Friday-26-04-24


sabar

Sabar karna ALLAH TALA se RAZI hona hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab log majlis e zikar me baith kar ALLAH TA’LA ka zikar karke uthte hain to unhe kaha jata hai: Khade hojao! ALLAH ne tumhare gunah baqsh diye hain, Tumhare gunah nekiyon me badal diye gaye hain. (Shubul Imaan,Hadith no:695) Har cheez ka ek husn hota hai aur Neki ka husn ye hai ke wo jald ki jaye.(Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu) Har cheez ka ek husn hota hai aur Neki ka husn ye hai ke wo jald ki jaye.(Hazrath Umar e Farooq raziallahu taala anhu) NABI E KAREEM Sallallahu […]

The mercy of Allah Most High on those who recite Durood

Now, we know that the way there are 2 means to convey Durood, in the same way there are 2 means to convey our greetings (Salaam). One is Jibreel (May peace be upon him) and the other are the aforementioned angels. There are many Hadith, both rigorously authenticated and weakly authenticated in this regard. A few Hadith are being related here. Even though some Hadith experts have raised objections on these Hadith, but here we follow those Hadith experts who have considered them as reliable. Qustullani (May Allah shower His Mercy on him) has related a Hadith in Masaalik ul […]

concept of begging

Is begging allowed in Islam

It is not permissible for the person who has 1 day’s worth of food to resort to begging. As given in Fatawa A’alamgiri, Vol. 5, Pg. No. 349. Begging is not Halal for the person who is affluent and/or whose body parts are all intact. However, if someone is extremely poor or really in debt, then that person may beg to the extent of his/her need. There is a Hadith in Mishkaat Ul Masabeeh, Pg. No. 163: It has been narrated on the authority of Hadhrat Habshi Bin Janadah (May Allah Ta’ala be well pleased with him) that it is […]

Allah ki raza

Jab ALLAH TA’LA Razi hone lagta hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jin logon ki zabanen Zikr e Ilaahi se hamesha tar rehti hai wo jannat me khush o khurram dakhil honge. (Musannaf ibne Abi shaiba,hadith no:34587) Jab ALLAH TA’LA Razi hone lagta hai to bande ko apne Aaibon ka pata chalna shuru hojata hai, aur yehi uski Rehmat ki pehli nishani hai…. Jo log gusse ko pijate hain aur dusron ke galtiyon ko maaf kardete hain aise log ALLAH TA’LA ko bahut PASAND hote hain… ALLAH TA’LA ka qurb wahi hasil karta hai jo maqlooq par shafaqqat karta hai.(Hazrath Sheik Abdul Qader jilaani […]

Neik logon ke saath rehne wala

Neik logon ke saath rehne wala

HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne HASSAN AUR HUSSAIN Raziallahu taala anhuma ke liye farmaya :Jisne inse Mohabbat ki usse Main ne Mohabbat ki , aur jis se Main Mohabbat karo usse ALLAH TAALA Mohabbat karta hai , aur jisko ALLAH TAALA Mahboob rakhta hai use Nematon wali Jannaton me Dakhil farmata hai.(Al Moujamul Kabeer , hadith no :2655) Koi shakhs aisa nahi hai ke Jisne buri cheez ko choda ho aur use Achi cheez na mili ho.(Hazrath Khawja Nizam Uddin Aowliya rahmatullah alaih) Neik logon ke saath rehne wala kabhi nakaam wo namuraad nahi hota hai.(Hazrath sheik Shahaab uddin seharwardi […]

Dua Can Change Our Fate

Dua bala ko taal deti hai

Neik logon ke saath rehne wala kabhi nakaam wo namuraad nahi hota hai.(Hazrath sheik Shahaab uddin seharwardi rahmatullah alaih) Dua bala ko taal deti hai.(Al Jame Al Saghir) Hasad karne wale ke liye yahi saza kaafi hai ke jab tum khush hote ho to wo ghamgeen hojata hai. (Hazrath Ali raziallahu ta’la anhu) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Khane aur pine par shukar adaa karne wale ka darja Roza rakh kar sabar karne wale ki tarah hai. (Sahih BUkhari) Tauba karne wal’on ki suhbat me baitho kyu ke wo sab se zyada narm dil hote hain. Jo […]

