Wednesday-01-05-24


Namaz

Hazrath Abdullah bin Abbas (رضي الله عنه)

Hazrath Abdullah bin Abbas (رضي الله عنه) says,“The Holy Prophet Mohammed (صلى الله عليه وسلم ) had no shadow. His radiance would eclipse even the bright sun. In front of a lighted lamp, His radiance would be more powerful.”(Subul ul Huda war rashad, Vol 2, Pg No: 39/40) Abdullah ibn Amr ibn al-‘As (رضي الله عنه) Narrated That:The Prophet Mohammed (صلى الله عليه وسلم ) said: Command your children to pray when they become 7 years old, and beat them for it (prayer) when they become 10 years old; and arrange their beds (to sleep) separately. Sunan Abu Dawood, Book 2, 495-Sahih Abu Huraira (رضي […]

Have a happy and Blessed Eid Ul Fitr 1438

Wish you ALL a very happy and peaceful Eid Ul Fitr 1438 May the noor of this month illuminate your heart… May Allah accept your good deeds, forgive your transgressions and ease the suffering of all peoples around the globe…!!! May Allah fill your life with happiness and open all the doors of success now and always. MAY ALLAH BLESS YOU ALL WITH PROSPERITY AND HAPPINESS EID UL FITR MUBARAK!!

Sunnah of Eid

EID UL FITR KI SUNNAT

EID UL FITR ke din kuch khajoor khaakar namaz jana sunnat hai. Nabi(saw) taaq adat me (1,3,5,7) khajoor khaate. Afzal 3 khajoor khana hai. (Bukhari) Eid ke namaz ke liye paidal chalke jana/aana afzal hai. Eid ke namaz ke liye jaate/aate waqt raasta badal ke jaye. yani ek raaste se jaaye aur doosre raaste se aaaye. (Bukhari) Eid milte waqt ki dua: Taqaballahu Minna wa Minkum! (May Allah accept it from us and you) Nabi(saw) ne 2 din roze rakne se mana kiya hai. 1. EID UL FITR 2. EID UL ADHA Jis Ne Eid K Din 300 Martaba “Subhan […]

how to pray eid ul fitr salah

How to Offer Salaat ul Eid

What to do on the day of Eid ul Fitr? The following Sunnah are necessary on the day of Eid: To beautify oneself (i.e. have a hair cut, cut one’s nails etc.) To have a bath. To use Miswak (apart from using it during ablution). To offer Salaat Ul Fajr of that day in one’s local mosque. To go to the Eidgah (a special place for Salaat Ul Eid) early in the morning. To give the Sadqa Fitr and go to the Eidgah. To have something sweet (like dates) before going to the Eidgah (if it is dates, then having them […]

shab e Qadr

Tumhe kya maloom ke Shab e Qadar kya hai?

❀ Beshak Hum ne is (Quraan) ko Shab e Qadar me Nazil kiya, Tumhe kya maloom ke Shab e Qadar kya hai? Shab e Qadar Hazaar Mahinou se behtar hai, Is (Raat) Farishte aur Ruhul (Amen) apne Rab ke hukum se har kaam (ke intezaam) ke liye (zameen par) utarte hain, Wo (raat sarapa aman wo) salamati hai, Aur wo Raat Subah hone tàk (apni barkatou ke saath) Rehti hai. (Surah Al Qadar:1/5) Allah Tala Ne Quran Me Farmaya : #Ramazan Wo Mahina Hai Jisme Quran Ko Humne Nuzool Kiya” – (2:185) #Ramzan Ke Mahine Me Kab Nazil Hua Uske […]

Laylatul qadr(The Night of Qadr)

