shabaan khub barkat wala mahina hai. Ek baar Huzur sallallahu alayhi wasallam bethe the. itne me mshur sahabi Hazrat usama bin zaid radiyallahu ta’ala anhu waha aaya aur kaha : Ya Rasulallahu ! sallallahu alayhi wasallam aap shaban me k mahine me dusre mahino se ziydah roze kyun rakhte ho? Aap ne farmaya : usama ! shaban bahot barkat wala mahina he lakin log uski fazilat se gafil he ye mahina rajab or […]

Mahe SHaban

Fasting on 15th Shabaan

The Holy Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam) would fast so much in Sha’abaan that we would think, He would not have Iftaar (break the fast) at all. Sometimes, He would not fast so much that we would start thinking that He had stopped fasting for now. I have never seen the Holy Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam) fasting for the whole month except in Ramadhan and I have never seen the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) fasting so much in any other month as in Sha’abaan. ‘Ayesha (may Allah be pleased with her) said: “The Messenger Prophet Mohammed […]

Shab e Barat

SHAB E BARA’AT KI NAMAZ

SHAB E BARA’AT KI NAMAZ:HAZRATH ALI Raziallahu taala anhu ne farmaya:Main ne HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ko SHABAN ki 15 Wi raat Qiyaam farma dekha aur Aap ne 14 RAKAAT NAMAZ ADA farmayi, Phir Namaz se farigh hone ke baad Aap tashreef farma rahe aur 14 Martaba SURAH FATEHA, 14 Martaba SURAH IKHLAAS, 14 Martaba SURAH FALAQ, 14 Martaba SURAH NAAS, AUR Ek martaba AYATAL KURSI AUR SURAH TOUBA ki Aayat 128 (Laqad jaa’akum Rasoolum…..) Tilawat farmayi…. Jab HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam Apni Dua se farigh hue to main ne Is Amal e Mubarak ke baare me daryaaft kiya jo […]

Shaban - Durood Month

Shabaan – The month of Durood

The month of Shabaan is also called as “Shahrus Salaah” The verse of Durood was revealed in the month of Shabaan and the command for Durood was given to us in this month, so for this reason we are asked to send a lot of Durood on the Holy Prophet Mohammed (ﷺ) in this month. As given in Ghuniya Lit talibi tariqil haqqi, Vol. 1, Pg No: 188: Translation:  In this month the doors of good/mercy  are opened and blessings descend, sins are forgiven and wiped out and lots and lots of Durood is sent to the presence of the Holy […]

pure heart in islam

Dua ke waqt kisi gunah ka khayal dil me laane

Insaan ka dil khush karna aur uski dil joui aur rahat rasani Afzal tareen amal aur ALLAH TAALA ke Taqarrub ka behtaren zariya hai.(Hazrath Khwaja Nizaam uddin Aouliya rahmatullah alaih) Deen ki Doulat ALLAH unhe ataa farmata hai jinhe wo mahboob rakhta hai. Dua ke waqt kisi gunah ka khayal dil me laane ke bajaye ALLAH ki rehmat par nazar rakhni chahye. (Hazrath Nizam Uddin Awliya rahmatullah alaih) Ghamgeen dil aur Nam Aankhen ALLAH ke qareeb kardeti hai. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Shaban mera mahina hai , jis kisi ne Shaban ke mahine ki Tazeem ki […]

Qayamat ke din suraj

Qayamat ke din Suraj logon ke bahut qareeb aajayega

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Qayamat ke din Suraj logon ke bahut qareeb aajayega yaha tak ke pasina aadhe kano tak pahunch jayega, Log Is halat me (pehle) Hazrath Adam alaihissalaam se madad maangne jayenge phir Hazrath Mosa Alaihissalaam se phir bil aakhir HAZRATH MOHAMMED MUSTAFA AHMED E MUJTABA Sallallahu alaihi wasallam se Madad maangenge.(Sahih Bukhari,hadith no:1405) NABI E KAREEM sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo din me 50 martaba mujh par Durood padhega Qayamat ke din Main usse Musafaha karunga…. (Al Qawl ul Badee,pg:261) Sab Namazon ki hifazat kiya karo, aur khaas taur pe darmiyani namaz […]

ramazan

The Month of Ramzan

Introducing Ramadhan (رمضان) O believers! Fasting is prescribed for you as it was prescribed for the people before you so that you may become pious. Surah Baqarah (2:183) The word Ramazaan رمضان is derived from the Arabic root Ramiḍa or ar-ramaḍ, which means scorching heat or dryness. Hadhrat Hasan Basri (رضي الله عنه‎‎) says: When you hear the words: “O believers…,” empty your ears for it as this form of address is to order something or to prohibit something. The word, “Saam” means to stop. Almighty Allah says in the Holy Quran: In the terminology of the Shariah, the word, “Saum” […]