The role of women in fulfilling the rights of neighbors

No matter whether it is a man or a woman, the pinnacle of their servitude to Almighty Allah is in fulfilling the rights of others. Human beings have not been sent into this ephemeral world without any purpose. Almighty Allah says in the Holy Quran: So did you think that We had created you in vain (without any purpose) and that you would not return to Us? Surah Mu’minoon (23:115) Various responsibilities have been assigned to us without fulfilling whom neither can we have any solace in this world nor any kind of success in the hereafter. When we talk […]

Qualities of Burqa

Qualities of Burqa

Islam has not imposed any particular type or color of cloth for Hijab. The main objective of Hijab is to cover the Satar, so that there is protection from troubles, indecency and immodesty. In the light of this, it is necessary that some broad guidelines of Hijab be observed: 1. The Hijab should be such that it should cover the whole body from the palms to her toes. 2. It should be so loose that it should not disclose the structure and outline of the body. 3. It should not be so thin and fine that the complexion of the […]

silence in islam hadith

Virtues of silence

The effect of each and every sin remains in some way or the other, but the effect of the sins of the tongue does not remain. For this reason, people take it lightly. Remember! Whatever is uttered form your tongue is recorded with Allah Ta’ala and the return of each will be given. Your thought that whatever we say is dissipated is not correct. Each everything is being collected in a register. Once, the first caliph of Islam, Hadhrat Abu Bakr Siddiq (May Allah Ta’ala be well pleased with him) was sitting in a corner and pulling at his tongue. […]

Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam)

The name of the Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam) on the ‘Arsh

It is mentioned in the Hadith that when Hazrath Adam (May peace be upon him) left paradise, he saw that the name of the Holy Prophet Mohammed (ﷺ) i.e. “Hazrath Mohammed (ﷺ)” is written everywhere in paradise and on the ‘Arsh of the Lord Almighty as well. He asked: Who is Hadhrat Mohammed (ﷺ). He was told: He is your son. If he were not to be there, I would not have created you. He requested: O my Lord! For the sake of the son, have mercy on his father. He was told: O Adam (May peace be upon him)! […]

Treating parents kindly

Allah has granted the parents a very lofty status and has ordered one and all to treat parents nicely. Allah has described their rights along with His own rights and has declared their disobedience as a major sin. There is a Hadith in Sahih Bukhari: Translation: It has been narrated on the authority of Hadhrat Abu Bakrah (May Allah be well pleased with him) that the Holy Prophet Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam) said: Shall I tell you which is the greatest sin? We said: Why not o Prophet of Allah (Sallallahu alaihi wa sallam)! Associating someone/something with Allah and […]

Neki ki taraf rehnumayi karne wala Neki karne wale ki tarah hai

Tumhari zindagi me jo kuch khair o bhalayi hai wo sab ALLAH TA’LA hi ne Ataa farmayi hai, To Hamesha uski Hamd bayaan karo taake wo tum par hamesha apni nemat’on ko nazil farmata rahe, aur Hamesha uska Shukr adaa karo taake wo apne Fazal ka majeed aur izaafa farmaye. Allama saadi rahmatullah alaih farmate hain: Tumhari NEki aur Husne suluk ka logon me sab se zyada Haqdaar Tumhari Aoulaad hai, Kyun ke ALLAH TAALA unko tumhare paas Aamanat rakha hai Hazrath umar e Farooq Raziallahu Taala Anhu Dua Farmate the: Aye ALLAH ! Mujh ko apni rah me shahadat […]

Wuzu

Can a person with wuzu (ablution) listen to songs and music?