Signs of Lailatul Qadr – Shab E Qadr

Allah’s Messenger, Prophet Mohammed (صلى الله عليه وسلم ), described the morning after (Shab E Qadr) Laylat al-Qadr, so that the Muslim may know which night it was. From Ubayy, رضي الله عنه‎‎ , who said: that he, Prophet Mohammed (صلى الله عليه وسلم ), said: “On the morning following Laylat al-Qadr the sun rises not having any rays, as if it were a brass dish, until it rises up.”[Muslim, Abu Dawud, Tirmithi and Ibn Majah] Abu Hurairah, رضي الله عنه‎‎ , said : “We were discussing Laylat al-Qadr in the presence of Allah’s Messenger Mohammed (صلى الله عليه وسلم ) so he said : ‘Which […]

shab e qadr

Jab Shab e Qadar aati hai

✿ Jab Shab e Qadar aati hai to ALLAH TA’LA Hazrath Jibreel Alaihissalaam ko hukum farmata hai ke zameen par utar jao, Aapke saath sidratul muntaha ke sakin 70 Hazaar Farishte aate hain, aur inke saath Noor ke Jhande hote hain, jab wo sab zameen par aate hain to Hazrath Jibreel Alaihissalaam aur digar Farishte apne Jhande 4 Maqamaat par Nasab karte hain: 1) khana e Kaaba ke paas 2) HUZOOR Sallallahu alaihi wasallam ke Rouza e Aqdas ke paas 3) Masjid e Aqsa ke paas, 4) Masjid e Tour e Sina ke paas…. (Al Ghunya Lit Taalibi Tariqil Haqqi,vol:2,pg:14) […]

al zakat

Ramadan Zakat ul fitr Rules and Fitra Calculation

Zakat in Ramadan Zakaat becomes obligatory only when the wealth meets the criterion prescribed by the Shariah. The Prophet Mohammed (ﷺ) has fixed the criteria for gold, silver and animals. There is a Hadith in Sunan Daraqutni about the criterion for gold: Translation: Hazrath ‘Amr bin Shu’aib narrates on the authority of his father, he from his grandfather, and he from the Prophet Mohammed (ﷺ) that He said: There is no Zakaat on less than 5 camels. There is no Zakaat on goats less than 40. There is no Zakaat on cattle less than 30. There is no Zakaat no gold which is less than […]

Ramzan kareem ki Ehmiyat

Ramzan Ki Ehmiyat

Ramzan Bahot barkaton aur rahmaton ka mahina hai. Hazrath Muhammad (ﷺ)  ne farmaya ki agar meri ummat ko iski ahmiyat pata chal jaaye to wo chahege ki saara saal hi ramzan jaisa ho jaaye. Is mahine mein 1 neki ke badle 70 neki likhi jaati hai. Gunahgaron ke gunah Allah maaf karta hai. Shaitan ko kaid kar diya jaata hai. Is mahine ki ahmiyat isi baat se lag jaati hai ki Allah ne saari Aasmaani kitabe (Taurat, Zubur, Injeel, Quran) Ramzan ke mahine mein utari. Quran loh-e-mehfuz se duniya waale aasmaan par pura ka pura isi mahine mein utara gaya […]

Hadith on Backbiting

Do you know what gheebah (Backbiting) is?

La ilaha illallah: The Messenger of Allah peace be upon him said, “The best way to celebrate the remembrance of Allah is to say: La ilaha illallah (there is no true god except Allah).” [Tirmidi] Hadith on Backbiting: It was narrated from Abu Hurayrah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah (peace and blessings of Allah be upon him) said: “Do you know what gheebah (backbiting) is?” They said, “Allah and His Messenger know best.- He said, “Saying something about your brother that he dislikes.” It was said, “What if what I say about my brother […]

Mere Rab ki Rahmat

♦ Kya khoob ibaadatein baqshi hai tuney ek ibaadat (rozey) me ae Allah, ♦ Sabr bhi, Shukr bhi, Fikr bhi, Zikr bhi, Nemat bhi, Rahmat bhi, Barkat bhi aur Jannat bhi… ♦ Mere Rab ki Rahmat ka bhi andaaz hai niraala…! ♦ Sab kuch dekar bhi kehta hai koi hai maangne waala…!   Aye Imaan walo ! Tum Apne Sadqaat ko Ehsaan Jatlakar aur Dil Dukha kar us shakhs ki tarah zaaye mat karo, jo logou ko dikhane ke liye apna maal kharch karte hain. (Surah Al Baqarah :264)

Should I fast while Travelling?