15th of shabaan

The 15th night of Sha’aban

The special prayers and worship of the 15th night of Sha’aban It is narrated on the authority of Hadhrat Ibrahim (رضي الله عنه‎‎), he said that Hadhrat ‘Ali (May Allah be well pleased with him) said: I saw the Holy Prophet Mohammed ﷺ praying in the 15th night of Sha’aban. He (Mohammed ﷺ) offered 14 Raka’at of Salaat. Then after the Salaat, He sat and recited the Surah Fatiha 14 times, Surah Ikhlas 14 times, Surah Falaq 14 times, Surah Naas 14 times and the verse of the Throne (Aayatul Kursi) once and the last verse of Surah Tauba “La qad […]

hadith

Jahannum|Dozakh| (HELL) ke kul saat (7) darje hain

Ek Baar jab Jibrail alaihissalam Nabi kareem ﷺ  ke paas aye to *Muhammad Sallallahu alaihi wasallam* ne dekha ke Jibrail kuch pareshan hain. Aapne farmaya Jibrail kya mamla hai ke aaj mein aapko ghamzada dekh raha hoon? Jibrail ne arz kiya Aye Mehboob-e-kul Jahan, aaj mein Allah paak ke hukm se jahannum ka nazara karke aaya hoon aur isko dekhne se mujh par yeh gham ke aasaar namudar huye hain. Huzoor ne farmaya mujhe bhi jahannum ke halaat bataao. Jibrail ne arz kiya ke Jahannum ke kul saat (7) darje hain : Inme jo subse neeche wala darja hai Allah […]

Namaz Hadees

Namaz With Tarjuma

*Namaz* me jo aap padhte ho us ka *tarjuma* kya hai samjh lo samjh k padhoge to aap ko  *namaz* padhne me pata chalega aap kya padh rahe ho …………………………. *SANA:-* Subhanaka Allahumma Wa  Bihamdika Wa tabarakasmuka Wat’ala Jadduka Walaa ilaha Gairuka. *TARJUMA:-* Aye Allah ! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur Teri Taarif Karta hu aur Tera Naam Barkatwala Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain Tere Siva Koyi. *RUKU ME:-* Subhana Rabbiyal Azim *TARJUMA:-* Paak he mera Rab Azmat wala. *RUKU SE UTHTE WAQT:-* SamiAllahu Liman Hamida. Rabbana Lakal Hamd. *TARJUMA:-* Allah ne uski sunn li […]

sin hadith

Kya Tum Jante Ho Diwaliya Aur Muflis Kaun Hai?

Hazrath Abu Hurairah (رضي الله عنه‎‎) Se Riwayat Hai Ke, Ek Baar NABI E KAREEM (صلى الله عليه و سلم) Ne Sahaba Se Farmaya –‘Kya Tum Jante Ho Diwaliya Aur Muflis Kaun Hai?’ Sahaba Ne Arz Kiya Ki – ‘Hamare Yahan To Diwaliya Usse Maana Jata Hai Jiske Paas Na Ek Dirham Ho Aur Na To Koi Saamaan!’ Aap (صلى الله عليه و سلم) Ne Farmaya – “ “Meri Ummat Ka Muflis Wo Hai Jo Qayamat Ke Din Apni Roza, Namaz Aur Zakaat Ko Saath Lekar Hazir Hoga, Magar Uske Sath Wo Log Bhi Hazir Honge, Jin Me Se –Kisi […]

Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ke kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya, itne mein

Hamare Pyare NABI (s.a.w) Ki Kuch Pyari Aadate

Bohot pyaari hadis hai, Pls poora padhen Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ke kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya, itne mein ek Baaz (Hawk) bhi doosri taraf Aa betha, Kabootar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) se bola YA RASOOL_ALLAH ( SALALLAHU_ALAIH I_WASALLAM ) yeh Baaz mujhe khana chahta hai mere chote chote bache hai, AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ne Baaz Ko dekha aur Farmaya isko chodh do, Baaz bola agar mein isko chodh donga tu mere bachay bhookay reh_Jaein ge, AAP ( SALALLAHU_ALAIH I_WASALLAM ) Ne Farmaya yeh baat hai tu, tum Mere Raan se Gosht Utaar_lo, woh dono […]