  Listening to music or songs is impermissible according to Islamic Shariah and is a sin as well. The Hadith have strict warnings and prohibitions about it. Regarding the prohibition of singing songs and playing music, there is a Hadith mentioned in Imam Baihaqi (Shu’ab-ul-Iman Vol No. 4, Pg No: 972): Translation: It is narrated on the authority of Hadhrat Jaber bin ‘Abdullah (May Allah be well pleased with him) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: Singing songs and listening to music cultivates hypocrisy in heart as water cultivates greenery. Devils dance on the shoulders of the […]

Correct manner of visiting graves

Included among the manners of visiting graves is that one should enter from the feet side of the grave and stand in such a way that one’s face should be before the deceased and the Qiblah at the back. Then one should greet the deceased with “”Salaam.” In the light of the Hadith it is permissible to recite the Holy Quran at the grave and the Fatwa is on this only. Fatawa A’alamgiri, Vol. 5, Pg. No. 350. Shaykh Ibn Ul Hummam has also said that if one recites Surah Ikhlaas (Qul Huwallahu Ahad) 11 times and gift the reward […]

Don’t think too much about your problems in life

Don’t think too much about your problems in life. They are just test papers given by Allah to see how much you learnt in His subject called “Life”. “The key to all goodness in this world is to send salawat upon the Prophet ﷺ.” The person who offers Salaat Ul ‘Isha congregationally has as if spent half the night in worship and whoever offers Salaat Ul Fajr also congregationally, that man has as if spent the whole night in worship.(Sahih Muslim, Hadith No. 656) There is a perception as to the rewards for every virtue except patience, for patience is […]

Namaz mat chodo

Zaroratmand ki madad karne wala ALLAH ka dost hota hai

Namaz mat chodo kyun ke zindagi ki saari barkaten isi me hai… Khushi insaan ko utna nahi sikhati jitna gham sikhata hai.(Hazrath Ali raziallahu taala anhu) Zaroratmand ki madad karne wala ALLAH ka dost hota hai.(Hazrath Khawaja Usman e Haroni rahmatullah alaih) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Duniya ko durust rakho, aakhirat ke liye amal karo, istarah se ke kal marjouge.(Kanzul Ummal,pg:546) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo ALLAH TA’LA ke diye hue thode se rizq par raazi hogaya, ALLAH TA’LA iske thode se amal par raazi hojayega.(Mishkatul Masabeeh,Hadith no:5031) HUZOOR NABI E KAREEM […]

Namaz

Jis ne 5 namazon ki Hifazat ki

Jis ne 5 namazon ki Hifazat ki usko ALLAH TA’LA 5 Batien ATAA farmayega: 1) MOUT ki saqti se NAJAAT 2) QABAR ke Azaab se REHAYI 3) HASHR ke din Naam e Aamaal ka DAHINE HAATH (yane right hand) me milna 4) PUL SIRAT par se bijli ki tarah GUZAR JANA 5) BILA HISAAB JANNAT me DAKHIL hona. (Mawaa’iz e Hasana ,vol:01,pg:353) Dua kabhi bhi rad nahi ki jati.. 1) Ya to wo Qubool hojati hai, 2) Ya Aakhirat ke liye zakhira karli jati hai, 3) Ya koi musibat taal di jati hai…. NABI E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne […]

Paradise

Paradise is surrounded by hardships

The Prophet Mohammed (sallallahu alaihi wasallam) said:“Paradise is surrounded by hardships and the Hell-Fire is surrounded by temptations.”[Sahih Muslim,hadith no:2822] No one does a good deed but Allah will make it show on him.(Hazrath Uthman al-Ghani Radi Allahu Ta’ala Anho)                       Narrated Abu Huraira رضي الله عنه :Allah’s Apostle صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ said, “All my followers will enter Paradise except those who refuse.” They said, “O Allah’s Apostle! Who will refuse?” He said, “Whoever obeys me will enter Paradise, and whoever disobeys me is the one who refuses (to […]

women offer Salaat at home

Where should women offer Salaat?