Sahih Al Bukhari, Chapter#30 Hadith#9 حَدَّثَنِي يَحْيَى بْنُ بُكَيْرٍ، قَالَ حَدَّثَنِي اللَّيْثُ، عَنْ عُقَيْلٍ، عَنِ ابْنِ شِهَابٍ، قَالَ أَخْبَرَنِي ابْنُ أَبِي أَنَسٍ، مَوْلَى التَّيْمِيِّينَ أَنَّ أَبَاهُ، حَدَّثَهُ أَنَّهُ، سَمِعَ أَبَا هُرَيْرَةَ ـ رضى الله عنه ـ يَقُولُ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏”‏ إِذَا دَخَلَ شَهْرُ رَمَضَانَ فُتِّحَتْ أَبْوَابُ السَّمَاءِ، وَغُلِّقَتْ أَبْوَابُ جَهَنَّمَ، وَسُلْسِلَتِ الشَّيَاطِينُ Narrated By Abu Huraira : Allah’s Apostle ( sallallaahu alaihi wa sallam ) said, “When the month of Ramadan starts, the gates of the heaven are opened and the gates of Hell are closed and the devils are chained.” حضرت ابوہریرہ رضی اللہ […]

Never ask "Why?" to the Creator

Never ask “Why?” to the Creator

Sometimes some things are written in your fate. No matter how hard you may try to change them, they never change… The crow and the parrot were both created ugly. The parrot protested and was made beautiful. However, the crow remained content with the will of its Creator. Today the parrot is in a cage and the crow flies free… Behind each incident is so exquisite a wisdom that maybe you will never understand it. Therefore … Never ask “Why?” to the Creator. Nine things will give you benefits everyday: 1/ تريد السعاده = صل الصلاة في وقتها. 1/If you […]

Quran Revelation

Beautiful Facts about Quran revelation with Questions and Answers

1) What is the meaning of the word “Qur’an” ? A) That which is Read. 2) Where was the Qur’an revealed first ? A) In the cave of Hira (Makkah) 3) On which night was the Qur’an first revealed ? A) Lailatul-Qadr (Night of the Power) —————————- —————————- 4) Who revealed the Qur’an? A) Allah revealed the Qur’an 5) Through whom was the Qur’an revealed? A) Through Angel Jibraeel (Alaihis-Salaam) 6) To whom was the Qur’an revealed? A) To the last Prophet,  Muhammed (SallahuAlaihi Wasallam). 7) Who took the. responsibility of keeping the Qur’an safe? A) Allah himself. —————————- —————————- […]

The Morning Charity Hadith

The Morning Charity Hadith

The Prophet (صلى الله عليه و سلم)  said, In the morning, charity is due on every joint bone of the body of everyone of you. Every saying of “Subhan Allah” is charity. Every saying of “Alhamdulillah’ is Charity. Every saying of “La ilaha Illallah” is charity. Enjoying good is charity, forbidding evil is charity and two rak’ah of Dua prayers which one performs in the forenoon is equal to all this (in reward) [Muslim, Ahmad and Abu Dawood]  The best charity is that which is practiced by a wealthy person. And start giving first to your dependents. Bukhari Whatever wealth you […]

Quran in Ramzan

Quran and Fasting Hadith

Almighty Allah says: The reward of any virtuous deed of the progeny of Adam is for him (or her) alone, except fasting. That is for Me alone and I will fix its reward. (Sahih Bukhari, Hadith No. 1904) Narrated Ibn ‘Abbas (رضي الله عنه‎‎) That: The Prophet Mohammed (صلى الله عليه و سلم) Sallalla hu Alaihi Wassalaam was the most generous of all the people, and he used to become more generous in Ramadan when Gabriel met him. Gabriel used to meet him every night during Ramadan to revise the Qur’an with him. Allah’s Messenger then used to be more […]

Ramzan me apna kharch badhado

NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya : FATIMA to bas mere jigar ka gosha hai, unhe Takleef dene wali cheez MUJHE takleef deti hai.(Sahih Muslim, hadith no:2449) Jab banda apne Rab ke liye Taqwa Ikhtiyaar karta hai,To ALLAH TA’LA use aur Hidayaton ki taraf rehnumayi farmata hai. Hazrath Abdullah bin Abbas raziallahu taala anhuma ne farmaya:Jab Mahe Ramzan Shuru hota to HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam har qaidi ko Aazaad kardete aur har Mangne wale ko ataa farmate.(Shubul Imaan ,Hadith no :3475) Hazrath Abu Abdur Rahman Raziallahu taala anhu HAZRATH SYEDUNA ALI MURTUZA Raziallahu taala anhu […]