Hadith on Troubling neighbours

The prophet, May Allah bless him and grant him peace, was asked. ‘Messenger of Allah! A certain woman prays in the night, fasts in the day, acts and give sadaqa, but injures her neighbour with her tongue’. The messenger of Allah , may Allah bless him and grant him peace, said. There is no good in her. She is one of the people of the fire. They said, another woman prays the prescribed prayers and gives bits of curd as sadaqa and does not injure anyone.’ The messenger of Allah, may Allah bless him and grant him peace. said. She […]

surah Baqarah ki do aakhri aayatein

Surah Bakrah ki Tilawat

Surah Bakrah ki fazilat Jis Ghar mein surah bakrah ki tilawat ki jati hai shaitan us ghar mein dakhil nahi hota (Muslim : 1281) Jis ghar me surah Bakrah ki aakhri do aayatien padhien jai wahan teen din tak shaitaan nahi aata. Jo shakhs Surah Mulk ko har raat padha kare Allah Ta’la Use Qabar ke azaab se mahfooz rakhega. (Sunan e ibne mahaj) Jis ne juma ke din surah kahf tilawat ki us ke liye ayenda jume tak noor raushan kardiya jata hai. “Laa Haula Wa Laa Quwwata il-la-Bil-Laah” padha karo kiyun ke ye jannat ke khazanon mein se […]

meraj night hadith sahih bukhari

SHAB -E- MERAJ Incident

Ref : Imamul Mufasireen Ash-Shiekh Tibri reported in”Jami’ul Bayan” The word MEHRAJ(Ascent of Prophet  Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam)  is derived from Urooj, which means, ‘height’, ‘ascension’. It occurs in Hadith. The Quranic word for the event is ‘Israa’, meaning ‘the journey’. The event is briefly mentioned in the Qur’an, its detailed provided by Hadiths while the people’s fantasies add the usual garnishing. Taken from Qur’an and Hadiths the essential details of the event (with necessary explanation and discussions) are as follows; The Heart Operation The Angel Jibreel Alaihis Salaam alongwith two other angels visited the holy Prophet Mohammed (Sallallahu […]

assalamu alaikum

Returning Salaam sent through e-mail or fax

In the olden days, people would correspond with each other using letters, etc. Nowadays, we send messages through e-mail, fax, etc. and the message reaches the addressee the very next moment. My question is about the Salaam sent through e-mail, fax, etc. Is it fine if we reply to it verbally or is it necessary that we should send the return greeting back in the way that we got it? To greet someone with Salaam is a Sunnah and returning it is Wajib, regardless or whether the Salaam is received directly, through someone or through a letter, e-mail, fax, etc. […]

Shijra Mubarak of Hazrath Sayed Ali Mira Datar

Hazrat Sayed Ali Mira Datar

Hazrat Muhammad At-Taqi ( Rani Allahu Anhu ) is the 9th Imam. Hazrat Sayed Ali Mira Datar belongs to his family. He is from Husaini Family. Coincidently he was born on the moon night as well as his martydom on moon night dated 29th Ramzan, He was born on Idd moon chand night and On Eid day there is his Ghusul (Bathing) Ceremony in the Mazar Sharif (Tomb). There is a great celebration on his Birthday. On the day he was martyred dated 29th Moharram, there is Urs mubarak at 4.00 am in the morning, Also there is Sandal Mubarak […]

writing exams in islam

Is cheating in exams allowed in Islam?

The purpose behind conducting exams for the students of the schools, colleges, etc. is that they study the required syllabus and build up the imperative capability and erudition in the specific subject with their efforts. In this way, their educational standards are raised. Usually, in the form of the examination form, etc. the students are made to promise that they will follow the prescribed guidelines and regulations for the exam. Cheating in the exam in spite of all this is misleading others. The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: Translation: Whoever deceives/betrays is not of us. There is a Hadith in Musnad Iman Ahmed […]

forgiving hadith

kisi ka dil mat dukhao

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Beshak Musalman namaz padhta hai aur uske gunah uske sar par rakhe hue rehte hain pas jis waqt wo sajda karta hai to uske gunah jhadh jate hain aur jab wo namaz se farigh hota hai to uski halat aisi hojati hai ke uske tamaam gunah us se jhadh chuke hote hain. (Shubul Imaan,Hadith No:3144) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri Ummat me mujh se sab se zyada mohabbat karne wale wo log hain jo mere baad honge, Unme se ek shakhs ki ye aarzo hogi ke ke kaash […]

four quls surah

3 martaba surah ikhlaas, surah falaq aur surah Naas Padne ki Fazilat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath Abdullah bin khabeeb raziallahu taala anhu se farmaya:Tum rozana subah shaam 3 martaba surah ikhlaas aur surah falaq aur surah Naas padha karo, ye surten har nuqsaan dene wali cheez se tumhari hifazat ka zarya honge. (Jame Tirmizi,hadith no:3575) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Quran ke Aalim aur us par amal karne wale aur Ratou ko zinda rakhne wale (yane ALLAH TAALA ki ibadat me Raten Guzaarne wale) Meri Ummat ke SARDAAR Hain. (Baihaqi,Hadith No:2703) Jo Banda bhi Raat ko ba Wazu soye phir Raat me Achanak uski Aankh […]

Todays Date
1st Ramadan