The very word ‘Aurat means to cover up. Their beauty is for the house. For this reason, Islam permits them to step out of the house only when in great need. For her sake, Islam has laid many constraints on this. She has to have her husband’s permission and to ensure against indecency, she has to be in proper Hijab. When the question of women leaving their houses for offering Salaat comes up, anyone’s deduction or opinion doesn’t count, one should look at what the Hadith say. The Hadith explicitly say that for women, the best place to offer Salaat […]

Qawali

Is Qawwali Allowed In Islam Or Not?

Those who are far away from useless things, do not lean towards acts which do not give any benefit and are men of piety as per the Shariah, for them there are certain rules for Qawwali. As the first Mufti of Jamia Nizamia has said: 1. In the assemblies of these persons, there should be no beardless person when singing. 2. All of them should be only of one gender. In their assemblies, there should be no lovers of this world (Dunya) and no sinner. 3. The singer should sing only for the sake of Allah SWT and should have […]

Sabar Wale

Sabar aur Namaz ke zarye madad liya karo

Aur (AYE HABEEB Sallallahu alaihi wasallam!) Aap un logon ko khushkhabri sunadijiye!Jo Imaan laaye aur Neik Amal karte rahe ke unke liye (Jannat ke ) Baghaat hain jinke niche nehren behti hain.(Surah Al Baqarah:25) Aye Imaan walo! Sabar aur Namaz ke zarye madad liya karo beshak ALLAH sabar karne walou ke saath hai.(Surah Baqarah:53) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Ache Aqlaaq ek behtaren Neki hai.(Sahih Muslim) ALLAH TAALA ne Apni Ita’at karne walou ko marne ke baad bhi zinda rakha hua hai,Aur Gunahgaron ko unki zindagi me hi murda bana diya hai.(Hazrath Shaqeeq Balqi rahmatullah alaih) ALLAH TA’LA ke […]

Patience is of two types, Physical patience and Psychological patience.

Some perspective on patience

Patience is of two types 1)Physical patience and 2)Psychological patience. 1)Physical patience: Then physical patience also is of 2 more types: “By Choice” is something like doing hard labor willingly and “Without choice” is something like bearing pain and agony even if the signs of agony are expressed by themselves. Even in such a state, this (patient) person does not do anything against reason and the Shariah. 1) By Choice 2) Without choice 2)Psychological patience: Psychological patience is to stop the Self from following desires. If someone checks the desires of the belly and the genitalia, it will be termed as chastity. […]

ALLAH ko Razi karne ka behteren waqt Tahajjud ka hai

ALLAH ko Razi karne ka behteren waqt Tahajjud ka hai

Hasad nekiyon ko aise khaa jaata hai jaise aag lakdi ko aur sadqa gunahon ko aise bujhaata hai jaise paani aag ko (Sunan Ibn Majah, Hadith No.4200) Dunyadaari naam hai Allah se ghafil hone ka, Zarooriyaate Zindagi aur baal bacchon ki parwarish karna dunyadari nahi hai. (Hazrath Sheik Saadi rahmatullh alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam se Aoouliya Allah ke bare me pucha gaya to Aap ne Irshaad farmaya: Wo log jinhe dekhne se ALLAH yaad aajaye.(wo aouliya Allah hain). (Sunan e Nasai,hadith no:11235) Hazrath Syeduna Hassan bin Sabit raziallahu taala anhu farmate hain: YA RASOOLALLAH! ﷺ Aap jaisa […]