hadith

SYEDA E KAYENAAT HAZRATH FATIMA Raziallahu ta’la anha

SYEDA E KAYENAAT HAZRATH FATIMA Raziallahu ta’la anha ki wiladat e Mubaraka Elaan e Nabuwwat ke pehle saal hui, aur ek riwayat ke mutabiq Elaan e Nabuwwat se 5 saal pehle Aapki Wildat Babarkat hui, Hijrat ke 2 saal baad Aapka Aqde Nikah Moulaye Kayenaat Hazrath ALI MURTUZA Raziallahu taala anhu se hua, Jin se aapko 3 Sahebzadiyan aur 3 Sahebzade Tawullud hue, HAZRATH SYEDA FATIMA Raziallahu ta’la anha ka wisaal e Mubarak NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ke Wisaal e Aqdas ke 6 Mahine baad 3 Ramzan ul Mubarak 11 Hijri me hua, aur Aapka Mazaar e Shareef […]

If Allah intends good He afflicts trials

ALLAH TAALA Ki Mohabbat ki nishani ye hai ke

NABI E KAREEM (صلى الله عليه و سلم) ne irshaad farmaya: Tumhare paas Raat ke farishte aur din ke farishte baari baari aate hain, Aur wo Fajar ki Namaz me aur Asar ki Namaz me jama hote hain, Phir jin farishton ne tumhare saath raat guzari thi wo upar jate hain, ALLAH TAALA unse Sawaal karta hai halanke wo unse zyada Janne wala hai: Tumne Mere bandon ko kis haal me choda? Wo kahenge ke hum ne unko is haal me choda ke wo Namaz padh rahe the aur jab hum unke paas aaye the to wo Namaz padh rahe the. […]

hadith

Naik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain

Jisne Rab ke aage jhukna sikh liya wahi ilm wala hai,Kyun ke ilm ki pehchan Aajizi hai aur jahel ki pehchan takabbur hai. Naik logon ka zikar karne se gunah maaf hote hain. Subhanallah!(Kanzul Ummal,Hadith no:12685) Hazrath Abdullah bin Abbas raziallahu taala anhuma farmate hai:NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam Raat ki Tariki me aisa hi dekhte hain jaisa ke din ki Roushni me dekhte.(Al Khasaes Al Kubra,vol:1,pg:106) HUZOOR NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Main, Ali, Fatima, Hasan, Husain aur hum se Mohabbat karne wale sab qayamat ke din ek hi jagah jama honge,Qayamat ke din hamara khana […]

Quran e Kareem ki tilawat

Quran e Kareem ki tilawat

Mohammed Mustafa Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Aadmi unhi logon ke saath hoga jinke saath mohabbat karega agarche un jaise amal na bhi kare.(Musnad Imaam Ahmed,hadith no:13829) Mohammed Mustafa Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:Jab tum me se koi ghar se wuzu karke aaye, to ghar lautne tak use namaz ka sawaab milta rahega.(Mustadrak,Hadith no:744) Aye Logo! Apne Rab ki Ibadat karo jisne tumhe paida kiya aur un logon ko jo tum se pehle the taake tum parehezgaar banjao.(Surah Al Baqarah:21) Hazrath Abdullah bin atik radiallahuanhu ke pair ki haddi todh gayi NABI E KAREEM Sallallahu alaihiwasallam apna dast e mubarak phairte hi […]

SHAB E BARAAT ( 15 SHABAAN KE DIN ) KI FAZILAT

Shab E Baraat ( 15 shabaan ke din ) ki fazilat 

15 shabaan ke din ) ki fazilat Ek Hadees mein Huzur sallallahu alayhi wasallam ne farmaya ke shabaan mera mahina he or ramdan ALLAH ka mahina he. sach me shabaan khub barkat wala mahina hai. Ek baar Huzur sallallahu alayhi wasallam bethe the. itne me mshur sahabi Hazrat usama bin zaid radiyallahu ta’ala anhu waha aaya aur kaha : Ya Rasulallahu ! sallallahu alayhi wasallam aap shaban me k mahine me dusre mahino se ziydah roze kyun rakhte ho? Aap ne farmaya : usama ! shaban bahot barkat wala mahina he lakin log uski fazilat se gafil he ye mahina rajab or […]