لا-حول-ولا-قوة-الا-بالله

لا حولا ولا قوة الا بالله – Jannat ke khazanon me se ek khazana hai

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Logon par ek aisa zamana aayega ke insaan koi parwah nahi karega ke jo usne hasil kiya hai wo halaal hai ya haraam se hai. (Sahih Bukhari,hadith no:2059) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Jis basti me Azaan kahi jaye ALLAH TA’LA apne azaab se us din use aman deta hai. (Al Moujamul Saghir,vol:1,pg:179) لا حولا ولا قوة الا بالله Jannat ke khazanon me se ek khazana hai. (Sunan e Abu Dawood,hadith no:1526) NABI E KAREEM Sallallahu aliahi wasallam ne irshaad farmaya: Apne bhai se muskurake milne aur […]

Surah Feel

Benefits And Rewards Of Reciting Surah Feel

Surah Al-feel الفیل surah Number : 105 ; Para Number 30. الفیل – A Protection from enemies and evil tyrants. This surah was revealed in Makkah and it has 5 verses. Imam Ja’far as-Sadiq narrates that  whoever recites this surah in his faraa’idh prayers, the mountains will bear witness on the Day of Judgement that he prayed and he will be taken to Jannah on the command of Allah (s.w.t.). Whoever recites this surah is kept safe from his enemies and has his difficulties and problems solved quickly. Recitation of this surah is also helpful in remaining safe from evil tyrant rulers. There are many benefits & advantages […]

Turban [‘Imāmaĥ]

The Turban [‘Imāmaĥ] and Science

According to the latest scientific research, the fortunate Muslim who adorns an ‘Imāmaĥ on a regular basis will remain secured from stroke and various blood-related illnesses. This is because, with the blessings of adorning the ‘Imāmaĥ Sharif, the pressure of the blood in the large blood vessels leading towards the brain remains in accordance with its requirement, and so surplus blood is not transported to the brain! Hence, in America, an ‘Imāmaĥ-like mask has now been designed for the treatment of stroke.

HAZRATH SYEDUNA IMAAM HUSSAIN (رضي الله عنه)

HAZRATH SYEDUNA IMAAM HUSSAIN (رضي الله عنه)

Hazrath Jafer bin Muhammed  (رضي الله عنه) farmate hai HAZRATH SYEDUNA IMAAM HUSSAIN  (رضي الله عنه) ki shahadat ke baad Aapke Rouza e Athar par 70 hazaar farishte utre jo qayamat tak Apke liye Rote rahinge. (Al Ghuniya lit Talibi Tariqi lil haqqi) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne Hazrath Ali , Hazrath Fatima , Hazrath Hassan , Hazrath Hussain , raziallahu taala anhum ki taraf dekha aur irshaad farmaya : Jo tumhara dushman hai wo mera dushman hai aur jo tumhara dost hai wo mera dost hai. (Jame tirmizi , hadith no:3870)        

Hamare Imaam Husain raziallahu taala anhu

Hamare Imaam Husain raziallahu taala anhu

HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ne HASNAIN KARIMAIN raziallahu taala anhuma se mutaliq irshaad farmaya : Ye dono mere shehzade hain aur meri Shehzadi ke Shehzade hain , Aye ALLAH ! Main in dono se Mohabbat karta ho , To bhi in dono se Mohabbat farma , aur jo shakhs inse Mohabbat rakhe usko apna mahboob banale. (Jame Tirmizi ,Hadith no :4138) Jab jism mout ke liye hai to ALLAH ki raah me shaheed hona sab se behtar hai. (Hazrath Imaam Husain raziallahu taala anhu) Ab tak lakhou badhshah aaye aur qayamat tak aate rahinge likin jaisi dilou par […]

The martyrdom of the Prophet’s Family

The martyrdom of the Prophet’s Family

Martyrdom of Hazrath Zaid bin ‘Ali (May Allah be well pleased with him): Hadhrat Zaid bin ‘Ali sought permission to enter the battlefield. Hadhrat Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) said: You don’t sadden your mother. Except you, she doesn’t have any other child. The mother said: Imam! Permit my son. What will we do after you are gone? Imam Hussain (May Allah be well pleased with him) embraced him and reluctantly granted permission. Hazrath Zaid bin ‘Ali (May Allah be well pleased with him) displayed his martial prowess and got martyred. Martyrdom of Hadhrat Ja’afar bin […]

What should we do on the 10th of Muharram?