hadith

Jahannum|Dozakh| (HELL) ke kul saat (7) darje hain

Ek Baar jab Jibrail alaihissalam Nabi kareem ﷺ  ke paas aye to *Muhammad Sallallahu alaihi wasallam* ne dekha ke Jibrail kuch pareshan hain. Aapne farmaya Jibrail kya mamla hai ke aaj mein aapko ghamzada dekh raha hoon? Jibrail ne arz kiya Aye Mehboob-e-kul Jahan, aaj mein Allah paak ke hukm se jahannum ka nazara karke aaya hoon aur isko dekhne se mujh par yeh gham ke aasaar namudar huye hain. Huzoor ne farmaya mujhe bhi jahannum ke halaat bataao. Jibrail ne arz kiya ke Jahannum ke kul saat (7) darje hain : Inme jo subse neeche wala darja hai Allah […]

sin hadith

Kya Tum Jante Ho Diwaliya Aur Muflis Kaun Hai?

Hazrath Abu Hurairah (رضي الله عنه‎‎) Se Riwayat Hai Ke, Ek Baar NABI E KAREEM (صلى الله عليه و سلم) Ne Sahaba Se Farmaya –‘Kya Tum Jante Ho Diwaliya Aur Muflis Kaun Hai?’ Sahaba Ne Arz Kiya Ki – ‘Hamare Yahan To Diwaliya Usse Maana Jata Hai Jiske Paas Na Ek Dirham Ho Aur Na To Koi Saamaan!’ Aap (صلى الله عليه و سلم) Ne Farmaya – “ “Meri Ummat Ka Muflis Wo Hai Jo Qayamat Ke Din Apni Roza, Namaz Aur Zakaat Ko Saath Lekar Hazir Hoga, Magar Uske Sath Wo Log Bhi Hazir Honge, Jin Me Se –Kisi […]

Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ke kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya, itne mein

Hamare Pyare NABI (s.a.w) Ki Kuch Pyari Aadate

Bohot pyaari hadis hai, Pls poora padhen Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ke kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya, itne mein ek Baaz (Hawk) bhi doosri taraf Aa betha, Kabootar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) se bola YA RASOOL_ALLAH ( SALALLAHU_ALAIH I_WASALLAM ) yeh Baaz mujhe khana chahta hai mere chote chote bache hai, AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) Ne Baaz Ko dekha aur Farmaya isko chodh do, Baaz bola agar mein isko chodh donga tu mere bachay bhookay reh_Jaein ge, AAP ( SALALLAHU_ALAIH I_WASALLAM ) Ne Farmaya yeh baat hai tu, tum Mere Raan se Gosht Utaar_lo, woh dono […]

Hadith on Troubling neighbours

The prophet, May Allah bless him and grant him peace, was asked. ‘Messenger of Allah! A certain woman prays in the night, fasts in the day, acts and give sadaqa, but injures her neighbour with her tongue’. The messenger of Allah , may Allah bless him and grant him peace, said. There is no good in her. She is one of the people of the fire. They said, another woman prays the prescribed prayers and gives bits of curd as sadaqa and does not injure anyone.’ The messenger of Allah, may Allah bless him and grant him peace. said. She […]

meraj night hadith sahih bukhari

SHAB -E- MERAJ Incident

Ref : Imamul Mufasireen Ash-Shiekh Tibri reported in”Jami’ul Bayan” The word MEHRAJ(Ascent of Prophet  Mohammed (Sallallahu alaihi wa sallam)  is derived from Urooj, which means, ‘height’, ‘ascension’. It occurs in Hadith. The Quranic word for the event is ‘Israa’, meaning ‘the journey’. The event is briefly mentioned in the Qur’an, its detailed provided by Hadiths while the people’s fantasies add the usual garnishing. Taken from Qur’an and Hadiths the essential details of the event (with necessary explanation and discussions) are as follows; The Heart Operation The Angel Jibreel Alaihis Salaam alongwith two other angels visited the holy Prophet Mohammed (Sallallahu […]

assalamu alaikum

Returning Salaam sent through e-mail or fax

In the olden days, people would correspond with each other using letters, etc. Nowadays, we send messages through e-mail, fax, etc. and the message reaches the addressee the very next moment. My question is about the Salaam sent through e-mail, fax, etc. Is it fine if we reply to it verbally or is it necessary that we should send the return greeting back in the way that we got it? To greet someone with Salaam is a Sunnah and returning it is Wajib, regardless or whether the Salaam is received directly, through someone or through a letter, e-mail, fax, etc. […]

Shijra Mubarak of Hazrath Sayed Ali Mira Datar

Hazrat Sayed Ali Mira Datar

Hazrat Muhammad At-Taqi ( Rani Allahu Anhu ) is the 9th Imam. Hazrat Sayed Ali Mira Datar belongs to his family. He is from Husaini Family. Coincidently he was born on the moon night as well as his martydom on moon night dated 29th Ramzan, He was born on Idd moon chand night and On Eid day there is his Ghusul (Bathing) Ceremony in the Mazar Sharif (Tomb). There is a great celebration on his Birthday. On the day he was martyred dated 29th Moharram, there is Urs mubarak at 4.00 am in the morning, Also there is Sandal Mubarak […]

writing exams in islam

Is cheating in exams allowed in Islam?

The purpose behind conducting exams for the students of the schools, colleges, etc. is that they study the required syllabus and build up the imperative capability and erudition in the specific subject with their efforts. In this way, their educational standards are raised. Usually, in the form of the examination form, etc. the students are made to promise that they will follow the prescribed guidelines and regulations for the exam. Cheating in the exam in spite of all this is misleading others. The Holy Prophet (Sallallahu alaihi wa sallam) said: Translation: Whoever deceives/betrays is not of us. There is a Hadith in Musnad Iman Ahmed […]

Attempt and commiting Sucide in islam

Suicide – A Great Crime (Gunaah Kabira)

Suicide- A serious sin Mufti Syed Ziauddin Naqshbandi Qadri’s lecture in Masjid Abul Hasanaat This world is a place of test and trial. The Lord, Allah SWT, who created human beings, who protects them from the mother’s womb to the last moment of life, and who grants human beings the bounty of peace, the same Lord, Allah SWT tests us through difficulties and hardships. At every step in life, we have to face new difficulties and hardships. Only that person is considered a winner here who faces all kinds of difficulties with courage. The person who loses patience and hastily […]

charity

Miskeen par kharch karna Sadqa hai

Nemat ka milna bhi azmaish hai ke tum shukar adaa karoge ya nahi. ALLAH ke nazdeek kisi insaan ki izzat jitni zyada hoti jati hai uska imtehaan bhi us qadar sakht hota chala jata hai. (Hazrath Ali raziallahu taala anhu) Momin pareshaniyon aur mushkilon par sabar kiye bagair Imaan ki mithas ko nahi paasakta. (Hazrath Junaid Baghdadi rahmatullah alaih) NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Khane aur peene par shukar adaa karne wale ka darja Roza rakh kar sabar karne wale ki tarah hai. Aye Imaan walo! Tum apni awazou ko NABI (sallallahu alaihi wasallam ) ki […]

Gharibnawaz

HAZRATH KHAJA MOIN UDDIN CHISTI RAHMATULLAH ALAIH

SULTAN UL HIND HAZRATH KHAJA MOIN UDDIN CHISTI RAHMATULLAH ALAIH. Aapki wiladat ba sadat iraan ke sube sajistaan me waqe maqaam sajiz me 14 rajab 537 hijri me hui,Aapke walid e majid ka naam hazrath syed gayaas uddin hasan al_husaini rahmatullah alaih hai, Aapki walida muhtarma ka naam hazrath ummul waraa rahmatullah alaiha hai, Aap bawasta e walid e majid husaini aur bazarye walida e muhtarma hasani sadaat se hai. Silsila walid ki janib se 12 wastou se aur silsila walida ki janib se 11 wastou se hazrath moula e kaenaat syeduna Ali Raziallahu taala anhu se jamilta hai. Wisaal […]

Cutting Your Nails

Shariah rulings about Nails

Cutting nails is a part of the intrinsic human nature. Here, we present some miscellaneous Shariah rulings about it. The proper method of cutting nails The proper way of cutting nails is that one should start with index finger of the right hand. Then the nails of the middle finger should be cut, then the ring finger and then the little finger. Then the nails of the little finger of the left hand should be cut; then the left ring finger, the left middle finger, the left index finger and the left thumb. Then the nails of the right thumb […]