What should we do on the 10th of Muharram?

The 10th of Muharram is called “A’ashoorah.” It is a Sunnah to fast on this day. In fact, the Jews also fast on this day. For this reason, to protect from having any resemblance to the Jews, the Holy Prophet Mohammed (صلى الله عليه وسلم )  ordered the Ummah to fast on either 9th or 11th along with the 10th, as mentioned in a Hadith Zujajatul Masabeeh authored by Muhaddith-e-Deccan Abul Hasanaat Syed Abdullah Shah Naqshbandi Mujaddidi Qadri (May Allah shower His mercy on him) on the authority of Imam Tahawi (May Allah shower His mercy on him): Translation: Hadhrat ‘Abdullah […]

Cancer se Nijat Ki Dua

Cancer ka Qurani ilaj

Cancer ka Qurani ilaj aur hifazat, is bimari se shifa ke liye do ruhani ilaj : 1 – Ruhani ilaj : Jise ye bimari nahi hai wo zindagi mein ek baar hi padh ne se ye bimari nahi hogi aur jo bimarh wo bhi ise padhe 11 times durood ibrahim, 11 times surah fatiha bismillah ke saath padhe, fir Surah Mulk ki ayat no. 14. أَلَا يَعْلَمُ مَنْ خَلَقَ وَهُوَ ٱللَّطِيفُ ٱلْخَبِيرُ. 2,222 martaba padhe, aur 11 times durood ibrahim, 11 times surah fatiha bismillah ke saath padhe Watch The Video   2 – Ruhani ilaj : Jo sirf marizon ke […]

ATTRIBUTES OF BELIEF IN CONCISE

Attributes of belief in Concise

Attributes of belief in Concise Tran:-I believe in authority of Allah as it exists and His attributes and accept all His commandments. Attributes of belief in Detail Trans: I believe in Allah and His angels and His books and His messengers and in the day of resurrection when the dead shall be resuscitated and on fate that carries good and bad as determined by the Almighty Allah. Warning:- These things(The six articles of faith which are explained in the belief in detail (Eimaan-e-mufassal) as its attributes) are the root cause of all the faiths. The person denying any one of […]

DESCRIPTION OF BELIEF

Bismilla Hir Rahman Nir Raheem Alhamdulillahi Rabbil Aalameen Wassalatu Wassalamu Ala SyedilMursaleen Wa Ala Aalihi Wa Ashabihi Ajmaeen. * * * * It is to be made clear that for the humanbeings, in this world, the greatest bounty of Almighty Allah is belief (Eimaan) and surrender (Islam) because due to it there is in this world prosperity, grace and benefit including welfare. In the hereafter also forgiveness and salvation culminating into happiness and eternal comfort. In other words there is welfare in this world and in the hereafter attached to Belief (Imaan) and Surrender (Islam). Hence it is compulsory for […]

How to purify things?

Allah Most High says in the Holy Quran: And keep your garments thoroughly clean and pure. Surah Mudassir (74:04) and also says: Did we not create you from a drop of abominable fluid? Surah Mursalaat (77:20) and also says: (Allah Most High created for you) from the wool and fur and hair of animals, household goods and goods of profit for an (appointed) time. Surah Nahl (16:80) It is narrated on the authority of Hadhrat Abu Hurairah (May Allah be well pleased with him), he said that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: When a dog puts its […]

Friendship – Whos, whats and whys

[On the occasion of Friendship Day, we present a beautiful writing of Hadhrat Muhaddith-e-Deccan Syed Abdullah Shah Naqshbandi Mujaddidi Qadri (May Allah shower His Mercy on him) on friendship. This article details the excellence of true friendship as described by Islam and precepts regarding friendship] Hadhrat Abu Sa’eed Thauri (May Allah shower His Mercy on him) says: When you desire brotherhood with any one, first upset that person. Then secretly appoint a person to ask him about your secrets. If that person speaks nicely of you and doesn’t reveal your secrets, then be friends with him. Hadhrat Abu Ja’afar Jeelani […]