Rights of Neighbours in Islam

Rights of Neighbours in Islam

Troubling one’s neighbours is a very bad thing. This displeases Allah Most High and His Prophet Mohammed (صلى الله عليه و سلم). The Holy Prophet Mohammed (صلى الله عليه و سلم) said: The rights of the neighbour are as binding as the right of a mother on her son. It is mentioned in another Hadith: Jibreel (May peace be upon him) emphasised the rights of neighbours to the extent that I thought neighbours would be counted among the heirs as well. The Holy Prophet Mohammed (صلى الله عليه و سلم) said: That person will not enter paradise whose neighbour is […]

lying is haram except 3 situations

He who makes peace between the people

It was said to the Prophet “Would that you see Abdullah bin Ubai.” So, the Prophet went to him, riding a donkey, and the Muslims accompanied him, walking on salty barren land. When the Prophet reached ‘Abdullah bin Ubai, the latter said, “Keep away from me! By Allah, the bad smell of your donkey has harmed me.” On that an Ansari man said (to ‘Abdullah), “By Allah! The smell of the donkey of Allah’s Apostle is better than your smell.” On that a man from ‘Abdullah’s tribe got angry for ‘Abdullah’s sake, and the two men abused each other which […]

azaan hadith

About Azan in Islam

It is narrated on the authority of Hadhrat ‘Abdullah bin Zaid Ansari (May Allah be well pleased with him), he says that the Holy Prophet Mohammed (ﷺ) was concerned about calling people for Salaat so much so that the Holy Prophet Mohammed (ﷺ) decided to appoint some people who would climb mounds and hillocks and would gesture to the people to come for Salaat. Hadhrat ‘Abdullah bin Zaid Ansari (May Allah be well pleased with him) says: I saw a dream as if a person clothed in 2 pieces of green cloth is standing in the niche of the mosque and saying […]

The Night of Shab -E- Meraj

Shab -E- Meraj, as a physical journey, is established by the Holy Quran.  Allah Ta’ala says: Holy (free of any imperfection, weakness and insufficiency) is He Who took His (most beloved and intimate) Servant in a small portion of a night from the Sacred Mosque to the Al-Aqsa Mosque, whose surroundings We have blessed, in order that We might show him (the Perfect Servant) Our Signs. Surely He is the One Who is All-Hearing, All-Seeing. Surah Bani Israil (17:1) The clearest proof that Meraj was a physical journey is the word ‘Abdihi.  The Mufassirin (experts in interpretation of the Holy […]

Dargah shareef khaja banda nawaz

The life of Hazrath Banda Nawaz Rahmatullah Alaih

Only that person who stays on the right path will be successful in this world and the hereafter.  For this reason, Allah has taught us to supplicate Him to guide us to the straight path, “O Allah!  Guide us along the right path.” Among these people who have been favored by Allah is the Pole of Deccan Hadhrat Khaja Banda Nawaz Gesudaraaz (May Allah shower His mercy on him).  He had given a single moment of his life to promote and propagate the teachings of Islam.  His whole life was according to the precepts of the Holy Quran and the […]

Hadith

Importance of being sincere in Islam

In the lessons on the famous Hadith compendium, Zujajatul Masabeeh, of Hadhrat Muhaddith-e-Deccan Abul Hasanaat Syed Abdullah Shah Sahab (May Allah shower His mercy on him), which are being held in Jame Masjid Siddiq e Akbar in Toli Chowki, Hyderabad, in, Mufti Syed Ziauddin Naqshbandi said that a Momin should perform all his activities with a good intention and sincerity, as those acts/deeds, which are performed with a good intention and sincerity, they are honored with acceptance by Allah Ta’ala. For this reason, the Holy Prophet (ﷺ) says: Translation of Hadith: Acts are with their intentions. Each human being will get […]

Treating others kindly

Keep helping the creation of Allah, treat them kindly and bestow favors on them. The one whom you treat so will become your friend, nay your slave. Treating others kindly saves one from destruction. Translation of couplet: Better than offering 1000 Raka’at of Salaat at every stop in a journey Is to gladden someone’s heart by kind treatment The propriety for bestowing favors on others is that the one doing so should conceal it from others and the propriety of the one on whom favors are being bestowed is that he/she should reveal that favor and should always be thankful […]

Sunnah Of Toilets

Sunnats of the Toilet

Sunnah of the Toilet Enter the toilet with your head covered. Enter the toilet with shoes. Recite the dua before entering the toilet. Enter with the left foot. Sit and urinate. One should never urinate whilst standing. One should not face or show his back towards the Qiblah. Do not to speak in the toilet. Be very careful of the splashes of urine. (being unmindful in this regard causes one to be punished in the grave) After relieving oneself, cleanse oneself using water. Leave the toilet with the right foot. Recite the dua after coming out of the toilet.Dua for […]

allama iqbal

Kisi Maroof Hasti ke Naseehat Aamoz Ashaar

Kisi Maroof Hasti ke Naseehat Aamoz Ashaar* منزل سے آگے بڑھ کر منزل تلاش کر Manzil Se Aage Badh Kar Manzil Talaash Kar مل جائے تجھکو دریا تو سمندر تلاش کر Mil Jaaye Tujhko Dariya To Samandar Talaash Kar ہر شیشہ ٹوٹ جاتا ہے پتھر کی چوٹ سے Har Sheesha Toot Jaata Hai Patthar Ki Chot Se پتھر ہی ٹوٹ جائے وہ شیشہ تلاش کر Patthar Hi Toot Jaaye Woh Sheesha Talaash Kar سجدوں سے تیرے کیا ہوا صدیاں گزرگئیں Sajdon Se Tere Kya Huwa Sadiyan Guzar Gayin دنیا تیری بدل دے وہ سجدہ تلاش کر Duniya Teri Badal De […]

Hadith

Farz Namaz ke baad Raat ki namaz tamaam namazou se afzal hai

Bandon me sab se afzal aur qayamat ke din ALLAH TAALA ke nazdeek wo shakhs hai jo kasrat se ALLAH TAALA ka zikr karne wala hai aur wo Aurtein (women) jo kasrat se zikr karne wali hain. NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:ALLAH TAALA aise shakhs ko apne arsh ke saaye me jagah dega jisne tanhayi me ALLAH TAALA ka aise zikar kiya ke uske aanso jaari hogaye.(Sahih Bukhari,Hadith no:1337) HUZOOR E AKRAM Sallallahu alaihi wasallam ke Asmaaye mubaraka me se ek isme mubarak HAASHIR bhi hai jiske mutaliq Aap irshaad farmate hain:LOGOU KO MERE QADMOU ME […]

Aye Mere Rab! Ye NOOR kiska hai?

ALLAH TAALA ne jab Hazrath Adam alaihissalaam ko paida farmaya

NABI E KAREEM (ﷺ)  ne irshaad farmaya: ALLAH TAALA ne jab Hazrath Adam alaihissalaam ko paida farmaya to unhe unki Aoulaad dikhayi, To unho ne ek ko dusre par saheb e karamat wo fazilat dekha, Phir unho ne unke darmiyan me ek chamakta NOOR dekha, uspar Aapne Arz kiya: Aye Mere Rab! Ye NOOR kiska hai? ALLAH TAALA ne irshaad farmaya: Ye Tumhare farzand e Jaleel Ahmad e Mujtaba MOHAMMED MUSTAFA (ﷺ)  hai, YEHI AWWAL HAI, YEHI AAKHIR HAI, AUR YEHI SAB SE PEHLE SHAFA’AT KARNE WALE HAI. (Baihaqi,khasaisul kubra,vol:1,pg101)

Hadith

Benefits of Reciting Subhan Allahi wa bihamdihi

“Whoever says: ‘Subhan Allahi wa bihamdihi’ one hundred times a day, will be forgiven all his sins even if they were as much as the foam of the sea.” (Bukhari) Narrated Abu Huraira: The Prophet said, “Every day two angels come down from heaven and one of them says, ” O Allah! Compensate every person who spends in your cause,” and ohter (angel) says, “O Allah! destroy every miser.” Bukhari (Book#24, Hadith#522) ” Sadaqah (charity) wipes out sins like water extinguishes fire. ”

Todays Date
1st Ramadan