NABI S.A.W Ne Farmaya

NABI (S.A.W) Ne Farmaya: Jab Tum Kuch Bhul JaoTo Mujh Pe Darood behjo. IN SHA ALLAH Yaad Aa Jayga.Yeh Bahut Keemti Hadees Hai Sab Ko Batao. Hamare pyare NABI karim (S.A.W.) ne Hazrat Ali (R.A.) se farmaya\ aye Ali meri 5 wasiyatain meri ummattak pohncha dena 1\Azaan ho to namaz me jaldi karna 2\Ghar me janaza ho to dafnaane me jaldi karna 3\Agar koi naraz hai to uss se maafi jaldi mangna Q k zindagi ka kuch pata nahi 4\Koi mehmaan ghar aaya hai to usski khidmat jaldi karna Q k kya pata woh kab ka ghar se nikla ho […]

Namaz Padhne K Dauran Me Hone Wali Bohat Badi Galtiyan

Namaz Padhne K Dauran Me Hone Wali Bohat Badi Galtiyan, Jin Se Bachna Bohat Zaarori Hota Hai. (1) Jaldi Jaldi Namaz Pahrna,galti (2) Paon Or Ungliyon Ka Qibla Ke Tarf Na Hona,galti (3) Sajde k duran paaon ka zameen se uthh jana,galti (4) Imam Se Pehle Koi Arkaan Adaa Karna,galti (5) Rukuh Me Kamar Ka Seedha Na Hona,galti (6) Sajday Me Naak Zameen Per Na Lagana,galti (7) Sajde Me Kohniyon Yani (Kalaai ) Ka Zameen Se Touch Karna,galti (8) Attahiyaat Me Hath Ke Ungliyan Ghutnon Se Neeche Hona,galti.

How Omar-E-Farooq RA embraced Islam

The incident of his embracing Islam is that once he was going angrily with a bare sword in hand. On the way, he met Hadhrat Na‘eem Bin Abdullah (May Allah be well pleased with him). Hadhrat Umar (May Allah be well pleased with him) did not know that Hadhrat Na‘eem had embraced Islam. He asked him: O Umar! Where are you going with a bare sword in hand? He said: Today I want to settle the affair of the Founder of Islam. Hadhrat Na‘eem said: First look into your own house. Your sister Fatima Bint Khattab and brother-in-law Sa‘eed bin […]

Excellence of worship of the night

Sleeping for the whole night is the sign of the heedless and due to the effect cast by Satan. When the Satan casts his effect on any human being, then that person’s nights are spent in heedlessness and the day is spent in laziness and lethargy. Thus, there is a Hadith in Sahih Bukhari: Translation: It is narrated on the authority of Hadhrat Abu Hurairah (May Allah be well pleased with him) that the Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: When any one of you goes to sleep, Satan ties three knots at the nape of the neck. On […]

Imam Azam Abu Hanifa’s thirst for knowledge

Imam Azam Abu Hanifa’s thirst for knowledge (May Allah shower His Mercy on him) Today we have many facilities to acquire knowledge. We have published books, schools and institutions of knowledge have been established. On the other hand in the yesteryears there were no such facilities and comfort. To acquire knowledge, people would travel from one country to another. If people knew that so and so person has a Hadith, then they would travel for months and acquire it. Hadhrat Imam Azam Abu Hanifa (May Allah shower His Mercy on him) went for Haj with his father at the tender […]

Qurbani in islam

YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! Ye qurbaniya kya hain?

Sahaba Ekraam raziallahu taala anhum ne arz kiya:YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! Ye qurbaniya kya hain?HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Tumhare walid Ibrahim Alaihissalaam ki Sunnat hai, Sahaba Ekram ne arz kiya: To isme hamare liye kya hai YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Chote se baal ke badle ek azeem neki hai, Sahaba Ekraam ne arz kya: YA RASOOLALLAH Sallallahu alaihi wasallam ! Phir uoon ke baare me kya hukum hai? HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Uoon ke chote se baal ke badle ek azeem neki hai. (Sunan […]

Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha ka Nikah

HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Masjid me tashreef farma the ke Aap ne Hazrath Ali raziallahu taala anhu se farmaya: Ye Jibreel Ameen hain aur arz kar rahe hain ke ALLAH TA’LA ne Hazrath Syeda Fatima raziallahu taala anha se tumhara nikah kardiya hai aur tumhare nikah par 40 hazaar farishton ko gawah ke tour par nikah ki majlis me sharik kiya gaya, aur shajar haye tubi se farmaya: In par moti aur Yaqoot nichawar karo phir dilkash aankhon wali horen un motiyon aur yaquton se thaal bharne lagi, Jinhe (yane nikah ki taqreeb me shirkat karne wale) […]

Surah Yaseen and surah Ikhlaas ki fazilat

Surah Yaseen and surah Ikhlaas ki fazilat

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jisne ALLAH TA’LA ki raza ke liye raat me Surah Yaseen padha uski maghfirat kardijati hai. (Sahih Ibne Hibban,Hadith no:2626) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne hazrath Abdullah bin khabeeb raziallahu ta’la anhu se farmaya: Tum rozana subah shaam 3 martaba surah ikhlaas aur surah falaq aur surah Naas padha karo, ye surten har nuqsaan dene wali cheez se tumhari hifazat ka zarya honge. (Jame Tirmizi,hadith no:3575)

hajj

Aye logo! Tum par haj farz kiya gaya

Jab ALLAH TAALA ne Hazrath IBRAHIM Alaihissalaam ko hukum farmaya ke logon me Haj ka Elaan karen to aap abu qubais naami ek pahad par chade aur apni mubarak ungliyou ko apne kanou me rakha aur Nida di:Beshak ALLAH TAALA ne tum par Haj Farz kiya hai to tum apne parwardigaar ki dawat par Labbaik kaho! “To aapki us nida par logou ne mardou ki pushtou aur aurtou ke shikmou se talbee padhte hue us dawat ko qubool kiya, aur sab se pehle yaman walou ne aapki dawat par Labbaik kaha, aur us din se qayamat tak jo koi haji […]

Masjid Nabawi mein namaz adaa karna

Masjid Nabawi mein namaz adaa karna

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jo shakhs zaad e rah aur aisi sawari ka malik ho jo use Baitullah shareef tak puhnchaye aur phir wo haj na kare to us par is baat ka farq nahi ke wo yahodi mare ya nasrani mare. (Jame Tirmizi, Hadith no:817) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Meri masjid me ek namaz adaa karna 50 hazaar namaz adaa karne ke barabar Ajar o Sawaab rakhta hai. (Sunan e Ibne Majah,hadith no:1478) Ashra Zilhajja ka har din sawaab me ek hazaar din ke barabar hai aur Arfa ka din 10 […]

Performing Hajj During Childhood

Performing Hajj During Childhood

As-Sai’b bin Yazid  (رضي الله عنه)  reported: I was 7 years of age when I was taken to perform Hajj (journey). This was amid the time the Messenger of Allah Prophet Mohammad (صلى الله عليه وسلم ) performed the Hajjat-ul-Wada` (Farewell Pilgrimage). [Al-Bukhari]. This Hadith calls attention to the fact that it is permissible to take children to Hajj. The reward of their Hajj will be given to their parents. But when after attaining maturity the child becomes liable for Hajj, it will be necessary for him to perform it again because the one he has performed in childhood, will not be sufficient […]

Todays Date
1st Ramadan